Hedging ki strategy2
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging ki strategy2
    Dosto, jab ap ksi broker k pass apna account open kartay ho to aik option ata hay keh ap trading kis tarha say kartay ho, hedging k through ya phir speculation k through, may is may ap ko hedging k zariyay kamanay ka batao ga, k ap kis tarha say hedging kar k kama saktay ho, lakin yeh strategy chotay capital ya new traders k lye nahi hay, phir bhi may ap logo ko asan urdu may samjhana chahta ho ta keh jab ap log acha khasa experience hasil kar lain to phir ap k kaam aye yeh cheez. May ap ko apna experience bayan kar raha ho, to ho sakta hay keh koi ghalti kotahi bhi ho sakti hay.

    Hedging ki strategy may ap ko karna yeh hota hay keh ap k pass capital big hota hay, kam say kam 200$, is may ap 0.01 ki lot say hedging kar saktay ho, ab is may ap karo gay kia? hoga yeh keh ap ksi bhi pair ko select karo gay jo kam say kam 100 pips ki movement daily karta ho, ap us ki daily chart ko open karo gay, aur us par dekho gay k market sideways chal rahi hay ya phir koi trend pakra hay, agar sideways chal rahi hay to phir ap asani say hedging kar saktay ho is may, hoga kuch is tarha say keh ap do positions aik sath kholo gay, aur us may take profis 100 pips rakho gay, dono ko, ab hoga is tarha say keh market ksi aik direction may to 100 pips move karay gi he, aur market retrace bhi karti hay, ab agar market 100 pips ko touch kar lay, to ap ka TP hit ho jaye ga, ab ap ko wait karna hay market k return ka, ya to market dobara apnay starting point par pohanchay gi, ya phir at least 50% retrace karay gi, agar 50% par bhi ap minus may close kar laytay ho to bhi 50% ka profit hay, aur ap aik risk yeh bhi lay saktay ho keh agar ap ko lagta hay keh market ziada penetrate kar sakti hay to ap apni hedging position ko 50 pips par stop loss laga lo, agar market nay penetrate kia to stop loss ko hit karti hui agay nikal jaye gi, aur ja kar TP ko hit karay gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Abdullah sir nice information share ki hai aap ne yahan abhi main yahn new trader hoon aur 100$ k sath main apni first tarde nahe laga sakte because abhi meray pass utna experince nahe hai jitnay experince k sath aap ne yeh hidging strategy use karnay ka bola hai so jab meray pass aap jitna experince ho ga then main b yeh he strategy use kar k profit gain karnay ki koshihs karoun ge us k ilwa sir mera yeh swala hai k is strategy k sath humain blank main profit hasil ho ga kia ?
    • #3 Collapse

      yes friend this is not the bad strategy i have use this strategy and this is the best one strategy and we can use this strategy with the best comfert and with the confidence this is the great strategy i think
      • #4 Collapse

        Hedge type strategy ko aagr aap news k time use krlo and us me munasib stop loss and take profit lgoay toh yeh buhat kar amad oti hy and apko ziada profit melyge. one aside ke sl hit krky pko dosre side pe tho acha khasa profit mel jata hy..
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan10076 پيغام ديکھيے
          Hedge type strategy ko aagr aap news k time use krlo and us me munasib stop loss and take profit lgoay toh yeh buhat kar amad oti hy and apko ziada profit melyge. one aside ke sl hit krky pko dosre side pe tho acha khasa profit mel jata hy..
          Brother hedge ko bohat sari jagho par kia ja sakta hay, zaroori nahi keh ap news k time par he karo, jaisa keh may nay oper bayan kia hay, waisay karo gay to ziada easy raho gay, agar news ki time par karo gay to bounce back ka khatra rehta hay.
           
          • #6 Collapse

            ye strategy achi hai lekin is main bhi boohat risk hai.kabhi kabhi markte volatile hoo to bhir ye 300 pips tak ki move ik he din main kar jaati hai.is liey ye kaabhi risky hain lekin agar economic calender ko daikh kar hum ye kaam karain gay to phir best rhy ga.
            • #7 Collapse

              Not bad any stratgy it all depends on your own accunt balance and money management rules and adqute knowlege of treading it is good stratgy if use it proper way.
              • #8 Collapse

                Hedging is a so good strategy. I am using it now. A few days ago I read the post of you about this topics. Today you post the next part of it. Thanks for the nice information brother. Regards.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: N79 پيغام ديکھيے
                  ye strategy achi hai lekin is main bhi boohat risk hai.kabhi kabhi markte volatile hoo to bhir ye 300 pips tak ki move ik he din main kar jaati hai.is liey ye kaabhi risky hain lekin agar economic calender ko daikh kar hum ye kaam karain gay to phir best rhy ga.
                  Baat yeh hay may nay teen kisam ki hedging discuss ki hay, ap kis kisam ki hedging karti ho? pahlay yeh dekh lo, oper jo likha hay wo parh lo, phir koi problem ho to pocho.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Smya
                  hedging strategy mojay kabhi bhi loss say nahin bacha saki is main tu ap ko ager feel ho kay trend ap kay opposite ja raha hain tu ap second means ager sell ka order hain tu buy ka order place ker dain yeah itni profitable strategy nahin hoti
                  Aisi konsi strategy hay jo risky nahi hay? agar risk nahi lo gay to kamao gay kaisay? forex may kamana itna asaan hay kia keh baghair risk k kama lo gay?
                     
                  • #10 Collapse

                    Very well defined by you and also in easy words. Main ye strategy apnay live account main next month use karon ga. abhi mere pass itna capital nahi hai. iss stragety ke liye wasay bhi capital zayada chaiye.
                    • #11 Collapse

                      Jee bilkul yeh bhi ek achi strategy hai lekin apko kia lagata hai kitna profit hojaega is strategy se shayad 3 4 ya 5 usd ? Mere khayal se is se kahin behtr speculation k through trading main acha profit milsakta hai lekin jo beginners hain unke liyeh yeh nemat se kam nahi.
                      • #12 Collapse

                        meray bhaai aap ne hedging ko boht achhi tra detail k saath bayaan kia ha me ne kabi ya stretegy azmaai nahi lakin abi zarpoor apni trade is tra open kerun ga lakin is me ye aik hatra ha k agr one side movement se trend hi change ho jaae to aap ki loss wali trade ziaada loss me bi ja sekti ha
                        • #13 Collapse

                          dost bari kamal ki hedging ki planning batahi ha app nai waqhi iss tara app kisi risk kay bakhair kafi achi earning ki ja sakti ha main iss startegy ko apni trading main apply kar kay practice karoon ga aur app ko feed back dhoon ga
                          • #14 Collapse

                            no doubt bohat achi information aap ne share ki hai me zarur isko try karun ga and results aap ko bataoun ga aap se aik request bhi hai ke aap or bhi aisi informations agey bhi hum new members se share karte rahiye ga ... thanks .
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hasher
                              myry bhi forex trading business main hedging ki strategy tu achi hai lakin jab market bhot taiz ho jaye aur ap ki aik entry loss main ho aur aik profit main tu us waqat ap ko decision krna muskal ho jata hia k k market wapis aye gi ya nai aur agr aye gi tu kab lehaza us waqat ap kay loss k chances bhar jaty hain.
                              Brother, jab market tez hoti hay to us waqt to ap ko decide karna asaan hota hay, us time par ap loss wali ko asani say band kar k profits wali ko continue kar saktay hain, kabhi kar k dekhain demo par, phir batain.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X