Stop loss ka importance????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Stop loss ka importance????

    ap kay account ko wash honay se bachany kay leye stop loss ka tool use kiya jata hai esleye stop loss ki value ap jis kadar achi use karain gay tu ap ko us se acha result mily ga or ap ko trading mai mazeed acha faida hoga.koshish karain jab be ap trade karain pehlay analysis se us ki values ko find karain jo ap nay stop loss kay leye use karni hai. just andaza se stop loss lagana apna nuqsan kudh karny ki tarha hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Stop loss ka importance????

      Stop loss bahut jyada important hota hai Hamen stop loss ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen stop loss ke bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Ham is ko acche tarike se samajh sake aur Market Mein Jab Ham trade Laga Rahe Ho To Hamen stop-loss Jarur Lagana chahie Hamen stop-loss ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Jab Ham market Mein trade Laga Rahe hote hain Hamen market ko acche tarike se samajhna chahie market ke moment ko acche tarike se check karna chahie

      Hamen market ka analysis acche tarike Se Karke market Mein Apne trade Lagani chahie tha ki Ham market Mein acchi success Hasil kar Saken Jab Ham market Mein Laga Rahe Hain To Hamen stop loss ki limit ko acche tarike se set karna chahie Taki Ham market Mein achha profit Hasil kar sake Jab Ham stop-loss Lagate Hain To isase Hamara account safe rahata hai stop loss account ke safety ke liye Lagaya jata hai agar Ham stop-loss Nahin lagaenge is avoid kar denge Tu is ham Apne account ko sev Nahin Rakh Payenge aur Hamara account bhi wash ho sakta hai aur Market Mein Hamen bahut Bade nuksan ka Samna karna pad sakta hai jisse nuksan ko kam karna Hamare liye bahut jyada Mushkil Hota Hai

      Hamen account balance ke hisab se stoploss ko set karna chahie Tak Hamara stop loss Hamare account ko acche tarike se control kar sake aur Hamara account safe hai market Mein Jab Ham trade Laga Rahe Hote Hain To Hamen bilkul Activ hokar Trade Lagani chahie market ko acche tarike se understand karna chahie market ka acche tarike se analysis karke hi market Mein Apni trade ko open karna chahie Hamen market ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni chahie iski market ki situation ko acche tarike se understand karna chahie Hamen trading ke bare mein bhi experience knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai
      • #33 Collapse

        Re: Stop loss ka importance????

        G ha ya ap ka question bohat acha ha Mara khayal sa stop loss ka trending ma bohat aham ha jis sa ham ak bady nuqsan sa bach sakty ha
        • #34 Collapse

          Re: Stop loss ka importance????

          Stop loss ap apny analysis se find kar kay set karty hain tu ap ko woh faida day sakta hai lekin ap apny analysis ko sahi tarha nahi karty hain or stop loss ko just judgement ki base pay laga daity hain tu ap ko bad mai kuch hail nahi hota hai ap ko loss ho ga.es leye koshish karian stop loss ko sahi se adjust karian phir us kay bad ap trade karian gay tu ap ko faida ho sakta hai otherwise ap ko stop loss galat laga kar apny account ko risk level mai la sakty hian.
           
          • #35 Collapse

            Re: Stop loss ka importance????

            assalamu alaikum dear agar aap risk management ke rules and regulations ko carefully study karte hain to aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain aap apni account ki safety ko maintain kar sakte hain isliye aapko koshish karna chahie ki jab aap Forex trading mein Koi bhi entry lete hain to aapko apni every trade per stop-loss ko jarur apply karna chahie otherwise aapke liye Forex trading mein kamyabi hasil karna difficult ho sakta hai aur aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain no doubt Forex trading ek aisa business hai jisme aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.
            • #36 Collapse

              Re: Stop loss ka importance????

              yah sab Baat bahut important hai ki stop loss bahut important money lagta hai market mein stop-loss nuksan se bajate Hain Jitna Hamara nuksan kam Hoga Humne aapko check Rakhenge itna hi trading main aapko fayda Hoga agar aap nuksan ke upar trading Karenge nuksan aapko fayda Nahin badhate nuksan hi hoga isliye trading Mein apne aap ko stop-loss cute Karke lagaen to profit hai
              • #37 Collapse

                Re: Stop loss ka importance????

                Assalamoallaikum all dear friend trading k information kele sub sy phle all friend market analisis ko samjhen trading mein profit hasil krne kele chart follow kren is k bad ap take profit ..aur loss profit sekhen hamsha trade kele stop loss lga kr trade kren taky ap loss sy bach saken all friends ko chahe k in tamam cheso ko samne rakh kr trade kren
                • #38 Collapse

                  Re: Stop loss ka importance????

                  kahan hai doston mein karta hun sardarshahar se honge doston mein bhi main kaun theek hun aapke sath Dal kar sakta hun doston forex karne ka top class duniya gaya hai vah bahut hi jaruri haiaap stopwatch use karenge to aapko marketmain aap sahi request karunga ki aap stopwatch hi use karen to agar aapko Koi aur acche benefit mil raha hai to aap vah bhi use kar sakte hain aur acchi hai kya aap nahin to share nahin karni hai jis tarah se marji yad nahin
                  • #39 Collapse

                    Re: Stop loss ka importance????

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Araza پيغام ديکھيے
                    G ha ya ap ka question bohat acha ha Mara khayal sa stop loss ka trending ma bohat aham ha jis sa ham ak bady nuqsan sa bach sakty ha
                    Dear ap ko pehly pata hona cheye kay stop loss hota kiya hai. Lekin ap ko yeh pata hona cheye kay stop loss ko kaisy lagaya jata hai. kaisy ap stop loss ko set karty hain or kaisy ap apni trade karni hai. ap ko pata hona cheye jo values ap set karty hain woh kon c hai. judgement pay ap stop loss karain gy tu ap ka loss ho ga. Ap apni trade ko manage karny kay leye ap ko proper analysis karna hogy . ap jis kadar analysis karain gy achy sy tu ap achi tarha sy support or resistance find kar sakty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: Stop loss ka importance????

                      Forex main stop loss kafi zarori chez hain main ne bhot big account dekh liye hain jo k stop loss use nhe akrte thy and pher big big lot b use kar rahy thy jin k account wash ho jate hain stop loss 1 asi chez hain k aapko apni apni money b safe rakne ki sochty hain k ham ko loss ho jayga bnda unsy pochy account wash hony behtr ye hota hai k apka ko kam loss ho jay ager apka stop loss tab hi hit ho ga jab market ka trend change ho jaye ga warna humra stop loss kabi hit ni ho ga magar hum lalch karty hai aor stop loss nazdeek laga dety hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X