Indicators ka proper use
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mera bahi indicator aj kal bahot acha acha aya ha jo ap real signal da ga or ap tension nahi nahi ho ga itna zabardast indicator aya ha or kohi loss be nahi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      hame indicators ko properly use karna chahye lekin us say b zyada hame khud pay yakeen hona chahye tab he hum me kuch na kuch hasil karnay ki himat ho ge.
      • #18 Collapse

        indicators buhat sary hain mgr zarorat ic baat ki hai hum ko indicators ka pata hona chaye or in k use ka bhi pata hona chaye buhat sary achy indicators hain jin ko use kr k hum buhat achi trading result hasil kr sakty hain
        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
        • #19 Collapse

          sing your brain for the right planning and preperation is actually the key in forex trading, however your mind should be free of all worries and stresses while you are going to start your work here, so work with a relaxed
          • #20 Collapse

            indicater forex ma bohat aam kam krte hn, ya new and old trade ma b kam krte hn, inn ki waja sa hi hm log koi b trade krte hn hn. ya market ma currency ki tajheezia krte hn k iss waqat currency zaida dammon ha ya phr kam damoon seell ho rahi ha, ya market ki coming news b date hn k cerruncy ki situation kia ha. ya statistical base pr kam krte hn so inn ki news ghalt b ho skti ha
            • #21 Collapse

              yes sir ap na dek kha ha hamin apna andaz main bi market ko dekhna chaye aur es ko baray prospective main bi dekhna cheay jis sa ham sahi decision kar sakin ga.
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                Sir Aap nay Sahi Kaha k indicators buhat Saray hain... meray pas ek indicator hai Trade Asstnt Wo Mt4 k 4 indicators Say mil Kar bana hai Agar Forum k moderator ijazat dain Gy Tou Main Share Karoun Ga... Waisay in my view indicators ko bas Dekhnaa chahiyee hameshaa un par 100 percent yakeen nahin KArnaa Chahiyee market ko Dekhnay k liye Trend lines Draw Karna Sab Say best hai
                G han maine qaiser sir ki bat se etfak karta hon. MT4 or MT5 main bhot indicator hen. jin ko phly smajhna or phir osay use krna ana chaye lekin in main se best thing ye hai. kay ap trend line ki madat se market ka trend maloon kren or phir os kay mutabik indicator use kren .
                • #23 Collapse

                  Bht Achi bat ki hay ap nay ap ny jo time frame ki bat ki hay kay long ma bhi dekhy to thora bata to dety kay H1,H4,D1,W1, ya phir MN ma dekhy aur in ma aksar indicator change ho jaty hay mtlab H4 ma buy ka trend show kar raha hy to phir ya W1 ma sell show kar deta hay is situation ma koi phir kia kary aur aksar indicator ki madad sa koi trade open ki jai us time to wo profit ma hoti hay lakin phir kuch hi time ma loss krna shuru kar deti hay ya q
                  • #24 Collapse

                    hello how are you
                    koi Brother mari help kar dega plzz Indicators ka option kaam nahi kara mara instaforex my . my kai karo. koi idea hai app logo k pass. i thing ye app ko bata hai na k kab market down hogi or kabhi up hogi?

                    Thank you
                    • #25 Collapse

                      good info

                      masha Allah aap ne buhat he achi knowladge di hai ye knowladge unsub kelay buhat he helpfull hoga jinko forex knowladge nahi hai our sekhrahe hen mera unsubko mashwara he is forum ki har thread ko read karen or apna knowladge barhaaen thanks for usful info brother
                      • #26 Collapse

                        mai ny jitna forex ko seeka hai aus ka mai ny yahey fasla nakala ky indicator ka sahey use big time frame mai hota hai aur agar ap H1,H4 ya ais sy big time frame lagaye to ap ko output sahey maly ga
                        • #27 Collapse

                          keh wo IT department say baat karain gay, asal may file uploading may kuch masla hay, wo clear ho jaye to phir may bhe boha tder ko zayada indicators use karnay hi nahi chaiye. wo jitney zayada indicators use karta jaye ga, uss ke liye tra
                          • #28 Collapse

                            ASSALAM O ALEIKUM hmmm mere bhai apki baat bilkul sahi hai indacator to bht sare hain or sab k aalag alag use hai taqreban lkn in me sabs e acha konsa hai ye ab tk hamein pata nh cahla,,,or mere khayal se to ye hamein tab pata cahelga k konsa indicator acha hai sab se jb hum khud use krk dekhenge
                            • #29 Collapse

                              G bhai jan indicators to bohat saray mil jate hain likin hmain in ka proper use krna ana chahye kio k is k proper use k bgair koi bhi indicator hmare kissi bhi kam ka nahi hai is liye hmain sirf in ko just as a help use krna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading me market trend ko dekhny k liay bhe indicators bht help karty hain different types k indicators use hoty hain koi indicator market trend ko smjhta hy har indicator ka apna apna maqsad hy indicators ko use karty hoy ham technical analysis kar sakty hain technical analysis bhe forex me bht important hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X