A Tip for new Traders
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Forex business mein agr hum greed se bach kar trading karen gay tu forex business mein profit earn kar sakty han aur jo log forex trading mein new hoty han un mein lalach kuch ziada hota hy is liye un ko loss ho jata hy aur account wash ho jata hy thora thora profit bhi buht ziada ho jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      forex trading ka kaam aisa hai ke app ko market mai lalach ho jate hai isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur money management ke sath chalen lalach nahi kerahe.
      • #348 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
        Dosto being a new Trader hammain sirf or sirf lalach Say bachna Chahiye,i Mean jab hmmain jaiz munafa mil Raha ho tou Chup chap Trade Ko close Kar k apna profit book kar lena chahiye or trade Close kar Deni chahiye,phr Achay Waqt Ka intezar Karna Chahiye
        yes i agree with you dear member main abi initial stage main hun zahir si baat hae agr ham lalach kare ge to is surat main ham ziyada nuqsan b utha skty hain to is se better hae k hamen jesy hi kch profit ho to hamen trade close kr deni chahiye.
        • #349 Collapse

          G forex trading mein jo new trader hoty han wo trading karty hwy lalach buht ziada karty han aur new trader ko lalach se bach kar trading karni cahaiye kiok lalach ki waja profit k sath account hi wash ho jata hy is liye new trader ko lalach se bach kar trading karni cahaiye aur jab profit ho trade ko close kar dena cahaiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #350 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
            Dosto being a new Trader hammain sirf or sirf lalach Say bachna Chahiye,i Mean jab hmmain jaiz munafa mil Raha ho tou Chup chap Trade Ko close Kar k apna profit book kar lena chahiye or trade Close kar Deni chahiye,phr Achay Waqt Ka intezar Karna Chahiye
            jee mere bhai aap ne bilkul sahi kaha hai forex k business mein greed se kafi nuqsan uthana par sakta hai is se trading karne mein confidence level bhi low ho jata hai aur hamein chahiye k ham market k ups and down ko dekh k trade krein aur jitna profit ho us par trade close karna hi behtar rahe ga

            اب آن لائن

            Working...
            X