Trend kay start honay aur khatam honay ka kesay pata chalta ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend kay start honay aur khatam honay ka kesay pata chalta ha?
    Forex market mein kaha jata ha kay trend is your friend, trend kay along hi trading sab se best hoti ha lekin trend kay start honay se lay kar khatam honay tak, aisay kon se indicators hain jin ki madad se ya pata chalaya ja sakta ha kay trend start ya end ho gya ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Forex market mein kaha jata ha kay trend is your friend, trend kay along hi trading sab se best hoti ha lekin trend kay start honay se lay kar khatam honay tak, aisay kon se indicators hain jin ki madad se ya pata chalaya ja sakta ha kay trend start ya end ho gya ha?
    Ji bilkul friend traders ka friend hota hai aur jo traders in market ke trend ko samajh jate hai unko profit banana bahut Aasan Hota Hai all friend ke khatam hone ka Essay Pata Chalta Hai Ki Ek Friend ki jo line ban rahi hoti hai woh Jahan Pe close hoti hai aur next friend short Hota Hai
    • #3 Collapse

      Kisi bhi pair main market hamesha trend ko follow ker rehi hoti hai but same trend kis direction main chal raha hai aur kab change hota hai isko read kerna perta hai agar ap large time frame main market ka chart open kerty hai d1 main ya h4 main tou apko pata chal jata hai ky market ka trend kis direction main hai aur ap trend line draw ker ky bhi trend ka pata laga sakty hain jo previous maximum support ya resistance sy start ho ker market ki current position tak draw hoti hai tou pata chal jata hai ky trend kis direction main hai aur jab market previous support ya resistance ko break kerti hai aur break kerny ky bahd smae direction main move kerna shuru ker deti hai tou its mean ky previous trend break ho gia hai aur ap new trend start ho gia hai mean ky trend change ho gia hai
      • #4 Collapse

        mrket main at the end of month boht hi bonus hasil hota hai so haamin is k bary main learning karni ho gi tab hi hum run karein gayy aur is forex main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is forex k bary main planing karein gay tab hi hum run karein gay aur is forex main greed ko avoid kar k hi hum sucess ho sakty hain aur is forex main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main is k bary main trade karny k liye is ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is forex main profit hasil karein gay
        • #5 Collapse

          bhai forex trading main market k trend k start hony se hmain market main entr hony se pta chal jata hai q k jub market trend show karti hai tu so k sath market ki open price hoti hai jis ko hum chek kar skty hain k trend kis price se open howa tha or yah ab kitn aghy a gya hai yah k kitna pechy chala gya hai es trha hum es k close hony ka bhi esi trah se pta lga skty hain q k es k open hony par hum trade ka order lga dety hain or jesy hmara order close hota hai tu yah trehnd bjhi close ho jat hai es k bad hmain proft or loss hota hai forex trading main trend ko find out karny k bad he tradong karni chahye ta k hmain acha profit mil skay
          • #6 Collapse

            Trend ap market ki movement s check krta hai trend jab change hota hai tu long candal banat hai or candal ko ap read krain ap ko maloom ho ga ka trend change huwa hai ka nahi agr ap aksar asa hota hai ka long candal bana kr market phr wapas ah jata hai is lia h1 ya d1 ki candals ki study karain or tab ja kr ap ko market ka trend ka bara mai maloom ho ga trend is ur friend trend ko agr ap na catch kr lia tu ap ko bohot fida mil sakta hai kafi profit gain kr sakta hain janab is lia tu trend ko friend kaha gya hai RSI bi ap ki madad kara gi trend ka bara mai aksar 70 ko jab is ka graph touch kr jata hai tu os wakat market trend change karna ka 80 percent chances hota hain is lia trend ko RSI s bi dahkain ta ka ap ko fida ho or ak accha profit gain kr sakain trend ki traef wasa hai kia trend mean ak line mai chalna jab market ak taraf ja rahi hoti hai mean agr up ja rahi hai tu jasa hai down kana suru kr dai tu is ko trend change kahta hain ya mai na is lia batyaa hia ka kafi logon ko pata hi nahi hota ka trend ha kia cheez
            • #7 Collapse

