Forex news from InstaForex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    Ireland ki berozgari ki sherah August me 5.2% ke muqable September me 5.4%

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	83.7 کلوبائٹ
ID:	12333658

    Ireland ki berozgari ki sherah August me 5.2% ke muqable September me 5.4%
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      America ke Consumer Sentiment Index Data ke bad Dollar me thori tabdili

      Click image for larger version

Name:	Dollar.png
Views:	140
Size:	298.8 کلوبائٹ
ID:	12333685

      Mangal ke roz subah 10:00 baje, September ke liye Americi consumer sentiment index jari kiya gaya hai. Data ke jari hone ke bad, greenback apne aham muqabill ke khilaf thora badal gya.

      Subah taqriban 10:04 baje greenback, yen ke muqble 105.56, pound ke muqble 1.2861, franc ke muqable 0.9199, aur euro ke muqable 1.1730 par karobar kar raha tha.
         
      • #1953 Collapse

        German Retail Sales data ke bad Euro mixed raha

        Click image for larger version

Name:	EURO.png
Views:	329
Size:	255.3 کلوبائٹ
ID:	12333686

        Budh ke roz subah 2:00 baje, Destatis ne Germany ki khudrah farokht, berozgari aur import prices ke aidad o shumar jari kiye hain. Data ke jari hone ke bad, Euro pound ke muqable badh gaya, lekin baqi bade ham mansabon ke muqable me thoda gir gaya


        Subah taqriban 2:01 baje euro, yen ke muqble 123.73, franc ke muqble 1.0802, pound ke muqable 0.9142 aur greenback ke muqable 1.1729 par karobar kar raha tha.
           
        • #1954 Collapse

          Bartaniya ke GDP Data ke bad Pound me mamuli girawat


          Click image for larger version

Name:	Pound.png
Views:	191
Size:	301.1 کلوبائٹ
ID:	12333688

          Budh ke roz subah 2.00 baje, September ke liye dusri sahmahi ke liye Bartaniya ke G.D.DP data aur September ke liye Nationwide house price index data ke jari hone ke bad, pound apne aham muqabill ke muqable thora gir gaya.

          Subah taqriban 2:01 baje pound, greenback ke muqble 1.1831, yen ke muqble 135.24, franc ke muqable 1.1813, aur euro ke muqable 0.9141 par karobar kar raha tha.
             
          • #1955 Collapse

            Pound ke muqable Americi Dollar badhkar 2-din ki buland satah 1.2820 par pahuncha

            Click image for larger version

Name:	Gbp vs Usd..png
Views:	128
Size:	87.8 کلوبائٹ
ID:	12333689

            Pound ke muqable Americi Dollar badhkar 2-din ki buland satah 1.2820 par pahuncha
               
            • #1956 Collapse

              Euro ke muqable Americi Dollar badhkar 1.1724 par pahuncha

              Click image for larger version

Name:	Eur vs Usd.png
Views:	111
Size:	83.6 کلوبائٹ
ID:	12333690

              Euro ke muqable Americi Dollar badhkar 1.1724 par pahuncha
                 
              • #1957 Collapse

                Re: Forex news from InstaForex

                G Han euro ka muqabaky America doller badhkar 1.1724 par poncha pond ka muqabaly American doller buland saata pa poncha ya sb Kal ka aadaso shumar hn Jo knowledge ap tk share ke ap be is Tara ke knowledge hum to share karain
                 
                • #1958 Collapse

                  Americi ADP Data ke bad Dollar me mamuli tabdili

                  Click image for larger version

Name:	Dollar.png
Views:	140
Size:	298.8 کلوبائٹ
ID:	12333724

                  Budh ke roz subah 8:15 baje, September ke liye Americi ADP private payrolls data jari hone ke bad aham muqabill ke khilaf thora tabdil ho gaya.

                  Subah taqriban 8:17 baje greenback, yen ke muqble 105.70, franc ke muqble 0.9226, pound ke muqable 1.2836 aur euro ke muqable 1.1713 par karobar kar raha tha.
                     
