indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators
    dear kia koi esa indicator b hay jo forex news k sath attach ho jesy hi news ati ho hamy wesy hi wo signals de.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai news k liye to different sites hoti hain jaise www.************.com forex news k liye behter samjhi jaati hai aap us pe register ho kar time zone ko apne time k hisaab se set kar lain phir aap us pe news apne local time k mutabiq dekh sake ge
    • #3 Collapse

      han bhai jan bohat sary indicators hain jo ham use karty hain forex trading ma success hasil karny k liye is liye hamy indicator lazmi use karny chaye in sy hamari kafi help rehti ha forex trading ma aur success milti ha..
      • #4 Collapse

        no dear humera pass economic news ka koi indicator majood nahe hy hum just technically kafi sarey indicators available hain jin pay hum relay ker sagty hain our humean achy results bhe dity hain
        • #5 Collapse

          Dear mai ne boht se indicators k bare mai suna hy but mai ne abi tak es busienss mai koi b indicator use nhn kiya aur na he muje pasand hy forex jasie simple se business k liye koi indicator use karna ap es business mai jab kam karte ho tu ap ko idea ho jata hy k ap k liye kiya cheez sahii hy aur kiya cheez nhn sahii...
          • #6 Collapse

            bazar mein bahut sy indicator aa chuky hain jo trader ki help krty hain lekin ap is ko na use krein to best hai q k ye aik automatic syatem hota hai ye apko kisi tiem bhi bahut ziyada nuqsaan dey sata hai
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein hmein sb indicators die jate hein aur hmein in mein experience ne hota he jes ke waja se hm in ke fiada ko smjh ne pate hen to hmein apne trading men in ko ache trah se learn krna he phr trading se boht fiada milta he
               
              • #8 Collapse

                never easa koi indicator nahe hy jo news k sath app ko signal day ap ko sab k sab indicators technical support keray hain our news k leay app ko apny rules bnana hoon gay jin pay app trading karo gay
                • #9 Collapse

                  gee bhai is bat ka mujhe pta nhe he aur hmein apne trading mein indicators alg tools die jate hien jo keh hmein technical analysis mein kam ate hein aur news ke lie alg chezen hote hien js ko fundamental analysis kaha jata he to yh mere khyal mein aps mein mix nhe hon ge
                     
                  • #10 Collapse

                    Forex market mai indicators bohat achay hai. Mery khayal say forex market mai har ak ko indicators ko use krna chaeay. Tk har koi market ky trend ko maloom kr sky.
                    • #11 Collapse

                      gee bhai aisa to mere zhn mein nhe he aur hmein apne trading mein news ko lazme dekhna hota he aur apne trading mein indicators ko bhe istemal krna hota he aur hm apne trading mein sahih tareqon pr chlein ge to hmein apne trading se profit acha mile ga
                       
                      • #12 Collapse

                        maine abhi tak koi bhi aisa indicator use nahi keraha jo ke MT4 ke andar news ke information deta ho. Mai Pakistan forex forum se he dekhta hon news ke barey mai.MT4 mai load barh jata hai indicator instal kerne se.
                        • #13 Collapse

                          ji zabrdast aap n sahi idia dia mujhy k news k anay per hume maloom hu jata hai k yeh buy ki hai ya sell ki aur humara indicator signal bhi show kr deta hai hume maloom huna chaiye aisay indicator ka
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: indicators

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Babarkhan8384 پيغام ديکھيے
                            ji zabrdast aap n sahi idia dia mujhy k news k anay per hume maloom hu jata hai k yeh buy ki hai ya sell ki aur humara indicator signal bhi show kr deta hai hume maloom huna chaiye aisay indicator ka
                            Dear ap kay comment se lag raha hai ap es ko itna nahi janty hain tu main ap ko indicator kay baray main bata do kay indicator ki madad se ap market ka trend daikh skaty hain ap chart pay indicator ko draw kar kay time frame kay hisab se trend ka pata chala sakty hain. khas indicator jo kafi achy hain or builtin atay hain meta trader 4 or 5 main un kay nam kuch yeh hai. RSI,MCAD, Moving Average etc. ap ko jab tak in ka use nahi aye ga ap technical analysis ko sahi tarha se sur injam nahi dy sakty hain ap ko trend line draw karna phir support or resistance find karna nahi aye gi.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X