Cross hair ka kia kaam hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
    crosshair apko pips ko up/down calculation karny me madad deta hai. Misaal kay tor par aap aik higher point se aik lower points tak ye dekhna chahty hain kay market ne in points kay darmyan kitna fluctuate kia hai tu wo aap crosshair ki madad se dekhty hain, mazeed ye ka cross hair aapko batata hai kay is high or low kay darmaayan kitni candles banti hai or high se low ka us wakt kia rate tha.
    Cross hair meta Trader main eek Shandaar Tool hai Ap tool bar main Dekhain Tou yeh Aap Ko vertical line,horizontal line k Sath miltaa hai Aap us par Click Karain Gy Tou chart par ek line ban jati hai aap is Say Candles ki Maximum high low,date Time,Rates Dekh saktay hain,Main jo Quote Kar Raha hon is Main Buhaat behtar tarah Say cross hair kaa istemal bataya Gyaa hai umeed hai K hum sab is Say Faidaa uthaayeen gy...Cross hair Analysis main Buhaat Kaam Ataa hai...
     
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      cross hair ka kaam amrket ko price ko check krna hota he yany k kis points pe price kya bnty he or wahan pe ap tp or stoploss use ker skte he so use this this is realy good tool
      • #33 Collapse

        forex trading mai ham cross hair ka matlab mery khayal mai ya hai k ya hamy kisi b candle ki recent high or low ko jaan sakty hain is sy ziada mujhy is bary mai koi pata ni hai forex trading aik bohat acha business hai is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain
        • #34 Collapse

          Beloved still of that time period i've being a no virtually any specifics of this specific and so remember to for those who have being a total specifics of this specific and so explain to in order to meet relating to this each and every as well as many..
          • #35 Collapse

            Sir ap na bahot acha inform keya ha ya tool hamray trading plateform main ha aur es ki madad sa ap canndle ki open close position aur high low time aur date ka leahaz sa dek saktay hain. Ya ap na ek bahot achi information di ha phelay mujay es main kafi difficulties thi main mouse canddle pa leay kar jata tha jis sa kabi wo price ati thi aur kabi ni ati thi. Ab mari ya difficulty ap na solove kar di ha. Thanks.
            • #36 Collapse

              mjhy ni malom croooss ky bare men mjhy uper di hoi commmentce bhe ni pta chl rha ky crooss kia ha
              or meny a bhe satr kia ha pak forex ko
              • #37 Collapse

                dear ma khud b iss kaam ma naya hun ....agr apko is bare ma kch maloomaat hoti ha tou plzzz is bt ko zaror share kriyega taa k hume knowledge hoo iss bare maa....aur agr iss ki detail hoto woo b share kriye ga...
                • #38 Collapse

                  Precious even now of that time period I've got as a zero any type of info on that and so you need to for those who have as a total info on that and so say to in order to meet about this just about every in addition to almost all.
                  • #39 Collapse

                    bahi ap ki bat thke hy or ap ko batao k main is kam main new ho or muj ko is ka itna pata nhi hy or bahi ab main is kam main a gia ho or ab agy muj ko is ka sara pata lg jy ga inshallah .................
                    • #40 Collapse

                      Sir koi khas pata nahn hy is bary main bai tak to newbie hi hain hum learning kar rahy hain kindly ap khud hi jaldi sy is ki information update kar dain
                      • #41 Collapse

                        jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain.Is may aik cheez aur bhe add karna chaho ga may keh jab ap apnay mouse ka center button ya phir wheel ko press karo gay to yeh crosshair kaam karna shru kar day ga.
                        • #42 Collapse

                          Dear mny ye option kae bar use kiya hay according to me Cross hair ki madad say ham indicators ki situation ko note kar sakty han ya jan sakty han means kis waqt hamra respective indicator ki kia situation thi and indicator kia show kar raha tha and new updates as well
                          • #43 Collapse

                            i thing cross hair ka kohi cum naihi tha because this is realy unaffart forforx market
                            so we may goes out doing this affart after that we can see it
                            • #44 Collapse

                              kisi bhi kaam main success ka actually koi secret nahi hota, success hamesha aap ki planning, preperation, hard work or determination ka result hoti hai, to forex trade main bhi inhi rules ko follow ker k kamyab hua ja sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                thanks for sharing this wonderfull trick for us but plz aap thora explain kar dete to zyada samjh aa jati q k abhi aap ki thread thori un complete hai i hope aap es bare main jald hi responce do ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X