Data window kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Data window kia hay?
    Dosto, meta trader may aik option hay, jisay hum data window kehtay hain, kia koi yeh bata sakta hay k wo hay kia? aur kis kaam ati hay? :D , meray khayal may bohat kam logo ko pata hoga is baray may, chalain may ap ko batata ho keh data window akhir hay kia? aur is ka kaam kia hay?

    Data window, jaisa keh ap name say bhi pehchan saktay ho keh aik aisi window hay jis may data show ho raha hota hay, yeh ap ko ap ki tool bar may available hota hay, jaisa keh is picture may circle kia hua hay may nay. Click image for larger version

Name:	data window.JPG
Views:	1
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12461327 is ko press karo gay to aik window ap ki charts k barabar may khul jaye gi, jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay.

    Click image for larger version

Name:	data window1.jpg
Views:	1
Size:	91.6 کلوبائٹ
ID:	12461328

    Is picture may ap dekh saktay hain k aik data window mojud hay, is ka kaam yeh hota hay keh yeh ap k us chart ki maloomat day gi jo ap nay select kia hota hay, jaisa keh is data window may show ho raha hay keh Eur/usd ki information a rahi hay, is may ap ko daily high, low, open aur close bhi pata chal raha hay, aur sath may jitnay indicators is chart par lagay huay hain wo bhi aur jo signals wo indicator day rahay hain wo bhi nazar ata hay, aik acha tool hay, use kijay ga apni trading may, aur dosri baat yeh keh agar ksi dosray chart ka data dekhna ho to ap sirf us chart ka tab click karo aur data window us ka data show karna shru kar day ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    data window meray kayal mai aysi window ko kehtay hai jis mai tamam data save ho .aur woh data apki help karay trading mai .kun kay apkay pass data mojood ho ga tu app easily chizo ko daikh sakho gay aur phir uss data ki madad say ba asani trading kar sakoo gay.
    • #3 Collapse

      jb me aesi khobsurat posts parhta hon to mjhay is forum ki kada pata chalti hai aur agar hum aesay he mehnat say kaam kartay rahay to wo din dor nahi jb pak forum dunia ka sub say barha forum ban jae ga.
      • #4 Collapse

        Achi sharing hai.waisy main to pehly say he data window use karta hun.main aap say agree karta hun.ye ik acha tool hai or mery khyaal say kaafi sary dost jo is tool kay bary main nahin janty thay wo is kay bary is thread ki help say seekh lain gay.
        • #5 Collapse

          window wo hy jis ko ap computer me instal kerty hy orwindow hard disk me instal hoti hy or hard disk computer ka dil hy jis me her cezz chopii hoti hy
          • #6 Collapse

            KAfi achi sharing ki hai apny bro. data sharing main traders kam tu khoob krty hain laikin iss main mazid janay ki koi koshish nhe krta lehaza jo trader bhi forex ko join krna chahta hai ussay chahye k iss ko achi tarha apny zehn mai rakhy k har kism ka trading apny zehn main bethaye, tab ja kr ussay trading ki samjh boojh ayegi.
            • #7 Collapse

              I,think forex is data 1 ay ce sha ha jo ap ko compter chlana men madad dyta ha agr ap s koi mistak hoti ha to ap ko data help kry ga
              • #8 Collapse

                Data window main hum apni trading ke hawaley sey har cheez open kar saktey hain aur isko achi trha se dekh saktey hain aur bhai apne bhi bohot hi achey trha se samjhaya hey.
                • #9 Collapse

                  bhai app nai bari achi cheese share ki ha data window buhaat kaam ki cheese ha iss ka use har trader ko ahna chaiya iss se trader ko buhaat achi maloomaat mil sakti hain aur kisi bi pair kay baray main sahri cheesain app ko yahan mil jati hain
                  • #10 Collapse

                    Jee bilkul yeh ek bohat asan sa tarika hota hai kisi bhi time frame pe kisi bhi candle ki opening closing data maloom kia ja sakta hai is ka ek or tarika bhi hota hai agr ap cursor ko candlestick par thori dair rakhen to yehi details apko wahan bhi dikhengi ki itna clear view nahi hoga jitna yahan data window par hoga.
                    • #11 Collapse

                      data window main hmary account ke attachment hoti hey or is k elawa is area main boahat sary indicators pary huway hoty hen or expert adviser b isi section main hoty hen or hum data window ko hide b kar skty hen or show b kar skty hen..
                      • #12 Collapse

                        nahi bhai jan mujhe data window ke bare me abhi kuch nahi maloom hai kiun ke me abhi is business ko itna deeply nahi samajh saka hun is ko me learn karne ki koshish kar raha hun or is me practice kar ke me earnings ki taraf barhun ga is lye abhi iski knowledge hasil kar raha hun me abhi ziada nahi janta hun .
                        • #13 Collapse

                          Data window apko allow karti hai kay aap chart me kisi bhi candle kay time date or opening rate/ closing rate duration etc ko check kar sakty hain. iski short key Ctrl+D hai or bajay is kay ke aap chaart me bohat peechy jaaen aap is window ki madad se market ki history ko check kar sakty hain.
                           
                          • #14 Collapse

                            data window wo option ha trading software me means mat trade me jab bh ap koi trade open karty ho our close karty ho our jo bh ap trading karty hovy ous ko use karty ho ous ko save kar lata ha our wo ap ke window waly folder me data save ho jata ha jis ko ap access kar sakty ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              data window aik mt4 ka tool ha jis ko abdullah ne boht achhi tra describe kia ha is window se aap ko complete chart kiey baarey me maloomaat milti ha jis pair ka bi chart aap ne open kia ho ga data window me us ki saari values clear aap study ker sekain gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X