Trend line ka kia faida ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trend line ka kia faida ha

    Trendline se humain trend ki position pta chlta hai k market up ho gi ya down.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trend line ka kia faida ha

      Trend line ka faida yeh hota hai ap ko ik starting or end price us se mil jati hai.jis se ap ko yeh asani hoti hai kay ap apni long term or short term trade ko laga sakty hain es leye ap ko trend line humesha find karna cheye jis se ik tu trend be ap ko clear ho jata hai 2nd ap ko yeh idea ho jata hai kay ap ko trade kis taraf lagani hai. ap apni trading main koshish yeh karain kay stop loss or take profit apni trend line kay hisab se set karain.
       
      • #18 Collapse

        Re: Trend line ka kia faida ha

        Bhai trend line ka main faida ye hota hai ke is se ap ko market ki direction maloom hoti hai, agar ap sahi trend line draw karna seekh jae to ap hamesha apni trade trend ki direction mein laga sake ge aur is tarha ap achi trading kar pae ge.
        • #19 Collapse

          Re: Trend line ka kia faida ha

          trend line ka faida ye hay k is se humain Forex market k trend ka andaza ho jata hay aur hum is se Forex market ka analysis ker sektay hain aur achi trading ker k acha profit earn ker sektay hain aur main to is ko is trah se use kerta hoon jeb market is line ko crass ker lati hay to is k opposite trade lgata hoon.
          • #20 Collapse

            Re: Trend line ka kia faida ha

            Trend line se ap ko ik price ml jati hai kay market nay kitna move karna hai or kis taraf move karna hai.or yeh be pata chalta hai kay trend mixup ho ga ya sahi tarah se ik side pay move kary ga es se trader stop loss or take profit ki achi values ko set kar kay apni trade se acha earn kar laita hai.esleye ap trend line chart main draw karna seekhain us kay leye indicator ka sahi use or chart kay har tools ko use karna seekhain
               
            • #21 Collapse

              Re: Trend line ka kia faida ha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pakf پيغام ديکھيے
              Trading main trend line ka kia faida ha aor is ko kasa use kia jata ha explain me i am new here. thanks
              Trendline trading Main Usko Kahate Hain Jo aap trading karne ke liye ek friend ko follow kar lete hain usmein Jo line hoti hai usko trendline Kaha jata hai yah aap trading mein bahut useful hoti hai
              • #22 Collapse

                Re: Trend line ka kia faida ha

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pakf پيغام ديکھيے
                Trading main trend line ka kia faida ha aor is ko kasa use kia jata ha explain me i am new here. thanks
                Forex trading ka karobaar ek bahut hi Achcha yah kar Bahar hai agar Hamen is Mein Kamyab hona hai to isase ki acchi Jankari Hasil karna bahut jyada Jaruri Hota Hai Kyunki jab tak Ham Kisi bhi Karobar Mein kam Karte Hain aur Hamen uski acchi Jankari Nahin Hoti To Ham vahan se acchi kamai Hasil nahin kar sakte
                • #23 Collapse

                  Re: Trend line ka kia faida ha

                  Trend line ka faida hota hai brother ap ko pata chal jata hai kay market nay kis price tak jana hai or us price tak phir ap asani se apny stop loss or take profit ki values ko set kar sakty hain or acha earn kar sakty hain. es mai dar nahi rehta hai phir. trend line ap ki price ko asani se ap kay take profit tak lay kay jati hai. bus ap ko trend line find karna or draw karna sahi ati ho.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trend line ka kia faida ha

                    jo han forex markket may trend line bohat ehmiyat ki hamiil hey ye trend line hamen market ki fluctuation batatai hey kah ab market kis side pay hey or ham ko ab trade may enter hona chaheye kah nahe ager market hamen favourable lage tab he hamen market may trade karni chaheye hoti hey trend line kay bagair ham market ko judge nahe kar saktay hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trend line ka kia faida ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pakf پيغام ديکھيے
                      Trading main trend line ka kia faida ha aor is ko kasa use kia jata ha explain me i am new here. thanks
                      Trendline ko follow karke reading karna aapke liye bahut jyada profitable ho sakta hai Jab aap trendline ko follow karke kam Karte Hain To aap market ke trend ko follow karte hain aur profit banana Aasan Hota Hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #26 Collapse

                        Re: Trend line ka kia faida ha

                        Trend line se ap ko yeh pata chal jata hai kay ap ka pair kitna move kar sakta hai or us ka stop loss kitna ho ga kay ap ka account wash nahi ho a or ap achy se us ka take profit or stop loss set karty hain tu ap ko account se kitna profit or loss ho sakta hai esleye koshish karain jab be ap trading karain. apny pair se related trend line ko lazmi find kar liya karain es sy ap ko asani rehti hai trading karty howay.
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Trend line ka kia faida ha

                          Trend line pehly yeh jan lain kay woh ap kay indicators or chart ki setting ki madad se set ki jati hai jo ap ko batati hai kis price starting se lay kay kaha tak woh ap ki trade ko lay kay ja sakti hai. market ka trend us se predict karna kafi asan ho jaata hai .esleye ap be koshish karian kay jo ap trade open kar rhay hain woh ap ko bad mai profit dy or ap us trend line ko kam as kam stop loss or take profit ki madad se mukamal hony ka wait karain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X