Hedging ki strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    :D:mad:mere bhai Hedging is a good forex strategy. I am agree with your information. I think every strategy is so important for every trader in trading. Thanks for the nice information no demand work work only work
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      dear jaha ma mara zati experince ha ya stratgy successful nai ha balke boot zeda loss ka bayse ban sakte hain lakin pir b jo log is par kam kar rahe hain wo bathar bata sakte hain k ya stratgy kasi ha.
      • #198 Collapse

        hedging karna muje to theak nahi lagta hain main jab be hedging ki hain muje to loos huwa hain hedging karna easy nahi hain main hedging karne sa loos huwa hain is laye main stop loos ko used ker layta ho hedging nahi karta ho
        • #199 Collapse

          bhae yeh to bht alaw bat bate hai apanay mjy waqae iuska idea nahe that per ab bht achay say clear hogya ar ab man isko apni trading main use b karun ga
          • #200 Collapse

            jis strategy ki aap baat kar rahay ho wo main nay hedging ki strategy k name say dosri thread mein discuss kiya hai ye thread to fori tor per account ko c=achanay k liye karne wali wala amal hai
            • #201 Collapse

              Mukhtasar Yeh K,
              Ek Shaks Tha Meri Zindagi Mein,
              Aur Bas Wohi Tha Zindagi Meri.....
              . .
              When I Miss You, I Just Look at Your
              Profile and ReadYour Previous Msgs.
              heart emoticon
              • #202 Collapse

                hedging strategy is very very difficult to use but if you got the knowledge about it and you become expert t do this strategy then you can take big risk in the Forex trading business so this is the best way of trading in the Forex trading business.
                • #203 Collapse

                  Jee ap ney hedging kay barey main bohat tafseel sey bataya hay aur jin logon ko hedge kay barey main nahin pata taha kay hedging kia hota hay aur kaisey ise ko use kia jata hay wo ise barey main ab jan chukay hone gay aur abe ise ko use karain gay.
                  • #204 Collapse

                    Main hedging ki strategy ki favour main nahe hoon chahy ache ho but double mind hony ki waja say app koi bhe trade close nahe jer paty hain our iss ki waja say app ko kafi loss ho jata hy
                    • #205 Collapse

                      nice post for all member but jo jo new member hai osko ye post read karni ki bohat need hai but apko investment ki bhi need hia and invest utna hi krey jitne loss affoed kar sakte hn and trade bohat dihaan se karey varn loss ho gae ga
                      • #206 Collapse

                        assalam o alaikum to all friends how are you all friends me ne abhi abhi recently join kia hai and muje abhi zayada kuch is kaam k baray me nai pata so kindly tell me k me kam waqt mein zyada kesy earn kr sakoon please guys tell me the easy way to earn the money
                        • #207 Collapse

                          G bhai ap theek kh rhay hai Hedging b best hoti hai trading krnay k liye or agr koi trade stuck ho jaye to trader hedging ko use kr k apni trade ko loss mai say profit mai la skta hai.Or ap k next thread ka b wait kroo ga k is strategy ko mazeed learn krnay k liye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #208 Collapse

                            Dear ho gii but muje hedging karna pasand nhn mere mind ki mutabik hedge account aik baar ho jaye tu wo dobara profit nhn deta aur dorii baat ye islamic point of view se b jaiz nhn hy k ap hedge karo mai ne dr. zakir naik ki aik video b es se related sunii thi os mai b yehi kehte hain k hedging system jaiz nhn hy tu mai phr hedging system se door he rehta hon...
                            • #209 Collapse

                              hedging kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                jitni baat ap ne hedging k bare mein baai hae ye to aleady hi kam az kam mere ilm mein to thi ab asal kahani jis ka ujhe bhi kuch khas idea nahi hae woh ap gol kar gay hein kiunk is mein asal masla to yehi hota hae k ap ko hedging se bahr kaise nikalna hota hae......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X