Data window kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Assalam O Alaikum, Bhai aap ne data window ke baaray main detail se bataya hai aur mujhe ab iss ka use kerna bhi aa gaya hai main ne iss ko open ker ke dekha hai yeh bohat achha option hai aur pair ke baaray main sari detail samnay aa jati hai. Iss se trade kernay main help milti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes dear bhot bhot thanks ap na jo bat ke ha woh real mn kafi best ha and mujha real mn data window ka bara mn koi khas knowledge nhn tha aj jo chezn ap na btai hn to mn na to es ko lazmi tor pr follow krna ha dear ap na jo yeh information de ha ka yeh indicator ka bara mn bh btati ha ka woh kya signel da rha ha to mn na us ko bh acha sa use krna k aliya try krn ga
      • #93 Collapse

        Achi sharing hai.waisy main to pehly say he data window use karta hun.main aap say agree karta hun.ye ik acha tool hai or mery khyaal say kaafi sary dost jo is tool kay bary main nahin janty thay wo is kay bary is thread ki help say seekh lain gay...
        • #94 Collapse

          Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading jo b new han uny pehly chart ko samjna chae ha is k bad program ko k kase kam karta ha kon sa button kis liy use hota ha is k bad ap trading ki tarif ana chae ha
          Be safe .its a dangerous market out there...:D
          • #95 Collapse

            yes data window main kisi bhi currency ka jo bhi time frame chart main select kia hua ho ga us ki har candle ki detail ham data window main dekh sakte hain wo is tarah k aap cursor ko candle pe laae to data window main show ho jaae ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #96 Collapse

              mashallah bahi ap nay boht achi information share ki hai mai is ko ab samj gaya hun aur isko use bhi ker chuka hun kio k jab pehly main isko nahi janta tha to mjy is ka kuch bhi pata nahi tha lakin ap isko expericne ker chutka haun very good thing

              اب آن لائن

              Working...
              X