forex me support kia hoti hai in urdu
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me support kia hoti hai in urdu
    forex me support ek bohat ki profit full chiz hai maslan kasy ager ap markitdekh rahy hein aur market keh len k pahari banati yari hai yani k uper phir nichy jahn wo nichy ati hai apna low point banati hai phir dusri bar wahan se hi mur jati hai yahen se markit bar bar murti hai us support kehty hein aur ap wahan se buy kar sakty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading my sport who hy jab market uper ja rahi ho to who laga tar upar nai jati hythori se nechy bhi ati hy us ko sport khty jis trha sy agar ball ko seriho sy nechy phnky to who sab sy nechy wali sehri par nai jay jay gi balky who ball 1 shri par ja k upar jay gi phr nechy wali par jay gii mrket bhi kuch isi trha sy chalti hy
    • #3 Collapse

      dear mery khayal me low point market ka jo hota hay jaha tak market down ja sakti hay esi ko hi support kehty hey hamy es k bary me trading karny se pehly us market ka support level ka knowledge hona chaye.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirg2331 پيغام ديکھيے
        forex me support ek bohat ki profit full chiz hai maslan kasy ager ap markitdekh rahy hein aur market keh len k pahari banati yari hai yani k uper phir nichy jahn wo nichy ati hai apna low point banati hai phir dusri bar wahan se hi mur jati hai yahen se markit bar bar murti hai us support kehty hein aur ap wahan se buy kar sakty hein
        aap ne theek kaha hai mere bhai support aik bohot hi profit full hai is ka hamein kafi advantage ho jata hai lekin hamein trade karne se pehle support k baary mein sara knowledge hona chahiye tab hamein trade ka kafi faida ho sakta hai
        • #5 Collapse

          ji bhai jan agr hamy forex trading k business ma kamyabi hasil karni ha tu hamy market ki movement ko deakhna ana chaye hamy pata chalta ha time frame k sath k value kis hisab sy upr nechya a ja rahi ha market k sath support ka concept clear ho jata ha..!!
          • #6 Collapse

            han dear yeh bht acha tariky support pe trading krty waqt b aik cheaz ka dihan rakhna perta hai k ap koi ghalt trade na lagy or jo b trade lagy support sy 8,10 point nechy stoploss zaror lagy hmy chaiyeh mehnat kry zaida sy zaoda
            • #7 Collapse

              trading kerty hoey maximum traders analysis technical he kerty hain our tmam achy support and resistance k oper he generate hoty hain tu support down jaty hoey jahan say up move kerti hai support khelati hy
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein support ka mtlb yeh hota he jahan pr pair ky movement a kr stop ho jate he mtlb agr eurusd 1.1100 pr chl rha he aur woh down 1.1000 tk a jata he to yh is ka support level kahlata he aur is point se hm apna buy ka order laga skte hien
                • #9 Collapse

                  Forex trading US Polo Hoti Hai Jahan Pe market RK Dobara ab Kidhar Jaana move kar Jati Hai export main market Jab breakup kar diya to market bahut zyada long-term downtrend Bana Leti Hai Lekin main sport Cobra karna market ke liye bahut bahut Mushkil Ho Jata Hai Is liye sport day kabhi bhi aap chalenge monkey position Mein intimate Ho.
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex trading Mein sport Ho Jaga Hoti Hai Jante market aati hai aur uske upar Chali Jati on market. Koshish bhi karti hai. Lekin market Phir Bhi wahan se backward move kar Jati Hai sport main market ko baar baar aap dekh sakte ho ke Wahan Pe Aake Wapas Ho Jati Hai Woh sport Hoti Hai Jab score break karti hai toh bahut zyada big moment.
                     
                    • #11 Collapse

                      forex amrket mei kaam karnay kay liye jasay chart mei trend dekha jata hay essi tarah kisi bhi currency kay levels hotay hain charte mei unn mei support hoti hay support ap ko ye btatati hay kay yahan se neechay market nai jay gi ya yahan se neechay giary gi ye dekhna parrta hay
                      :p Yes You Can Do :p
                      Honesty + Sincerity = Prosperity
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me support kia hoti hai in urdu

                        Support ap ko Analysis se hasil hoti hai. ap jab analysis karty hain tu ap ko 2 cheezay milti hai. ik buy karny k leye ap ko resistance milti hai or sell k leye ap kay pas support ati hai tu jab ap ki trade 1st support ko touch karti hai tu ap jab market ko sell karty hain tu phir ap ko yakini profit milta hai 2nd support tak or esi tarha ap ko resistance mai b follow karna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex me support kia hoti hai in urdu

                          Forex trading mein support aur resistance dono hi technical analysis se maloom hoti hai. Support ka matlab hai jis point pe ziyada buyer ajate hai. matlab price ki esi point jaha pe price girna band kare ya ruk jae qk buhat sare log waha pe buy karte hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex me support kia hoti hai in urdu

                            Support ap ko chart kay neechy walay hisay mai milti hai jab ap time frame ko select kar laity hain tu phir ap ko dikhna hota hai kay kis pattern pay market aik he price ko touch kar kay upar ja rahi hai tu woh ap ki support hoti hai jab market support ko break kar lay tu us kay zaida chances phir neechy mazeed janay kay hoty hain tu phir us kay resistance jo upar wali side pay line lagi hoti hai waha move karny kay chances bhout kam ho jaty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X