Bank Wire
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    big investors kay liye jo bari bari amount forex mai invest kartay hain bankwire aik acha option hay aur secure bhi boht hay magar small investors kay liye electronic payment system he acha rahta hay because heavy bank fees
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: subhan پيغام ديکھيے
      big investors kay liye jo bari bari amount forex mai invest kartay hain bankwire aik acha option hay aur secure bhi boht hay magar small investors kay liye electronic payment system he acha rahta hay because heavy bank fees
      Ap nay theek kaha, agar koi trader chota hay, aur us ki amount kam banti hay to bahtar yehi hay keh wo payment processors ko use karay aur phir at the end, jab acha khasa profit jama ho jaye to phir us ko bank wire kar lay ya phir bank transfer.
         
      • #18 Collapse

        bank wire use karny kay liay insta me tu minimum 300$ hai kay aap 300$ se kam wire transfer kay through deposit nahi kar sakty. Iss me koi shak nahi hai kay wire transfer aik safe or easy way hai magar iska process me 4-5 working days lag hi jaaty hain.
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Bank wire dosto aik sab say ziada authentic payment system hay jo saray world may sab say secure mana jata hay, aur jo broker yeh cheez ap ko offer karta hay is ka matlab yeh hay keh wo authentic hay aur under regulatory authority registered hay, jis ki waja say wo bank k through payment receive aur send kar raha hay.

          Bank wire ki fees ziada tar 35$ say lay kar 45$ tak k hoti hay, lakin is say ziada nahi hoti, agar koi is say ziada charge karta hay to is ka matlab yeh hay keh wo broker regulated nahi hay, kuch brokers Swift confirmation k name par bhi 30$ charge kartay hain, yeh sab fazool ki cheezay hain, jab bhi ksi bhi broker say ap bank wire k through trading karna chaho to is baat ko zaroor dhyan may rakhna.

          Yeh payment system sirf un logo k lye qabil amal hay jo big capital invest karna chahtay ho, aur jo log choti amount invest karna chahtay ho wo dosray online payment processors use karain.
          salam .abdullah bhae ap na bilkul sahi kaha ,lakin jahan tak mary maloomat hay wo ya ha k bank transfer ka lia hamara account bhi foreign currency ma ho n achiya warna transfer nahi hota ,ager app k pass koe solid information ha iss bare may to share karain.
             
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hbk khan پيغام ديکھيے

            W.salam bhai, brother, baat yeh hay keh agar ap bank wire karwa rahay ho ya bank transfer, ap ka koi sa bhe account chalay ga, chahay current ho ya saving account, lakin basic account na karna, jo students ya labor ka account hota hay, is k elawa koi bhe account chalay ga, don't worry.
               
            • #21 Collapse

              yes dear main aap say agree krta hun k bank wire ek bohat he safe way hey is say hum deposit or withdraw kisi b risk k begair kar skty hen or ye bohat hey best cheez hey so is liay hum is way ko use kar skty hen lakin ye E currency ke nesbat bohat he slow way hey is main time kafi laagg jata hey..
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: N79 پيغام ديکھيے
                main to withdraw or deposit kay liey money bookers use karta hun. money bookers say apny bank account main 5$ ki fee pay withdraw mil jaata hai .jin logon nay huge investment karni hai un kay liey he bank wire useful hai.
                salam
                friendz marae khail may money bookers sa bank transfer 30$ tak hay.ager app nay skrill use kia hay t transfer kis bank account may karta hain,please shaer karain.
                 
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hbk khan پيغام ديکھيے
                  salam
                  friendz marae khail may money bookers sa bank transfer 30$ tak hay.ager app nay skrill use kia hay t transfer kis bank account may karta hain,please shaer karain.
                  Yar, yeh question may nay aik alag thread may kia hua hay, aur mujhay jaha tak k knowledge mili hay us hisab say Allied bank ltd, Bank Alfalah aur Muslim Commercial Bank walay cut nahi kartay, lakin may yaha k logo ka bhe feedback layna chahta ho.
                   
                  • #24 Collapse

                    Traditional bank line is usually many genuine transaction method however we rule make use of this approach caused by many reason with Pakistan initial reason is usually in which weighty expenses healthy involving price second we put in tiny amount with these types of reason i suggest solely automated currency exchange with regard to put in in addition to take.
                    • #25 Collapse

                      g ha bhai apki bat sahi hay kay Bank Wire system secure to buhat hay.mager is ka use buhat kam log karty hai.kue kay is ki fees zayada hoty hay.is liya ya sirf un traders ko hi suite kerta hay.jo kay is business main bari investment say trading ker rahay hai.or un ka profit daily ka zayada hota hay.is business main kam invest karnay walay trader ko is ka use nahi kerna cahiya..
                      • #26 Collapse

                        there is always loss and benifits in any business/trading. to get ride of loss you need full attentaion and good decision at right time and in a right way. if you didn't do so it will be totaly loss of time, money and other resources. a man alyways find what he seeks for.
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          Bank wire dosto aik sab say ziada authentic payment system hay jo saray world may sab say secure mana jata hay, aur jo broker yeh cheez ap ko offer karta hay is ka matlab yeh hay keh wo authentic hay aur under regulatory authority registered hay, jis ki waja say wo bank k through payment receive aur send kar raha hay.

                          Bank wire ki fees ziada tar 35$ say lay kar 45$ tak k hoti hay, lakin is say ziada nahi hoti, agar koi is say ziada charge karta hay to is ka matlab yeh hay keh wo broker regulated nahi hay, kuch brokers Swift confirmation k name par bhi 30$ charge kartay hain, yeh sab fazool ki cheezay hain, jab bhi ksi bhi broker say ap bank wire k through trading karna chaho to is baat ko zaroor dhyan may rakhna.

                          Yeh payment system sirf un logo k lye qabil amal hay jo big capital invest karna chahtay ho, aur jo log choti amount invest karna chahtay ho wo dosray online payment processors use karain.
                          Bhai jaisa keh ap nay oper bataya whi hota hay, yani kam say kam 30$ fee to charge hota he hay, aur hamaray jaisay chotay traders k lye yeh 30$ ki fee he bohat hay, agar hum is ko Pak rupees may convert karain to.
                          • #28 Collapse

                            Hello , How are you all

                            Local bank Wire Payment Processors ki oDesk per to 4.25$ Fee cut hoti hai , Instaforex ki kai fee txt cut kar gey ? pakistan my bank wire karwany my?
                            • #29 Collapse

                              Jee han bank wire aik bohat he reliable way hota hai lekin iss ko use kertay waqat humein kuch baatein apnay mind mein rakhni chaheye aik tou yeh check out ker lein k aap ka broker aur money booker kisi regulatory authority k under hai aur dosra yeh dekh lein k wo kitnay charges le raha hai aur koi hidden charges tou nehi hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bank wire aik acha system hai mager is ke cast buhat zyada jo kay chotay tabkay kay traders key poch se bahir is liye bank wire ko madad mai lana kafi mahnga parta hai
                                 
                                اب آن لائن

                                Working...
                                X