Forex Main Time Frame Ki Importance Or Us ka Istamal.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    forex trading main m1 say lay ker 1 month k hisb tak time frames hotay hai aur ham jis bhi time ka chart open kertay hai us main har bar ya candle usi hisab say m1 ya month k hisab say hoti hai. jo trader scalper hai wo m15 ko use kertay hai bohat kem hai jo m1 ko use kertay hai aur day trader h1 aur h4 ko use kertay hai. jo weekly trading kertay hai wo w1 aur monthly chart ki sdudy kertay hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      achi trading kabi b time frame ki muhtaj nahi hoti hay time frame ki trading me koi Importance nahi hay agar ghalat trade open ki ho gi to har time frame me hi app ko loss ho kar hi rahy ga
      • #288 Collapse

        yes ap theak kahe rahe ho her time frame ka apna hisab hain long term trade ka laye long term ka time frame theak rahe ga aur short term trade ka laye short term time frame theak rahe ga main be ayse karta hain main zayda tar long term time frame ko used karta ho
        • #289 Collapse

          Time Frame jo bhee use kia jay pehaly practice lazmi karain demo account pe. Phir us ko real account pe use karain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #290 Collapse

            dear forex mai jaba p kam karte ho ya kisi b business mai tu ap ko time ka boht khiyal rakhna hota hy tab he tu ap acha earn kar skte ho leahza ap ko age chal kar mazeed behtar faida ho skta hy es liye ap ko aage chalna hy aur sath sath mazeed behtar faida hasil kar na hy,,,

            اب آن لائن

            Working...
            X