ap 1 din main kitni trade karty ho.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Har Bandy Ka Apna Apna Time Table Hota Hai Kuch Log To Boht Zyada Ker Lety Hain K apna Takreeban Adhy Se Zyada din Treading Mai hi Guzar Lety Hain Kuch Kam time Dety Hain Trading Ko Yahan Bas Ap Lalach Se Bach Jaye Ap Kamyab Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      I do usually 10 trades in a day but it is more than you need to do you just need to do one trade that is back by fundamental aspects like your analysis and that will give you benefits.
      • #18 Collapse

        meray bhai jaan mein tou forex trading busienss mein sirf aik din mein 4 se 5 ghantey working kerta hoon aur mein itney se time mein apna profit hasil ker leita hoon kiyon ke yeh aik acha business hai.
        • #19 Collapse

          dear main aik din main 2 ya 3 trades karta honn . kbhi kbhi to asa hota ha ka mujha best point nai mil raha hota orr main us din nai kar pata trading ya market slow hoti ha tab bi main risk nai lata hon trade karna ka . jab market zadha up or down ho rai ho ap ko tab tarding karni chahiya Forex main
          • #20 Collapse

            main forex trading main 1 din main takreban holidays main tu jatni dair mera trade minus main ho main forex tarding ko daikta rehta ho chaye 10 hour be lag jaye
            • #21 Collapse

              sir i m new member of forex forum so ab tak to mein ne trading nahi ki filhal to mein posts de kar USD bana raha hon but according to my knowladge humhay aik din mein 20 pips tak earn karne chaheye ta k loss agar ho bhi jaye to asaani se recover ho sakay
              • #22 Collapse

                me ne new hi trade karna shoro kia he baqi me 14 se 18 tak b kar sakta ho wase b is ko tim full de to trade zeada b ho sakti he ye to khod par he jitna karo ho sata he
                • #23 Collapse

                  Main market ko achi trha se jaanch kar hi forex main trade karti hun aur jitni trade hamari strategy main ban rahi hoti hain to hamen utni hi trade forex ki market main karni parti hey.
                  • #24 Collapse

                    still not having any experience in trading of forex due to new customer and now a day getting experience in pakistan form. In the comming day it will happen that i make the trading in forex trading
                    • #25 Collapse

                      main ne kabhi ghor nahi kya ke main kitni trade karta hoon jab market main ache point milte hain tu hi main trade karta hoon aur jab mujhe lagta hai ke aj ke liye itna profit kafi hai tu os bad main trading nahi karta but kabhi kabhi koi trade open nahi karta jab mari trade bht zayda loss main chal rahi hoti hai
                      • #26 Collapse

                        main aik din main sirf aik he trade kar pata hon, q k main aik computer operator hon our is ly maray pas bht kam time hota hy k main net use karon. likan jasy he mujhy moqa milta hy our main net open karta hon to forex pa a jata hon.
                        • #27 Collapse

                          Main nay apna daily profit plan banaya hoa hay jab mujhy mera 10$ ka profit earn ho jata hay to main trade say cut ho jata hon. Agar hum proper planning say trade kartay hain to hum main greed nahi ata. main almost 10 trade lagata hon daily ki or jab daikhta hon. kabhi kabha zayada bhi laga laita hon yeh market pay depend karta hay.
                          • #28 Collapse

                            ma abi new hu trading mi to ma abi filhal 1 he trading karta hu ek time mi ku k abi ma samajta hu k pahly mujy achy sy es ko samjna chahey or phir us k bad mujy es mi proper work karna chaheya jab ma samju ga k ma ny thora expert ho gaya hu or ab ma ek time mi zayada trading kar skta hu to tab ma kru ga
                            • #29 Collapse

                              aik din main forex forum main 45 say 50 hi trade hoti hai is say zaida nahi kar sakty hai to yahi post karty hai hum baqi kuch aur post par kar lety hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                sir main aik din main 10 say 15 trade karta hun jin say myra 20$ tak ka profit ho jata hai agar aap zyda lahlich karo gay to aap ko loss b ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X