kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

    Ha sir hum direct Pakistani rupess mai lay sakty Pakistan k kisi be bank main hum withdraw lay skty hai pkr main humey withdraw melta hai us ke liye local bank transfer option use karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

      G bhai bilkul ese payment processor hai, Ap skrill use kare, skrill se ap apne bank account mein pese withdraw karwa sakte hai aur even Jazz cash ka account khulwa le to us mein bhi transfer ho jae ge.
      • #18 Collapse

        Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
        G bhai bilkul ese payment processor hai, Ap skrill use kare, skrill se ap apne bank account mein pese withdraw karwa sakte hai aur even Jazz cash ka account khulwa le to us mein bhi transfer ho jae ge.
        G bilkul skrill buat acha aur reliable payment processor hai, is mein exchange rate thora kam hota hai per is ke through hum buhat asani se apne pese bank account mein nikal sakte hai.
        • #19 Collapse

          Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

          humy apna koi b withdraw laina ho hum direct ni lai sakty q k humy pak rupees main lainy k liye humy dollars ko convert karna parta hai wo convert kar k hi humy pak rupees daity hain .
          • #20 Collapse

            Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

            Dear member direct koi bhi currency kisi bhi country mein nahin jati aur koi bhi currency ki ki ek change karne par he is country ne Manila jati hai isiliye USD ko skrillMaine majak Kiya jata hai aur wahan se PKR me transfer jackass me your bank account mein withdrawal Diya jata hai
            • #21 Collapse

              Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshanmayo
              bhai ji aap sakrill se direct jazzcash man perfect money se Jazz cash mein cash mall mein aap le sakte hain ya rupees mein hota hai Sara masala HAL Pakistani rupees yah hote hain main bhi aap le sakte hain
              Dear Jazz Cash kay alawa be ap instaforex se apny bank account main withdrawal lay sakty hain. ap ki withdrawal USD main lagay gi or jab ap ka bank account ruppess main ho ga tu ap ko amount rupees main he mily gi ap kay bank account main convert ho kay. esleye jazz cash ka option b 2nd option hai. jazz cash kay leye pehlay skrill cheye ap ko skrill main anay kay bad ap waha se jazz cash mai transfer karty hain.
              • #22 Collapse

                Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                Kya hum instaforex account k elawa kisi or tarika se withdraw krwa sakry hen. Agr krwa sakty hen to koi i.formation de. Mtlb easypaisa ya jazz cash ya any other process help me
                • #23 Collapse

                  Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                  direct pak rupees main withdraw nhi le skty hm.phle hmain ksi online bank me amount transfer krni ho gi or us k bad hm usy local bank main transfer kr skty hain.wese to dusri countries main local transfer b allow hai mgr hmari country main allow nhi hai..es liye hm skrill ko use kr skty hain or wo best hai..
                  • #24 Collapse

                    Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahtishamarshad پيغام ديکھيے
                    Kya hum instaforex account k elawa kisi or tarika se withdraw krwa sakry hen. Agr krwa sakty hen to koi i.formation de. Mtlb easypaisa ya jazz cash ya any other process help me
                    Dear jab ap instaforex main trading karty hain tu ap instaforex se direct apny bank account main withdrawal lay sakty hain us kay leye kuch din darkar hoty hian tu ap jab dollar ki request apny bank account main lagwayin gay tu ap ko kuch din bad ap kay bank account main woh amount rupees ki surat main mil jaye gi or easy paisa ya jazz cash main koi b broker offer nahi karta hai han itna zaror hai ap skrill main withdrwal lay kay us ko jazz cash main transfer kar skaty hain
                    • #25 Collapse

                      Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                      Assalamu Alaykum

                      g han bilkul e wallet different currency main register kar sakty hain aur withdraw b usi currency pair main ho ja laykin ap kay bank main currency automatically convert ho jati hai pkr main

                      shukriya
                      • #26 Collapse

                        Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                        Ji Bhai instaforex se aap directly Bank main transfer kar sakte hain lekin in may main aapko yahi suggest karunga ke aap SKRILL use Karen. Usse a aap directly Apne mobicash account yeah bank account main main transfer kar sakte hain. Aur mobicash account main paise a kuchh ghante mein hi hi a jaate Hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                          ap ko yeh sahulat Skrill mian milti hai. jab ap skrill kay dollars ko jazz cash mai convert kar kay apny jazz cash mai amount lay sakty hian woh be Pakistani Rupees main. Esleye jab be ap wallet chose kar lain kay ak pko kon sa wallet acha rahy ga jis kay dollar ap asani se buy or sale kar sakain or bad mai ap ko kisi be tarha ki pareshani na aye. Skrill to jazz cash ki sahulat kafi achi sahulat hai.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shams18
                            JB ap log banks mn apna account transfer krn g tu ap k doller tips mn tabdeel ho Jaen g

                            dear ap jab broekr kya through bank wire transfer karo gy tu ap kay account main currency convert ho kar ayegi jisse ap ko us time currency rate kay converation rate pay ap kay bank account main amount a jaye gi. ap ka koi be bank q na ho woh ap ko amount mil jaye gi. Pakistan mai almost sub bank online hai kuch online nahi hai bus yad rahy bank account online hona cheye.
                               
                            • #29 Collapse

                              Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Danishsohail پيغام ديکھيے
                              kai koi aisa payment processor beh hah jo humey withdraw direct pak rupees main daiat mtlb direct he withdraw ko insat se process krte hoe pak rupee main convert kr daita ha kai koi aisa payment processor hah
                              there member ji han Ham Pakistani currency mein hi nikalwa sakte hain kyunki Pakistan an $1 sirf bank se milte Hain aur ham easypaisa account ya Jaise kaun Diya Is city council use Karke Apne many ko Patra karte Hain Tota bhi hamen Pakistani currency hi Hasil hote Hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kia hum withdraw direct pak rupee main lai skte hain

                                bro forex sa ham withdraw $ ki sorat main lety hain but us $ ko phir ham pakistani rupe main exchange karwa sakty hain baqi pa forex sa direct pakistani rupe main withdraw nahi la sakty phly $ main withdraw milyga phir ap us ko exchange kar lo pak rupe main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X