Stop loss ka importance????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop loss ka importance????

    Forex trading main stop loss ko aik big importance hasil hay jo log apni trades main stop loss ko use ni kertay wo kabi b is business main successful ni ho sektay na to wo expert trader ben sektay hain aur na he is business se acha profit earn ker sektay hain kuin k kai bar asa hota hay k forex market ap ki trade k against chali jati hay ager ap computer per majood na hoon to itna loss ho jata hay k ap ka account b wash ho sekta hay is lie lie her trader ko stop loss ka use kerna chahie ta k ager forex main ap ko loss hone b lgay to thora se loss ho ker ap ki trade close ho jay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop loss ka importance????

      Stop loss jab lagaya jaye tu ap ko pata ho kon c price aisi hai jis se stop loss hit na ho ya phir woh ap ka sahi support or resistance wali price ho phir lagain tu ap ko us se kuch hasil be hoga. faida hoga kay woh hit nahi ho ga or apko profit mil sakay ga. lekin ap apni judgement kay hisab se jab lagain gay tu ap ko loss ho sakta hai or ap kuch hasil nahi kar sakain gay. esleye stop loss tu lagana zarori hai lekin woh be achi price kay sath.
         
      • #18 Collapse

        Re: Stop loss ka importance????

        Forex tarding main stop loss lgana buht zarori hai. Ap apny capital k mutabiq stop loss zaror lagain warna apk yakdam reverse trend ki waja sy ap ka ccount bikul washya zero zero ho sakta hai. Acha trader wohi hota hai jo koi bhi trade lagaty hoey pehly stop loss ko mad e nazar rakhta hai.
        • #19 Collapse

          Re: Stop loss ka importance????

          g bhai jan forexaik online karobar ha es ma kam karna ka liya hamy bohat zyadamehant karna ki zarort huti ha markit ma aik achi kamyabi ka liya hamy bohat zyada learnin ki zarort huti ha asi markit ma kam karna muskal huta ha but naumkin nai is liya hamy es ma mehnat sa kam karna hu ga rules or regulartion ko samna rakh ka kam karna hu ga taky aik achi kamyabi ki umeed lgai ja saky markit ma stop losse ka istmal karna bohat zarori ha q ka jis tara amy dosra karobar a losse huta ha es tara hamy es ma bi hu jata ha es liay jab asi markit ma ap kam kar rahy huta ha to ap es ma apna nuksan ki limat rakh sakta han jitna ap easyli bardasht kar lan es ka bohat zyada faida huta ha q ka jab losse huta ha to hamy asi arkit ma koi parshani hu sakti ha or ya losse ap ka account bi wash kar sakta ha es liay hamy markit ma achy kam ka liya aik achi mehnat karni hu gi markit ma stop losse ki boaht zyada importance han is ko har koi us karta ha q ka wo apna account ko safe rakhna chahta han
          • #20 Collapse

            Re: Stop loss ka importance????

            Stop loss ki ahmiyat bayan karna kafi mushkil hai per agar is ko hum forex trading mein safeguard kahe ge to galat nhi hoga. Ye ek tarha se ap ke account balance ki hifazat karne ke kam ata hai. agar hum apni her trade mein stop loss laga de to hum uncertain nuksan se bach jate hai aur hume nuksan hoga bhi to ek limit mein hoga.
            • #21 Collapse

              Re: Stop loss ka importance????

              Stop loss pa ko ik baray nuqsan se bacha laita hai or ap jab achastop loss ko use karian gay woh hit be nahi hoga or bad mai ap ko us ko time to time move kary ga tu ap ko bhout akm time mai achaprofit milyga lekin yeh rahay apkoi short cut ki raraf se najaye
                 
              • #22 Collapse

                Re: Stop loss ka importance????

                Forex trading ma bohat sary logon k fail honay ki sab se badi wajah hi stop loss ka use na karna. forex market aik unexpected market ha jis ma koi pata ni hota ha k kuch bhi ho jaye, market ma koi upset ho jaye is lye forex trading ma stop loss ko lazmi use karna chaye
                Stop loss ki importance:
                1) stop loss ap ko baday loss se bachata ha,
                2) money management ka hisah hota ha, stop loss k baghair ap apany account ko manage ni kar saktay hain
                3) aik behtreen strategy stop loss k baghair mukamal ni hoti ha
                4) stop loss ap k account ko wash honay se bachata ha
                5) aik professional trader ki nishani hoti ha
                • #23 Collapse

                  Re: Stop loss ka importance????

                  jab ap stop loss ka use karty hain tu us se yeh hota hai kay ap ka account wash honey say bach jata hai or ap apni trades ka sahi stop loss jab use karty hain tu phir ap ko yeh asani hoti hai kay ap ki trades achy se profit dain gi or stop loss hit be nahi hota hai esleye es ka use lazmi api trades kiya karain
                     
                  • #24 Collapse

                    Re: Stop loss ka importance????

