Fundamental analysis ka jaiza
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis ka jaiza
    Fundamental analysis forex market par zeyda analytical approach karti hay, forex market ko fundamental analysis karny key ley different news events par focus karna pardta hay, forex market par jo elements direct impact karti hey jo currencies prices key value par asaar andaz hoti hey jo currencies prices ko drop ya rise kar sakti hey wo ye hey,

    1. Gross Domestic Product
    Gross domestic products kesi be country ki overall economy condition ki taraf eshara karti hay.

    2. Unemployment Rates
    fundamental analysis key ley unemployment rates be useful indicator hay, es report me per hur worker earning average, unemployment average, current employment earning average, aur new jobs ki report har month ki 1st friday ko release ki jati hay.

    3. Consumer Price Index
    consumer price index me daily base par use honi wali cheezu ki measurement ki jati hay, jo key monthly CPI report release ki jati hay, CPI daily use honi wali cheezu for example (eggs, milk aur toothpaste) key purchased aur consumers ki used par focus karti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear app ny acha knowledge humeray sath share kia hy but in my opinion fundamental analysis py trade kerna difficult hy humean technical analysis k oper trade kerna ho ge pher he humean real success live market main easily mily ge
    • #3 Collapse

      fundamental analysis ka bohat he zyada use hota hay trading mei kyun k news ka bohat eham role hota hay economical condition bohat effect karti hy market mei trading volume traders ka rujhan sirf news ya economical condition ko dekh kar hota hay
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        FUNDAMENTAL ANALYSIS :

        Dear forex trading mein fundamental analysis se trader ko market ko smjhne mein aur market mein ane wale chances ka pta chl skta he aur trader fundamentals analysis ke lie world ke economic news ko watch krta he aur trader jo currency pair trade krne ke lie ja rha he us pair ke country ke hr fundamental issues aur news ko ache trah se smjhta he aur es ke information rkhna trader ke lie boht zarore hota he aur forex trading mein fundamental analysis ke lie trader ko us country ke domestic products ke production percentage ko smjhna hota he aur aur us country ke employment aur unemployment rates ko ache trah se smjhna hota he aur jo consumer prices index hota he us ko smjhna hota he in sb chezon ko jb trader ache trah se analysis kr leta he phr trader market ko sahih tareeqe se fundamental analysis kr pata he aur phr trader ko market mein trades laga kr acha profit hasil krne mein asan rhte he.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Fundamental analysis forex market par zeyda analytical approach karti hay, forex market ko fundamental analysis karny key ley different news events par focus karna pardta hay, forex market par jo elements direct impact karti hey jo currencies prices key value par asaar andaz hoti hey jo currencies prices ko drop ya rise kar sakti hey wo ye hey,

          1. Gross Domestic Product
          Gross domestic products kesi be country ki overall economy condition ki taraf eshara karti hay.

          2. Unemployment Rates
          fundamental analysis key ley unemployment rates be useful indicator hay, es report me per hur worker earning average, unemployment average, current employment earning average, aur new jobs ki report har month ki 1st friday ko release ki jati hay.

          3. Consumer Price Index
          consumer price index me daily base par use honi wali cheezu ki measurement ki jati hay, jo key monthly CPI report release ki jati hay, CPI daily use honi wali cheezu for example (eggs, milk aur toothpaste) key purchased aur consumers ki used par focus karti hay.
          Fundamental analysis karne ke liye Hame bahut si jagah ko watch karna padta hai uske Bina Hum fundamental analysis nahi kar sakte fundamentalists Karte Hai Hame Kisi country ki economy grows product all SK lover unemployment inflation or deflation Yeh Bahut Si season 4 watch karna padta hai tabhi Hum and fundamental analysis kar sakte hain Uske Bina fundamental analysis karna Aasan Nahi Hota
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Consumer price action or fundamental analysis ko bhi aap apne Samne Rakhe Jaise Jaise market ki movement increase ho jayegi market Mein aapka working standard Aur Bhi Jyada MP3 Hota Jayega
             
            • #7 Collapse

              fundamental analysis forex market ka boht hi ahm analysis hain trader ko must hota hay kah trading market kay hr fundamental problems ko smjhy aor trading market main hr country ki updates aor news aor overall economy condition ko smjhy aor trader ko countries ki gross domestic products aor unemployment rates aor interrest rates aor consumer price index ko smjhy aor hr country fundamental news ko watch karay aor trader forex trading business main currencies ki prices kay up aor drop honay kay causes ko smjhy is trah sy trader jb clearly market ko fundamental analysis karta hay trader ko market main sahi earning hoty hay aor trader ko market kay clear trend ki smjh a jaty hay aor trader successful trading kar paye ga
              • #8 Collapse

                Office ke fundamental analysis for Nazar Rakhe growth rate par Nazar Rakhe employments rate par Nazar Rakhna aur uske sath sath uski Marg aap aur uske result Pehli Nazar Rakhe Jaise apko Kafi fayda Milega aapki working achi Hogi aap ka standard Aur Bhi Zyada increase hoga aur aap ko Kafi Zyada management Milti Rahegi
                   
