The Withdraw system
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The Withdraw system
    How does the withdrawal system work, is paypal working in pakistan.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sab say auchy wala withraw ka system skrill or insta waloo ka ha ju hamari income ko easily hamary bank account may transfer kar daty han or hamara kaam.b asaani k sath ho jata ha is say hamen koi b nuksan b nahi hota ha skrull ko easiky use kar skth han hamm
    • #3 Collapse

      Paypal Pakistan main legal ni hay is lie ap is se apna profit ni lay sektay Pakistan main insta forex se apna profit withdraw kerne k lie skrill aik best account hay is se ap easily apna profit withdraw ker sektay ho is ki fee kem hay aur ap ko ziada days wait b ni kerna perta aur ye Pakistan main legal hay.
      • #4 Collapse

        PayPal Pakistan legal nh ha sab se ache skrill or inta hn jo hmari income ko easily banks ma transfer kr dete hn or is se hmra kam be assan ho jata ha or koi nuksan ne ni hota
        • #5 Collapse

          My dear friend pak forum se related best payment and withdraw system skrill moneybooker ka hai.jo k jaz casgmh k through hmara profit hm tk pohncha deta hai wo bht easily and fast.is k charged b bht low apply hoty hn.r ye aik reliable withdraw syatem hai.ap b ishi k through withdraw len ge to best rahega.
          • #6 Collapse

            Re: The Withdraw system

            mohid1010, ye sarr bonus gayab ho gaya hai. Aisa q hai?
            • #7 Collapse

              Re: The Withdraw system

              Whether western union has any concern with withdrawl system?
              • #8 Collapse

                Re: The Withdraw system

                Mein sure nhi ke Pakistan mein pay pal ki facility mojood hai ya nhi qk jab mene payment processor finalize kia tha us time pay pal Pakistan mein nhi hota tha. M kafi time se skril use karta ho to ap ko bhi skrill hi suggest karonga qk skrill Pakistan mein use karne ke liye best hai, in ki service bhi achi aur fast hai. aur fee bhi ziyada nhi hai.
                • #9 Collapse

                  Re: The Withdraw system

                  Instaforex ka yahi faida hy k local bank transfer ke option majood hy yani ap aram sy apny bank account may deposit aur withdraw krwa sakty hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: The Withdraw system

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
                    Sab say auchy wala withraw ka system skrill or insta waloo ka ha ju hamari income ko easily hamary bank account may transfer kar daty han or hamara kaam.b asaani k sath ho jata ha is say hamen koi b nuksan b nahi hota ha skrull ko easiky use kar skth han hamm
                    g han
                    dear ham skrill sa jazz chash b kr skta han
                    • #11 Collapse

                      Re: The Withdraw system

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mohid1010 پيغام ديکھيے
                      How does the withdrawal system work, is paypal working in pakistan.




                      Asslam o alaikum dear forex paypall to pakistan mn allowed nhi hy isi liye ham is mn sirf skrill nettler payco aur direct bank mn apny withdrawla le skty hain paypall pakistan mn work nho kr rha lkn inthink jeae hi pakistan grey list se baahir ayega jab 4 month baaf FATF ke 14 tarmeem ko poora krega to phir yh work krna start kr dega..
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: The Withdraw system

                        Assalamualaikum
                        E wallet say withdrawal Kay liya first of all ap ko documents upload karny Hain aur jab documents approved hon to ap apni account limit b bar skty Hain aur withdrawal bank ya mobi cash main Kara skty Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: The Withdraw system

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqib bahi پيغام ديکھيے
                          Assalamualaikum
                          E wallet say withdrawal Kay liya first of all ap ko documents upload karny Hain aur jab documents approved hon to ap apni account limit b bar skty Hain aur withdrawal bank ya mobi cash main Kara skty Hain

                          Dear online kam mai almost E wallet system he chalta hai lekin khas bat yeh hai kay ap ko pata hona cheye kay jis kay through ap deposit kar rahy hoty hain usi method se ap es ko withdrawal karwain gay ager ap aisa nahi karty hain tu ap ki amount pending reh jay gi or woh withdrawal position mai nahi aye gi esleye koshish karain kay jo ap ka deposit ka method hai woh bara khas hai es ko na chorain.
                          • #14 Collapse

                            Re: The Withdraw system

                            Again Mere system ke bare mein baat karen to main abhi tak to vaise withdrawal Nahin liya Mera be start hai lekin Agar Main withdrawal liya to skrill account Lungi ya satisfy hai yahan se aapko bahut easily withdrawal kar bahut sakte hain ismein payment stop Nahin Hoti Agar aapka Kaun theek se banaa hai verify hai to aap apni Jazz cast amount withdrawal kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: The Withdraw system

                              Janab yeh ap Forex main jo investment karty hain tu yeh bhout zarori hai jo har broker ka rule hai. kay ap jis method sy deposit karty hain tu ap usi he method sy withdrawal kar sakain gy. yad rahkain aisa nahi hai.Ap nay ager Skrill main investment yani deposit kiya hai tu ap any bad mai woh profit ya apni amount Skrill same wallet jis sy deposit kiya tha usi mai withdrawal hoga. or yeh withdrawal ap na kisi pyaza,pioneer na he kisi or mai lay sakty hain. ap same to same skrill mai lay sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X