kuch indicator meta5 me istmal nahi ho sakty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kuch indicator meta5 me istmal nahi ho sakty
    bohat se purany indicator hein jo meta4 me asani se istmal ho jaty hein per kuch jo new indicator aaty hein wo siraf meta5 me hi use hoty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    to brother main app ko ise leay bar bar advice ker raha hoon k app mt4 he as a trading software use karo koin k uss main tamam indicators hain our ye humean achy results dity hain mt5 may b problem karey
    • #3 Collapse

      gee bhai is bat ka mujhe pta nhe he kion keh mein ne kabhe mt5 terminal ka istemal nhe kia he aur hmein to abhe mt4 terminal he trading ke lie dia ja rha he aur hmein apne trading mein sahih indicators ko smjhna he aur meta trader 5 mein jo indicators nhe hien woh trusted nhe hon ge
      • #4 Collapse

        Maen to bhae mt4 he use ker raha hoon aik dafa mt5 download kia tha par us time humery servers us main available nahe thay to tb say mt4 use ker raha hoon our yahe best hia
        • #5 Collapse

          Re: kuch indicator meta5 me istmal nahi ho sakty

          MT5 kay indicators builtin hotay hain es main ap custom indicators ka use nahi kar skaty hian or waisy be ap ager mt5 ki list daikhain gay tu ap ko kafi zaida builtin indicators mil jain gy or bhout sary new indicators b milay gay jo k ap ko mt4 main nahi milain gy or sub se khas bat hoti hai ap ko indicators ka use karna zarori nahi bhout zaida quantities main indicators honay cheye. indicator 1 he q na ho ap ko use karna ata ho
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: kuch indicator meta5 me istmal nahi ho sakty

            اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirg2331 پيغام ديکھيے
            bohat se purany indicator hein jo meta4 me asani se istmal ho jaty hein per kuch jo new indicator aaty hein wo siraf meta5 me hi use hoty hein
            Dear ap ko meta trader 4 or 5 dunu ki khas bat bata do. ap custom indicators ko meta trder 4 main istamal kar sakty hain or jab kay ap un ko meta trader 5 main use nahi kar sakty hain. jaha tak builtin in indicators ki bat hai tu ap un ko use kar sakty hain apni trades mai.us ko manage karny kay leye zarori hai kay ap un ki values ko find karain or jitny kam sy kam apni indicator ki list rahko gy tu ap ko kamyabi hogi or ap ko apni support or resistance find karny main asani hogi.

            اب آن لائن

            Working...
            X