Forex trading business mein new comers ke lie bhtreen advice
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading business mein new comers ke lie bhtreen advice
    forex trading mein new traders ko joining krne se phle forex trading ke business ko ache trah se smjhna he aur new trader forex trading business ke hr phlo ko ache trah se learn krein aur forex trading mein ache planing se kam shoro krein aur forex trading mein acha wqt dein aur forex trading business ke jo bhe rules hein un ko follow krein aur ache trah se risk management aur money management ko follow krein aur apne trading mein kabhe lalch na krein to new trader ko kamaybe jldi hasil ho ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main new traders ko chahye keh wo sb sy pehly forex ki basics ko achi tarah learn krain.. aur demo account per maximum practice kry..forex is all about patience and learning.. trade leny sy pehly ap market ka techincal aur fundamental analysis kar lain..aur trade market k tend ko dekh kar open krain..
    • #3 Collapse

      forex trading mai new commers k liye sb sy pehli advice to yeh ahi k pehly es field k bary mai achi trah learning ker lain or negative or positive points ko soch lain phir trading ko start krain to greed sy bchain or lot pehly choti rakhain ....
      • #4 Collapse

        bhia dekho apne bat theak ahi hn ke ap forex ko join krne se pehel learning krlo lekin agr ap ki field mba ya bba ki hn to education pr hi zyada dehan do becoz vo pori filed hi forex ki hn :)
        • #5 Collapse

          Trading ko good trading knowlede aor experience sa start krna must ha aor trader ko forex trading main risk management money management ko follow krna ha aor trader trading main lalch na krain aor trading main jldbazi na krain phr trading main successful aor profitable trade krata ha
          • #6 Collapse

            Aslam o alikoum dear New friends main aap ko y khana chahta hu kay ap demoo say learn krain jab ap ko experience hasil ho jaiy phr earn krain
             
            • #7 Collapse

              Newbie k liye sab se pehly hai basic seekhna phir us k bad demo practice or is k sath koi strategy apne time k hisab se seekh len or real trading se pehle demo pe hath seedha kerain agar waha ap acha gain ker sakte hain to real trading me ja k ap ko earn kerna asan ho ga or koi problem nahi ho so pehly basic learning or demo meri advice hai newbies k liye.
              :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
              • #8 Collapse

                Forex trading mai jo b nai log attay hain in kay liye maire advice yahi hai ke jab woh apni learning aur experience hasil kar lain tu phir he trading start karin.
                aur new comers ko chiaye ke woh jab real trading account mai trading start karin tu in batoon ka lazmi khayal rakhin

                1 Over trading na karin
                2 Trading khabi b trend kay agaist na karin
                3 lalich mai ziada lot size muntakhib na karin
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikoum dear new doston kay laiy y hai kay phly wo forex kay bary main janay aur phr demoo say zeada practical krain aur forem foum main commenting kay zaryay say bonus hasil krain phr trading krain agr invest hai to forex main trading krain invest say
                     
                  • #10 Collapse

                    jo bhi forex trading may new comers hay unhay cahiay k is ko pehly achay se samjhe aur phr is pe work kary aur lalach bilkul bhi na kary kiu k lalach se humay sirf loss hi hota hay aur hum is se apna loss hi karty hay is liay new traders is ko achay se samhjy aur phir earning kary
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein Jo new trader han un ko sab se pehly forex trading business ki basic learning hasil karni cahaiye basic learning knewledge hasil kar k demo account par practice karain demo account par practice kar k forex trading business ki achi learning hasil karain aur new trader ko greed se bach kar market ko dekh kar trading karain gay tu kaamyaab trader ban saktay han
                      • #12 Collapse

                        new comers ko chaie k bilkul b lalach na karain bagyr lalach k achay sy trading karain aur seekh k soch smjh k tarding karain juld bazi main apna nuksan na karain kyu k forex trading main jald bazi ka koi b kaam nahin hay
                        • #13 Collapse

                          Aslam o alikoum dear ap nay kafi achi bat ke hai kay new dost es kam say kafi zeada faida hasil kr sakty hain aur apni study kay sath sath apni income ko bhi increase kr sakty hain
                           
                          • #14 Collapse

                            Jo log forex me new ana chahte hain un ke liye bas main do hi batain karna chahta hon ke wo long term trading karen aur short volume ki trading karen is se un ko loss nahi hoga sirf profit hi hga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agar ap forex trading main expert nhi hain to apko starting main nuqsan uthana par sakta hai. ap market ko tabhi ache se samaj sakte hain jab ap k pass knowledge ho. Apko kisi ache trainer se forex ki training leni chahye ta k ap forex trading main nuqsan na uthayen aur ap ki money waste na ho. Ap online forex training le kar forex main expert banna chahte hain to ap http://forextradingmaster.pk/ visit karen. Ye meri nazar main is wakt sb se ache or professional trainers hain. In ka saalon ka experience hai. ye apko market ka har hisa sikha den ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X