              Dear trend kabi khatam nahi hota hay agar market close ho jaye to market trend ka change hona stop ho jata hay magar na to ham ye keh sakty hey key market trend start howa hay ya khatam howa hay, mujy lagta hay app candle stick key start ya finish hony ki bat kar rehy hey, candles hamesha time chart key mutabeq hi start aur finish hota hay agar ham ne 30 mint ka chart open kia hay to 30 mint 1 hi candle me moving ho gi aur jesy hi time khatam ho jaye ga ye candle finish ho jaye ga esi candle key start aur finish hony se ham market key next step ka andaza laga sakty hey.
              • #8 Collapse

                sallam dosto kia hall hain forex trade main agar app koye trade karty ho jisi app os main koye trade put karty ho tu wo trade app k mt4 par show ho jatha hain or agar jisi trade close karty ho tu app k chart si gayab ho jathahain
                • #9 Collapse

                  market main up aur down hoti hi rhti hain so hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex k bary main analyse kar k hi hum achi trade karein gay market main is k bary main learning kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade start karny say pahly is k forex main planing kar k hi trade karni ho gi aur is ki movement ko dekh k hi hum real main perform karny k kabil ho sakty hain aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam ho saky ga aur trrend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earning karny main bi koi mushkil na ho saky gi
                  • #10 Collapse

                    is forx main plane kar k hi hum run karein gay trade start karny say pahly is k baryy main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay aur is forex maiin kam karny k liye boht hi expeirnce ka hona boht hi zarori hota hai aur hamain is forx main trend ko start karny k liye boht hi experience ka hona boht hi zarori hota hai so is forex main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay aur market main analyse kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur knowldge k begair hum is forex main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur is say faida ho aur loss kam ho ga
                    • #11 Collapse

                      market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main analyse karein gay aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur markt main is k bary main planing karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main faida ho saky ga ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur trade karny k liye boht hi expeirnece ho ga tab hi hum run karein gay aur trade karny say pahly is k baryy main analyse karein gay tab hi hum real main sucess hon gay aur is k up aur down ko dekhna ho ga aur mind ko fresh kar k hi hum sucess ho sakty hain aur is say faida ho saky ga
                      • #12 Collapse

                        Jain market Exide Pamu for Rahi hoti hai aur Dosti sad ki taraf kar rahi Hoti Hai Aise conditions Ko Hum market ki movement kehte hain Yasser condition car market ka trend show karte hain jisse Hypermarket Kart and chal raha hota hai woh uska opening hota hai aur Jis. Par Khatam Hota Hai Isko Hum and points kehte hain isliye main specom Zara Soch Samajh Kar karna Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Trendline kabhi bhi kisi bhi time par change ho sakti hai aap agar friend ke sabse working karna chahte hain toh sabse Pehle aap logo ko chahiye kya aap yaha par Ek trendline create Kare graph chat par Jab markets ke sabse move Karte Jayegi Uske sabse Yahan Par capital invest karte h a long time ke liye working kar sakte hain working Karenge aap apna data capture generate kar sakte hain aap apni market ki movement ka idea hona chahiye kam karne ke liye
                          • #14 Collapse

                            my dear brother him logo ko forex ma market ky trand ky mutbk trading krni chaya kay ky jib him log market ky trand ky mutabk trading krty ha to is waqat him logo ko acha profit milta ha or him log achi earning kr skty ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear brother ager aap market main trend identify kerna chahtay hain to iss kay bohat say tareeqay hain aap bohat say tareeqon say market kay trend ko identify ker saktay hain main aap ko aik tareek bataata hun trend identify kernay ka aap apnay chart say her cheez remove kerain uss kay baad teen moving averages apply kerain chart per pehli ka level 10 rekhain doosri ka 15 level set kerain or third moving average 40 kay level per use kerain ab aap kay chart per jahaan bhi yeh teeno lines intersect kerain gi woh jagah aap ki trend changing ho gi ager bullish trend hay to bearish start hoga or ager bearish hay to bullish trend start hoga iss kay ilaawa aap or bhi bohat say tareekon kay zariye bhi trend indicate ker saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X