Requotes kia hotay hain? kis tarha say bacha jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bilkul requotes mai ne toh zyda tarr demo accounts mei dekhi hai or jab news aati hai tab bhi market tezi se move karti hai jis ki wajha se hum jis rate se buy ya sell karne ke liye order laga rahe the wo chand seconds mei hi change ho jati hai jiski wajha se requotes ka samna karna parta hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      kafe thek points share ke hai app na umeed hai new trader ko aur jes ko requotes ka baray mai details nahi hia people ko es say kafe jada acha fida hasel hoga aur mai apne baat karo tu wasa mia jada tar pending order he USE ker ta ho.
      • #48 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
        Dosto, requotes kia hotay hain? requotes wo hotay hain jab ap running market may trade kholnay ki koshish kartay hain aur jo error samnay ata hay wo requote kehlata hay, aur aisa jab hota hay jab market tez chal rahi hoti hay, us may jab ap aik price par buy ya sell ka trade lagatay ho to wo sirf is lye nahi lagta kyo keh market ki price tezi say change ho rahi hoti hay.

        Ab is say bacha kaisay jaye? Do tareeqay hain is say bachnay k lye, aik to yeh hay keh ap pending orders ka use karain, wo requote nahi hotay, dosra yeh keh agar deviation ka use karain, jaisa keh is picture may mai nay black circle say wazeh kia hay.

        [ATTACH=CONFIG]192[/ATTACH]

        Is picture may dekh kar deviation ko active karain aur neechay jo option active ho ga us may 3 ya 4 ko set kar lain, is tarha say ap ko requotes ka samna nahi hoga, lakin agar market bohat tez hui ya spike aya to pending order bhi kaam nahi karta aur execute nahi hota.
        dear
        i thankfull to you foryour kind information
        • #49 Collapse

          yes dear ap nay zaber dast baath share ki he hm jb b trading krty he to es requote ka samnaa hota he, jb hm trade ko close krtay he to os wakt tk kafi loss ki hoti he,matlb os time pe hm close nahi kr sktay es tara candle nechay ajati he..lekn es ka koi avr yani nuksan to nahi ho ga.
          • #50 Collapse

            Ji sahi kaha aap nay brother requotes k baray ne yehe parha tha mene k jab ham managing market me trade kholne ki koshish kerte hen or perhaps jo error samne ata hai wo requote kehlata hai. or even is actually bachne k ek he tareeqa pata tha mujhe as well as wo he pending order. per ye nahi pata tha k agar market boht tez ya spike hui to be able to pending order b kaam nahi kerta
            • #51 Collapse

              is k bary main mujhy itna zyada nahi maloom dear ap kisi senior sy rabta karain ulta ap k thread sy hmain bhi seekhny ka moka mil jayega thanks for post this thread
              • #52 Collapse

                I hate to requote pop up especially when i want to enter a fast market and that some time lead to sleepage and i believe that is one thing that i hate about trading low time frame. Requote usually happen when the market is fast and very active at any given point in time
                • #53 Collapse

                  Assalam O Alaikum, Bhai jan aap ki baat to sahi hai keh requotes se bachnay ke liay hum yeh do tareeqay ker saktay hain jo aap ne batey hain magar main yeh samjahta hoon keh jab market main tezi ho to uss time mian market main enter nahi hona chahiey aksar loss ka chance hota hai.
                  • #54 Collapse

                    me abi new ho our me abi trading ko learn karr aha ho mje abi itna zayda knowldge nhi ha me ne 3 month pehly forex business ko join kiya ha mgr is se ham bht acha benefit hasil kar sakty hai agr laalach nhi kary tu
                    • #55 Collapse

                      thanks dear ap ny bht useful post ki hai or yhi new traders k liay bht zayad hep kry gi boz bht sary trades ko is k bary may ni pta hota ahi or mj b ni pta ta ap ki is post sy bht basic and useful trick mil gyi hai. thanks again ap ki bht sari post may ny dekhi hai or ap sub e bht useful information share kr rhy hai.
                      • #56 Collapse

                        Potential investors or sellers in a company are more concerned about the bid and ask quotes as they reflect at what prices the stock can be bought or sold, while the price quote as defined in the first definition shows the price at which the stock traded most recently. And to use these quotes again is termed as re-quotes.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #57 Collapse

                          G bilkul theek kaha hy hum reroute usi ko khety hain k jab hum oder jes value say lagana chaty hain to us k oper aik error aa jata hy usi ko reroute khety hain our oder us value py nahe lagata hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X