Bolinger band kay bare main explanation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    sir indicator chahay koi bi ho wo acha kaam us wakat karta hay jab kay us wakat market may news na hoon ya jiss currency par aap trading kar rahay ho us par news na ho laykin agar us par news hoi to phir ya aap ko mushkilat may daal sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      no information about bollinger indicators,so do more search about the market trend,once you got success in finding the trend of this market,then you can earn money from this risky market place.try to do with care.
      • #63 Collapse

        hmm bolinger bands ko me b dekhta hota hun us k zarye market ki achi knowledge hoti hai lekin me sab se pehle fundamental analysis karta hun mukhtalif data sites par phir use bolinger bands par parikhta hun agar dono match hote hain or analysis buy ya sell ka aata hai to phir trade open karta hun.
        • #64 Collapse

          In my opinion it is the best indicator to find the up and down trend strength in addition this if we use this indicator in combination of some of the best indicators like macd produces much accurate results rather than using alone.
          • #65 Collapse

            Re: Bolinger band kay bare main explanation

            BolinGer Band Forex ka ek indicator hai joker market ke bare mein aapko knowledge leti hai yani ke indications deti hai hai ki kuchh Dinon se a market ki kya position rahi hai aur vah 1 point se dusre point Tak kis tarah harkat mein rahi hai yah bahut achcha indicator hai lekin iske sath istemal ka sabse bada aur jabardast aur RSI indicator hai jisko Mila karo uske sath bahut accha aankhon ka result mein Rakha hai main khud ismein ek strategy banai hai hai uske se mujhe 42-50 percent kuchh mil jaate Hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #66 Collapse

              Re: Bolinger band kay bare main explanation

              Bolinger band ik ais khas indicator hai jo ap ko market kay oversold ya overbought honay kay baray mai batata ha. ap jab SMA 200 ki values green line ki chose karty hain or mid wali line jo kay black color ki hoti hai us ko SMA 100 chose kar lain or last neechy wali line jo kay bearish ki hoti hai us ko ap SMA 200 chose kar lain gy t ua ap ki value jab ap chose karty hian tu ap time frame ko set kar daity hai tu us ka faida yeh hota hai kay ap ki market ki trade mai trade jab op open akrty hian tu woh ap kay time frame kay hisab se movement kar kay ap ko result daiti hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X