                  • #1959 Collapse

                    Americi GDP Data ke bad Dollar me mamuli tabdili

                    Click image for larger version

Name:	Dollar.png
Views:	140
Size:	298.8 کلوبائٹ
ID:	12333725

                    Budh ke roz subah 8:30 baje, Dusri sah mahi ke liye Americi GDP ke aidad o shumar jari kiye gaye hain. Data jari hone ke bad greenback aham muqabill ke khilaf thora tabdil ho gaya.

                    Subah taqriban 8:33 baje greenback, yen ke muqble 105.70, franc ke muqble 0.9226, pound ke muqable 1.2836 aur euro ke muqable 1.1713 par karobar kar raha tha.
                       
                    • #1960 Collapse

                      Canada ke GDP Data ke bad Loonie me mamuli tabdili

                      Click image for larger version

Name:	Canadian Dollar.png
Views:	34
Size:	269.3 کلوبائٹ
ID:	12333727

                      Budh ke roz subah 8:30 baje, July ke liye Canada ke GDP ke aidad o shumar jari hone ke bad loonie aham muqabill ke khilaf thora tabdil ho gaya.

                      Subah taqriban 8:34 baje Loonie, yen ke muqble 78.96, Australian dollar ke muqble 0.9541, greenback ke muqable 1.3382 aur euro ke muqable 1.5676 par karobar kar raha tha.
                         
                      • #1961 Collapse

                        America ke Pending Home Sales Data ke bad Dollar me thori tabdili

                        Click image for larger version

Name:	Dollar.png
Views:	140
Size:	298.8 کلوبائٹ
ID:	12333729

                        Budh ke roz subah 10:00 baje,August ke liye Americi pending home sales data ko jari kar diya gaya hai. Data ke jari hone ke bad, greenback apne aham muqabill ke khilaf thora badal gya.

                        Subah taqriban 10:04 baje greenback, yen ke muqble 105.72, pound ke muqble 1.2859, franc ke muqable 0.9236, aur euro ke muqable 1.1698 par karobar kar raha tha.
                           
                        • #1962 Collapse

                          Eurozone PMI data ke bad Euro men mamuli tabdili

                          Click image for larger version

Name:	EURO.png
Views:	329
Size:	255.3 کلوبائٹ
ID:	12333749

                          Jumerat ke roz subah 4.00 baje, IHS Markit ne Eurozone ke hatmi manufacturing PMI data ko jari kiya hai. Data ke jari hone ke bad, euro apne aham muqabill ke khilaf thora tabdil ho gaya.

                          Subah taqriban 4:01 baje euro, greenback ke muqble 1.1796, yen ke muqble 123.86, franc ke muqable 1.0796 aur pound ke muqable 0.9108 par karobar kar raha tha.
                             
                          • #1963 Collapse

                            Pound girkar Franc ke muqable 1.1816, Euro ke muqable 0.9125 par pahuncha

                            Click image for larger version

Name:	Pound.png
Views:	191
Size:	301.1 کلوبائٹ
ID:	12333750

                            Pound girkar Franc ke muqable 1.1816, Euro ke muqable 0.9125 par pahuncha
                               
                            • #1964 Collapse

                              Jaise hi European Union ne qanuni karwayi shuru ki Dollar ke muqable pound girkar 1.2842 par pahuncha

                              Click image for larger version

Name:	Gbp vs Usd..png
Views:	128
Size:	87.8 کلوبائٹ
ID:	12333751

                              Jaise hi European Union ne qanuni karwayi shuru ki Dollar ke muqable pound girkar 1.2842 par pahuncha
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                Yen ke muqable pound girkar 135.66 par pahuncha

                                Click image for larger version

Name:	Gbp vs Jpy.png
Views:	58
Size:	170.9 کلوبائٹ
ID:	12333752

                                Yen ke muqable pound girkar 135.66 par pahuncha
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X