                    Stop loss ap kay account ko loss se bachata hai. ap apny analysis kay hisab se stop loss ko jab set karty hian tu phir ap ko es bat ka andaza ho jata hai kay sahi value ka stop loss lagain gay tu woh hit nahi hota or ap ko stop loss wala loss nahi milta. lekin hit be ho jaye ga tu phir ap ka account bhout baray loss se bach jata hai esleye koshish karian jab be trade open karian stop loss ko lazmi set karain.
                       
                    • #25 Collapse

                      Re: Stop loss ka importance????

                      trading main stop loss buhat hi ahmyat ka hamil hai agr ham is ko apni trading main use nahi kar rahy hai to ham hamesha risk main rahe ge our agar big news aa jaye to ham apne loss ko kabi b control nahi kar paen ge is liey hamesha koshish karen k is tool ko apni trade main zaror use karo our is e benefits hasil karo agar aap is ko use karo ge to aap ka account save rahe ga our aap zayda der tak market main survive kare ge our zyada profit hasil karen ge

                      what is stop loss :
                      stop los
                      darasl stop loss trading palatform main ek option ek order hota hai jis ka kam aapo k investment ko save rakhna ho bare loss se aap ko bachana hota hai ye ek order hota hai jab ham apna desire loss chose karte hai our chahte hai k agar hame itna loss ho to hamare order close ho jy to phr ham market main enter ho jate hai our agar by chance market hame loss ki tarf le jay to y order hamare select point par ja k hit ho jata hai our ham bare loss se bach jay ge
                      Ayisha Cutey's Trading Journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                      • #26 Collapse

                        Re: Stop loss ka importance????

                        Stop loss ko forex trading main buhat ahmiyat hasil hai is trah hum buhat bade loss se bach jate hain kyun traders ko apni money management ke hisab stop loss lagana chahiye jo bardasht kr saken
                        • #27 Collapse

                          Re: Stop loss ka importance????

                          Stop loss trading main ap ka account wash honay se bachata hai. ap jab apni trading mai loss karty hain tu woh koi issue nahi ager ap ka stop loss hit ho jata hai lekin yad rahay jab ap trade karain stop loss ko analysis ki base pay check karain or us ki sahi value ap enter karain phir ap ko stop loss kay tool ka sahi pata chaly ga otherwise ap ko us ka sahi use nahi pata chal sakay ga.
                             
                          • #28 Collapse

                            Re: Stop loss ka importance????

                            Short term and long term dono tradings k liye k liay stop loss bohat important ha es say hamara account jaldi wash ni hota or stop loss agr shahi tariqa say laga to itni jaldi stop loss hit b nai hota but stop loss lagany sy hamara account kafi save rehta ha es lazmi lagana chahiye. Her trader chahy wo newbie hai ya phir professional Stop loss k bgair trading ese hi hai jse app bgair talwar k jang ler rahy hu is liye is k bgair trading hergiz nahi kerni chahiye.
                            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                            • #29 Collapse

                              Re: Stop loss ka importance????

                              stot loss ki importance bhot zada hai trading me is k badir trade nahi lgani chahiye ye hmary loss ki had ko agy ni jany deta stop loss sy trade save rehti hai isliye siy lazmi lgana chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Stop loss ka importance????

                                Forex ke andar stop-loss ki ahmiyat bahut jyada hoti hai Hamen koshish karne chahie ki Ham jo bhi trade open Karen proper stop loss aur take profit ke sath open Karen Agar Ham proper take profit aur stop loss ke sath trade open Karenge to tabhi Ham acchi earning kar Payenge Agar Ham stop-loss ka use Nahin karte to Hamari trade Hamesha risk Mein Rahegi aur Hamara account Hamesha risky Rahega Agar Hamen stop-loss use Nahin karte to hamare account was hone ke 70% chances Rahenge stop-loss ka ek fayda hai ki Hamara account kabhi bhi Awaaz Nahin Hoga han stop-loss Lagane se Aksar Hamen loss Jarur Ho Jata Hai Lekin Ham use loss ko bear karJaate Hainisliye Main To Yahi recommend Karunga Hamen koi bhi trade stop loss ke sath Lagani chahie Hamen koi bhi trade stop loss ke bagair mis Nahin Karni chahie isliye Hamen stoploss use karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X