Robot trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    robot trading me ne use ki thi lakin is me hmesha loss hi howa he q k robot normal movement ko tu check krta rehta he lakin jese hi market news k time spike marti he tu iska kuch pta nahi chlta k kya hogya . robot ki setting me ho k news time pe robot off ho jate better yehii he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      forex men robots trading bhi hoti hai or manaul trading bhi hoti hai but main manual trading hi like kerta hon is se mujhy apni khud ki strateguse kerny ka moqa mita hai or main profit bhi kama leta hon.
      • #378 Collapse

        robot trading automatic hoti hy forex trading already risky business hy or ic me agar robot sy auto trading ki jay to risk or ziada ho jata hy robot hamary account ke wash kar k rakh detahy thora sa loss ni karta bal k sara loss kar deta hy bht kam robots sahi trading karty hain forex me robots use ni karny chahien manual trading karni chahiay
        • #379 Collapse

          dear frndz agar ap robot ki setting thek tarhan se kren to acha profit milta hai.lekin ziyada bethar hai manual trading kren.is ka exprience bhi hona chahy.is ap ziyada profit kama sakte hain.forex trading online business hai.
          • #380 Collapse

            bahi ji main tu robat s he kam krta hu agar robot dene lag jaye tu phir apko mehnat krne ki zrorat hi kya he bas ghar bethe rato raat ameer ban jayen .robot use krne se pehle isko achi tarha se check krlen k ye fake tu nahi he us k baad demo kren phir live pr kr saty hen..
            • #381 Collapse

              well robots are nade by human...so they will work like how we trader execpts they dont require to be touched....but ypou never know when will the robot will put you in loss or profit it can also wipe out all you hard earned money
               
              • #382 Collapse

                Mai robot trading per trust nahi karta aur manual hi trading karta hun mai apne faisle khud karna chahta hun kisi robot per nahi chor sakta is liye mai to yehi keho ga k aap bhi ise use na kare kiyo jub aap khud trade kare ge to aap ko loss ka itna duh nahi ho ga per robot agr loss kare ga to aap ko bohat dukh lage ga k kaash aesa hota ya aesa na hota is liye jub aap manual karte hai to aap ko blame nahi karna parta.
                • #383 Collapse

                  isma rebot kod he trad karta ha sab ka liy haforex ak online busines ha sab is kamko lik karta ha sab ka liy ha forex ak online busines ha ma to is a kod he trad karta ho sab ko is maboht pisa ka ha to is ka liy ios ka adaemo account matraing kar ho ge
                   
                  • #384 Collapse

                    Yar robot trading karty hain par mujy to manul trading ziada achi lagti hay kion kay robots ki seeting karna hi mushkil horta hay aur new trader kay liy robot ki seting khatarnak sabit ho sakti hay agar galat ho jaye to
                    • #385 Collapse

                      Baheyo ham jo Forex trading kartay hain ya b aik kisam ki Robot trading he ha or ya aaj kay dar ki zarorat ha kyon kay aaj kay dor main her chhez he Robot ya COMPUTER SAY HE KEY JATEY HA .
                      • #386 Collapse

                        friend mjhy nahi pata k robot se trading kese hotui hy or na hi mjhy robot isteeemal krna aaata hy q k main abhi new user hoon es lye mjhy abhi kisi chezzz ka bhi nahi pata
                        • #387 Collapse

                          dear ye to humare apne per depend karta hai ke hume robot se trading karna acha lagta hai ye mannual mere khayal se hume mannual trading karni chaiye robot se trading karne ka fiada bi hai lekin nuqsan bi hai hume trading ke bare me knowledge nai milta hai jab ke khud trading karne se humri trading skills improve hoti hai
                          • #388 Collapse

                            well mere khayal men to robot trading k acha business man banne k lye bohat hi nuqsan de hen kyun ke agar hum robot par depended ho kar ke kaam karenge to is tarhan hamari skills nahi barh sakengi
                            • #389 Collapse

                              robot trading bharosay k kabhil nahi. is say usually loss he hota hay. ho sakta hay k start may apko profit ho lekin thoray say profit k baad suddenly apka account loss may chala jata hay aur account wash bhi ho sakta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Manual trading is very much beneficial than ROBOT in many ways.Personally we control,lock and modify our trade and successfully reach the specific target.It gives us happiness and satisfaction also.So I prefer only manual trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X