Bitcoin digital currency
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Re: Bitcoin digital currency

    Bitcoin digital currency key aik shakal hai, jo electronic tor par paida hota hai. Koi bhi isay control nahen karta, Bitcoins chapaye hoye printed nahen hain jaisa kay dollar ya euro. Wo logon key taraf say teyar ke jatin hain or tezi say karobari idaron dunya bhar main computers chalaye jatay hain. Jo software ka istemal kar kay mathemematical masayal ko hal kartay hain.
    Ya aik barhti hoye kisam kay paisay ka pahli mesal hai jisay crypotocurrency kaha jata hai.

    Ya khyal kisi bhi markazi authority, electronic tor par muntaqali say mutalik say kam ya kamaz kam aik boht kam transaction fees kay sath aik currency key paidawar karta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Re: Bitcoin digital currency

      Gyan bhai Jana bilkul theek h hai main aap kis baat se agriculture Ham sab kuchh aage kya karam apna Koi Na Koi kam kar raha hai to usko Singh share ho theek Karen kyunki iska fayda hota hai kyunki yah mere karobar karobar ke sath series nahin honge aur usmein dilchaspi nahin dikhayenge To Ham kabhi kamyab nahin Ho Kmll beautify
      • #108 Collapse

        Re: Bitcoin digital currency

        Aslam o alikum bitciin ek digital currency hai hai jo bhoat arsa phely lanch hivi thi ab is currency ko bhout se country ne band kr dya hai ab bitcoin ki jaga py pi currency chal rhi hai
        • #109 Collapse

          Re: Bitcoin digital currency

          Pakistan forex company
          • #110 Collapse

            Re: Bitcoin digital currency

            Assalamualaikum dosto Bitcoin aik digital currency hy or ap ko pta hoga k ya pori duniya mein sub sy zyada fastly growing currency hay. Is mein invest kerny walon ki tadaad mein har roze azafa horha hay . Bitcoin k investors ko nuqsan hony k Chances bohat jyada Kam hoty hein. Q k Bitcoin ki price hamsa up hi jati hay is terha bitcoin mein invest kerny waly Kam qimat mein Bitcoin buy ker ty heinn or jb price zyada hoti hay tu sell kr k b profit hasal ker laty hein Bitcoin bohat acha hay
            • #111 Collapse

              Re: Bitcoin digital currency

              Bitcoin digital currency is a largest currency used in all over the world it is highest value currency it is highest value currency bitcoin digital currency exchange raates are very high
               
              • #112 Collapse

                Re: Bitcoin digital currency

                Bitcoin digital currency is a largest currency used in all over the world it is highest value currency exchange raates are very high level and is used as a international business it is very high level profit
                   
                • #113 Collapse

                  Re: Bitcoin digital currency

                  Bitcoin digital currency is a largest currency used in all over the world it is highest value currency used in all over the world it is very high level and used in international business and is highest profit level
                   
                  • #114 Collapse

                    Re: Bitcoin digital currency

                    Aslam O Alykum Dear Members,Umeed karta hun App Sab Log Achay hongay aur Dil laga kar Trading kar ruhe hongay,

                    Ji haan bilkul theek baat hai Bitcoin Ek Digital Currency hai, Jis ko Electronic Currency b kaha jata hai, is Currency ko Koi b Control nai karta, Aur na hi Bitcoin Koi Printed Shakal main hotay hain Jaisay K Rupay ya Dollars ya Koi aur Currency Notes hotay hain, Ye Ek Coding ki Shakal main hotay hain, jo k Internet se Ek System se Doosray System main Transfer hotay hai.

                    Bitcoin ko Apnay pass Save karnay k lye Humen Ek Wallet ki Zaroorat hoti hai, Jaisay Hum Apnay Paisay Apnay Violet ya Bag main rakhtay hain, isi Tareh Hum Bitcoin ko Rakhnay k lye Internet par Ek Wallet Creat kartay hain aur us main Apnay Bitcoin rakhtay hain, Hum Wallet se Bitcoin Send b kar Saktay hain aur Recive b kar saktay hain.

                    Bitcoin Duniya main Mojood Sab Currencies se Zayada Mehngi aur Profit wali Currency hai, is Waqt Duniya main Bitcoin ki Demand roz ba roz bharti ha rai hai, Bohat se Log Bitcoin Purchase kar k rakh lete hain aur Jab is ki Price Up hoti hai to Sell kar k Acha Profit hasil kar lete hain. Shukriya
                    • #115 Collapse

                      Re: Bitcoin digital currency

                      G sahi kaha ap ne Bitcoin Trading boht e munafa bakhsh trading hOti ha.jo raato Raat insan ko crore Pti bna skti ha.ye digital currency ha jis se apko apna pesa banks me rkhny ki zrurat nhi ap ka Sara Pesa ap k e Bitcoin wallet me ap k pas mehfooz hota ha.ap jb chahain jtna b pesa niklwaen jtna b khrch krain ap ki mrzi chlti ha.ic currency ki market hmesha up e rehti ha kbi loss me ni jati.puri duniya me Bitcoin ka craze sa paida hota ja rha ha.hr koi Ic currency me interested ha khas tor pr Europe me to boht e ziada use hony lgi ha or ab to Pakistan me b boht e log Icki trf attract ho rhy hain..
                      • #116 Collapse

                        Re: Bitcoin digital currency

                        Bitcoin aik digital currency hai jiska kayaam kuch he saal pahly aml me laya gaya Tha tb eski value bhe km thi lykin guzashta Chand saalon me yeh digital crypto currency kafi tezi se upr ayi hai or world k number 1 digital currency bngyi hai, ab eski value or price kafi zyada hai, es currency ko multiple transactions or functions k liye use Kiya jata hai.
                        • #117 Collapse

                          Re: Bitcoin digital currency

                          Aslam o Alikum Bhai ma Bitcoin chala rha ho wo har ak ganty baad Roll ko gumana hota ha Bitcoin ka name boat suna ha or ya real currency ha bilkul.
                          • #118 Collapse

                            Re: Bitcoin digital currency

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Julia پيغام ديکھيے
                            Bitcoin digital currency key aik shakal hai, jo electronic tor par paida hota hai. Koi bhi isay control nahen karta, Bitcoins chapaye hoye printed nahen hain jaisa kay dollar ya euro. Wo logon key taraf say teyar ke jatin hain or tezi say karobari idaron dunya bhar main computers chalaye jatay hain. Jo software ka istemal kar kay mathemematical masayal ko hal kartay hain.
                            Ya aik barhti hoye kisam kay paisay ka pahli mesal hai jisay crypotocurrency kaha jata hai.

                            Ya khyal kisi bhi markazi authority, electronic tor par muntaqali say mutalik say kam ya kamaz kam aik boht kam transaction fees kay sath aik currency key paidawar karta hai.

                            Chalain is kay baray main mazeed batcheet kartay hain.
                             
                            • #119 Collapse

                              Re: Bitcoin digital currency

                              Cryptocurrency ne such me boht jaldi apni jga bna li ha jo bitcoin 2010 me 2 pizza k braber tha aj us ke keemat aik achy ghar jitni ha aur andaza lgany waly kehty hen k 2030 tak is ke keemat 1 choty jazeery k braber ho jaye gi..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Re: Bitcoin digital currency

                                G bit coins any waly waqat m bht zaruri hp jaye ga Pakistan m as ki ahmayt nh abhi bad m bht sy log join ho jaye gye khair abhi bhi log as sy faida utha rhy hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X