Data window kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    data window wo window hoty he jis me apky currencies ky info a rahy hoty he ap is ky maded se dakh skte he k is waqt kya rate chal raha he or is waqt kyna spread he this is realy good for the traders
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Market me candlesticks ki base per agar market ko previously price view karna ho tu data window ki help se hum market ki previous situation ko analyze kar sakty hain. Date window me kisi bhi time frame ki kisi bhi candle per mouse pointer le jany se market ki us din ki opening, closing, high or low positon view ki ja sakti hain or trend ko predict kia ja sakta hai.
       
      • #33 Collapse

        Yes app ki waja se aj aik aur baat sikhne ko mile hay ke main apne data woindow main ja kar apne currency pair ki all information ko check kar sakta hoon aur is main jo bhi cheez dekhn i ho muj ko easy se dekhne ko mile ge .
         
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Dosto, meta trader may aik option hay, jisay hum data window kehtay hain, kia koi yeh bata sakta hay k wo hay kia? aur kis kaam ati hay? :D , meray khayal may bohat kam logo ko pata hoga is baray may, chalain may ap ko batata ho keh data window akhir hay kia? aur is ka kaam kia hay?

          Data window, jaisa keh ap name say bhi pehchan saktay ho keh aik aisi window hay jis may data show ho raha hota hay, yeh ap ko ap ki tool bar may available hota hay, jaisa keh is picture may circle kia hua hay may nay. [ATTACH=CONFIG]197[/ATTACH] is ko press karo gay to aik window ap ki charts k barabar may khul jaye gi, jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay.

          [ATTACH=CONFIG]198[/ATTACH]

          Is picture may ap dekh saktay hain k aik data window mojud hay, is ka kaam yeh hota hay keh yeh ap k us chart ki maloomat day gi jo ap nay select kia hota hay, jaisa keh is data window may show ho raha hay keh Eur/usd ki information a rahi hay, is may ap ko daily high, low, open aur close bhi pata chal raha hay, aur sath may jitnay indicators is chart par lagay huay hain wo bhi aur jo signals wo indicator day rahay hain wo bhi nazar ata hay, aik acha tool hay, use kijay ga apni trading may, aur dosri baat yeh keh agar ksi dosray chart ka data dekhna ho to ap sirf us chart ka tab click karo aur data window us ka data show karna shru kar day ga.
          Jee bilkul bro data window woh hoti hai jiss main hamari open trade ka ya order ka data show ho raha hota hai aur mujhe iss ko open karny ka tareeqa nahi aa raha tha lekin ap ki is post sy main isko samajh gaya so thanx for this nice post.
          • #35 Collapse

            sir nice sharing, es tool ka mujhay es sy pehlay maloom naheen tha, ab meen ny es ko dekha tu maloom howa ky ye tu forex trading ka buhat hi useful tool hy,es ko dekh kur market ka achi tarah sy andaza laganay meen madad mil sakti hy. thanks
            • #36 Collapse

              aahhann great knowledge .. am very happy kay ya mjhy maloom hua ap ki is post say .. thanks but abhi bh bhut si aisi batyn hain jin ki mujhy information nahi ha but ap ogo ki madad say kaffi kuch smjh agya ha
              • #37 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: javed1122 پيغام ديکھيے
                window wo hy jis ko ap computer me instal kerty hy orwindow hard disk me instal hoti hy or hard disk computer ka dil hy jis me her cezz chopii hoti hy
                bhai pehle sir ke sawal aur us ke neche di gayii information ko to sahe se read karlia karen ap jese log sirf title dekh ke hi shuru hojate hain sirf apna bonus earn karne ke liye jis ka koi faida nai hai jab tak ap kisi thread ko sahe se read kar ke us pe comment nai karenge apko kabhi bhi knowledge nai ayegi.
                 
                • #38 Collapse

                  thanks sir for sharing this helpfull thread data window woh hoti hai jab hum kisi currency ki koi tarde open karte hain to uski sari details hum data window ke tab pe click kar ke dekh sakte hain ke kub hamara order high pe tha, kub low hoa, maket ke indicators aur uske signals se hamen inform karti hain jis se hamen next tarding aur market ko analyiz karne main bhot help millti hai
                   
                  • #39 Collapse

                    data window wo hota hai jo aapko appki trading main bht sa kaam dey matlab aapki help kary or jis sai aap apny kaam ka andaza bh lag skty hain
                    • #40 Collapse

                      je han foex trading may data window jaisa kay ap name say bhi pehchan saktay han kay aisi window hay jis may data show ho raha hota hay yeh apko apki tool bar may avilable hota hay
                      • #41 Collapse

                        data window main ik folder MQL4 ka hota hai jismain experts advisor , scripts , custom indicator ko add or remove kiaja skta hai terminal main jo k taqreeban hir kisi ko zarurt hoti hai koi indicator ya EA add or remove krny k luye terminal main.
                        • #42 Collapse

                          Data window kisi b currency pair ki total maloomat hoti hai. k aaj high kia hai low kia hai etc. ye option menu bar main hota hai aur hum is k zarriye acha faisla kar sakte hain aik pair per trading k liye.
                          • #43 Collapse

                            Data window sirf chart par hi use ho rahe hoti hay aur is ky pattern ko agar daika jay to band market ki next move ki bi assume kar sakta hay
                            • #44 Collapse

                              Abdullah bhai ap k doosray threads ki trah yah thread bhi boht maloomati hay main kafi arsa say trading kr rha hun laikn kujay data window ka pta nhi tha or is k use ka bhi pta nhi tha.ap say aik or swal hay k agr hum 1 week main kissi bhi jga pr ja kr 1 H ya 4 H ka data nikalna chahy to kaisay nikal sktay hain?
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ASSALAM O ALEIKUM hmm mere bhai mein to abhi new hon forex mein mjhe itna time nh hoa hai is lye mjhe to nh pata k ye deta windo kya hai lkn i m trying my best to know about it ,,, and get knowledge of every thing related to forex trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X