Expert Advisor
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Maine to koi EA expert advisor use nahi kia abhi tak or mujhay is baray main itna ilm bhi nahi hai agar mujhay is baray main pata chala to main logon say zaroor share karoonga..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai main nay apni trading main kabhi ea ka use nahi kiya hay.jab main nay apni trading ko start kiya tha.tab main nay ea use kiya tha.mager mujay us say is business main kuch khas profit nahi howa.or us kay bad main nay kabhi bi ea use nahi kiya hay.or main kud apnay knowledge say is business main trade kerta ho...
      • #18 Collapse

        yes brother mene kuch time pehle auto trading kari thi demo account me but mujhe kuch result khas nhi mila, ab men autotrading nhi karta EA ke through men just manual trading kar raha hon market ko analysis kar ke is se mujhe acha profit mil ho jata he.
        • #19 Collapse

          Nahi ji main kabhi bhi kisi ko yai suggest nhi karti hu ki aap automatic trading system per hi trade karo yai tarding karne ka ek acha system nhi hai or mere kai online friend jo trade karte hai wo apna paisa loss kar chuke hai EA k use sai.
          • #20 Collapse

            main nay kabhi ea use nahi kiya hay.or na hi kabhi apni trading main robot ko use kiya hay.bhai jo trading main is business main apnay forex kay knowledge say kerta ho.mujay wo trading sab say zayada pasand hay.kue kay wo trading maray liya buhat hi zayada profitable hay..
            • #21 Collapse

              tarade krny k liye expert adivisor ka hona zaruri hai laiken mere khyal main ap demo pe kaam kr k khud he expert advisor ban sakty hai mere bhai thora mind larao to ap ka name bhi expert main aa jayega or kamyabi ap k kadam choomay gi
              • #22 Collapse

                robot or EA is a tool that is programmed to facilitate our current work
                regarding the efficacy of robot / EA will depend of us who analyze the market and operate the robot,
                sorry if I'm wrong
                • #23 Collapse

                  Wesse To Search karne par boht Se EA free me hi mil jate hen but aik acha EA Hamen Ismtmaal karne k lie ksi se purchase karna hoga wo boht profit able hoga
                  • #24 Collapse

                    who don't learn about forex trading business and don't have any knowledge about this business and start directly real account trading so this type of trader face loss in forex trading business.
                    • #25 Collapse

                      main nay kush robots use kiey hain.kush earning bhi ho gai thi robot ki maddad say lekin phir loss ho gaya.robot use karny kay liey pc bhi to on he rakhna parta hai ya phir VPS rent pay lena parta hai.is liey main manual trading kar rha hun.
                       
                      • #26 Collapse

                        EA means Expert Advisor bhi Ek Tarah ki market analysis hai but EA ki apni built in stretegies hoti hain... so main nahin Samajhtaa k aap EA ka Sahra ly kar achi trading Kar Saktay hain
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #27 Collapse

                          me Khud Expert advisor pe ziada believe nahi krta q k market ko janny k ley fundamental analysis bhe zarure hoti hy na kay sirf technical ko follow ke jay. So EA buht kam follow karni chahey.
                          Last edited by ; 06-02-2014, 09:21 AM.
                          • #28 Collapse

                            Dear expert adviser ki built in strategy hot hai or main ny demo pa expert adviser ko use kyia tha or main ny experience kia ha ko jo trade expert ko use kry hain woh apni skills or capital dono ko destroy kr daity hain or woh kabi kamyabi nahi ho sktay becasue hab trader ko use krta to woh apni skills or learning ko chor daita hai or just EA pa depend krta ha.
                            • #29 Collapse

                              Inexperienced beginners are always interested in finding a trade robot that does all the work, so that the trader does not have to lift a finger. This idea has been pursued by all traders of the computer age. The burden of responsibility for decision making, which wears out a trader`s nerves, now falls squarely on the trading forex expert advisors.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Expert advisor uss waqt on kiya jata hai jab hum koi robot use kar rahay hotay hain. iss se hamaray robot ki working "on" ho jati hai. lakin ye zayada faida mant nahi hai. iss se aik new trader ki skills behtar nahi ho pati. uss ki learning ruk jati hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X