Cross hair ka kia kaam hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ye tool to main aksar use karta hun but mujy ye nahin pta tha kay hum issy cross hair kehty hain.chalo ab pta chal gaya.ye acha tool hai or hum issy kisi candle kar high low daikhny kay liey ye is kay opening or closing time ko check karny kay liey use kar sakty hain.
      • #18 Collapse

        i have no idea about cross hair and how we can get benefit from it in trading and how it can help us and for what purpose it use in trading business i think you need to explain that how it works and what are the advantages of this and how we can get any benefits from this i just once check it demo but i was unable to understand it
        • #19 Collapse

          dear friend apne cross hair ka pocha hai dost mene kabhi as option ko use nahi keya aj tak tu men as k bare men ziyada nahi janta asleye men kuch ziyada nahi kahonga mere khayal se ye aik indecator ka option hai ab ye kese work kerta hai aska muje ziyada alem nahi hai
          • #20 Collapse

            Crosshair is used in Matatrader 4 to know the number of pips between the two points. Click on the shape of cross in this way, you can know the exact date, time and value of a point in the chart of Matatrader 4.
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
              crosshair apko pips ko up/down calculation karny me madad deta hai. Misaal kay tor par aap aik higher point se aik lower points tak ye dekhna chahty hain kay market ne in points kay darmyan kitna fluctuate kia hai tu wo aap crosshair ki madad se dekhty hain, mazeed ye ka cross hair aapko batata hai kay is high or low kay darmaayan kitni candles banti hai or high se low ka us wakt kia rate tha.
              Bohat acha ap nay define kia hay, umeed hay k mazeed log bhe is say faida uthaye gay aur apni analysis may is ki madad lay gay, cross hair may sirf ap ko yehi cheezay pata chalti hain, aur jab ap button par say ungli utha laytay ho to ghayab bhe ho jati hay information, yeh temporary line create karti hay jab tak button press hay.
                 
              • #22 Collapse

                cross hair zayada tar humein hamaray chart pe pips ko calculate karnay main help karta hai. jab hum aik point per cross hair ley kar jatay hain aur left click daba kar jis point per bhi ley kar jatay hain ye humein batata hai ke pehlay point se dosray point tak kitnay pips bantay hain.
                • #23 Collapse

                  Cross hair Ki Madaad Say hum Apnay Chart par Candles ki formation K darmayaan pips K Diference Ko ba Asaani dekh Saktay hain,aap cross hair ki Madad Say Market Main stoploss point,take profit point Waghera bhi dekh saktay hain,inshort Cross hair is A very usefull Tool
                     
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #24 Collapse

                    Sab nay idhar udhar say dekh kar aur talash kar k comments to kar diyay hain, lakin ap sab logo ko chahiyay keh ab jab keh ap logo ko maloom ho he gaya hay ke cross hair kis kaam ata hay, to ap log is ko apni analysis may zaroor use kijay ga.
                       
                    • #25 Collapse

                      dear ye ek tool hoti hey is ko hum market ke technical prediction karty hoay use krty hen is say hum pips ko count kar skty hen is k elawa candle kaha say start or kaha par end ho rhi hey daikh skty hen is say bohat asani ho jati hey,...
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: lemoorehan
                        Bai mjy cross hair k bary main nahe pata koi mjy bata day k cross hair kia hota hai aur is ka forex trading k auper kia asar hota hai kia is say koi profit bi hasil hota hai k nai plz is k bary main detail information share ker den
                        Ap first post ko parho aur sath may dosray logo k comments ko parho, ap ko samajh ajaye ga k cross hair kia hay aur is say hum kia faida utha saktay hain, is ki madad say ap pips ki counting kar saktay hain, lakin ab jo new meta trader aya hay us may jab bhe ap stop loss ya take profits ko drag kartay hain to ap ko whi par pips ki calculation ho jati hay.
                           
                        • #27 Collapse

                          cross hair ko hum graph maloom karnay aur candle sticks ko parnay k lye use kartay hain.hum is say ye maloom kar saktay hain candle kha pay open hoe aur kha pay band hoe hai.
                          • #28 Collapse

                            hum forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai . kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain
                            • #29 Collapse

                              Friends cross hair aik tool hy jis ki madad se hum apney capture ko aik pair se dosrey pair me shift kartey hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                                cross hair ko hum graph maloom karnay aur candle sticks ko parnay k lye use kartay hain.hum is say ye maloom kar saktay hain candle kha pay open hoe aur kha pay band hoe hai.
                                Brother, candle ki open price aur close price k lye ap ko cross hair ki zaroorat nahi parti, ap sirf us candle par mouse ko hover karain gay to ap ko timing, open price, close price, high price aur low price sab usi choti si jagha par pata chal jaye ga. Is k elawa ap data window say bhe madad lay saktay hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X