                • #9 Collapse

                  Fundamental analysis duniya bhar mein honay wali economic changes, un ki news aur financial institutions se related news ki study aur jaizay ko kehtay hain. Fundamental analysis ki zarurat is liye pesh ati ha kay kisi bhi country ki economic condition us ki currency par asar andaz hoti ha, economic condition achi hui to currency par positive asar paray ga, economic condition achi na hui to negative asar paray ga.
                  Fundamental analysis mein jin economic factors ko dekha jata ha, wo ye hain.
                  GDP (Gross Domestic Product):
                  GDP economic indicators mein sab se ziyada important ha. GDP report quarterly jari hoti ha. GDP mein tamam goods aur services ko count kiya jata ha, jo us quarter mein produce hui.GDP mein inzafay ka matlab economy strong ho rahi ha.
                  CPI (Consumer Price Index):
                  CPI report se inflation ko dekha jata ha. CPI monthly release hoti ha aur is mein good aur services ki cost mein monthly changes ko dekha jata ha.
                  NFP (Non Farm Payroll):
                  Ye indicator sab se ziyada powerful ha aur market ko seconds mein upside down kar sakta ha. Nfp mein ye dekha jata ha kay farming sector kay ilawa mulk mein kitni jobs create hui, jobs mein izafa hua ya kami hui. Nfp mein izafay ka matlab economy strong ho rahi ha.
                  Producer Price Index:
                  PPI mein bhi inflation ko dekha jata ha. PPI aur CPI mein ye farq ha kay CPI (Consumer Price Index) mein ye dekha jata ha kay aam customer goods kay liye kitna pay kar raha ha, jab kay PPI (Producer Price Index) mein ye dekha jata ha goods produce karnay walay ko kitna mil raha ha.
                  Interest Rate:
                  Kisi bhi country ka reserve bank ya central bank oper bayan kiye gaye tamam indicators ko dekh kar interest rate barhanay ya kam karnay ka faisla karta ha. Interest ko market mein bohot closely dekha jata ha kyun kay ye kisi bhi economy ki strong ya weak position ko clearly dikha deta ha. Interest rate increase ko market mein acha nahi samjha jata.
                  • #10 Collapse

                    bro ap nay bohat acha jaiza kia ha laikin meray chand ikhtelaf hain jo me ap se share karnay laga ho
                    mera ikhtelaf unemployment rate ha jo fundamental analysis kay news event ko bohat bura event ha jo mostly ap ko loss deta ha
                    Gdp kisi b mulk ka currency par bohat farak parta ha baaz dafa Gdp kam ya zada honay par market ka trend mukammal toor par change kar deta ha
                    cpi after interest rate kay sub se best news event ha jis par bohat zada treder order open kartay hain
                    agr hum fundamental analysus kay sath technical analysis b karay to hamray wining ratio me bohat zada barh jaey ga ku kay technical analysis me bohat zada accuracy hai
                    • #11 Collapse

                      fundamental analysis ka ap ka kaam ka sath hona lazmi ha jis ki help say ap market may investment plain aucha ho skta ha or ap ko phalay say zayda yahan say buaht zayda support mill skti ha or ap ko kafi faida mill skta ha or kaam karnay may buaht asaani ho skti ha
                      • #12 Collapse

                        Forex may jab tak ap k pass ak auchy say kaam krnay k lye tahan pr fundamentsl analysis nahi ho gz ao yahan say working b nagi kr skty han ap ko kaam ka kuch b idea b bnahi ho skye ga kuch guideline b lana hoti ha jis say sabak ban skta ha
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental analysis ka jaiza

                          Agar Hum Log fundamental analysis Gopalan Karke trading Karte Hain To is Se Hum Log Kafi accha profit hassil kar sakte hain isliye Hum Sab logo ko fundamental analysis ko follow Kar Ke hi trading Karni chahiye is Hum logo ko bahut sara fayda Hustle Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Fundamental analysis ka jaiza

                            pricey foreign exchange buying and selling mein essential analysis se trader ko marketplace ko smjhne mein aur marketplace mein ane wale chances ka pta chl skta he aur trader basics analysis ke lie global ke financial information ko watch krta he aur dealer jo currency pair change krne ke lie ja rha he us pair ke us of a ke hr essential troubles aur news ko pain trah se smjhta he aur es ke statistics rkhna dealer ke lie boht zarore hota he aur forex trading mein essential analysis ke lie trader ko us u . s . ke home merchandise ke manufacturing percent ko smjhna hota he aur aur us country ke employment aur unemployment quotes ko ache trah se smjhna hota he aur jo customer prices index hota he us ko smjhna hota he in sb chezon ko jb trader ache trah se evaluation kr leta he phr trader marketplace ko sahih tareeqe se essential evaluation kr pata he aur phr dealer ko market mein trades laga kr acha earnings hasil krne mein asan rhte he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fundamental analysis ka jaiza

                              g han bhai jan forex trading main fundamental analysis main hum enhi awamal par ghoor kar k apni trading karty hain q k es main hum econmic or other counties siisue ko dkehty hain jis se market main currencies k up or down hony k cances hoty hain yah wo analysis hai jis main hum news ko bhi dekhty hain k hum apni trading ko kesy mange kar skty hain jis main hmary liye asani yah hoti hai k hmain market ka baht andza ho jta hai or hum market trend or market ki movement ko bhi achi trha se find out kar k apni tradng kar skty hain or jub tak tak hmari market ko analysis karny main grip nahi hoti hai hum tab tak achi trading nahi kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X