Economic crisis kia kia matlab hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic crisis kia kia matlab hota hay?
    unemployment ka rise hona aur manufacturing output key fail hony key ellawa or kon se economic crisis hoty hey jes ka effect forex market par ho sakty hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear members forex trading ma countries ki monthly quarterly aor annual economic data reports pesh hoti hai jin ma mendrja zail chezen report ki jati hain
    Inflation
    Interest rates
    GDP
    UNEMPLOYMENT RATES
    HOUSE SALE
    BUILDING PERMIT ETC
    is ky elawa international relations internal and external security situation.
    Agr in ma problem ho to is sy economic crisis peda hoty hain jo ky mulk ki economy ko down kr dety hain.
    • #3 Collapse

      ECONOMIC CRISIS


      Dear economic crisis ka mtlb hota he keh kse bhe country ke male position kia he aur hr country apne economic problems daily show krte he aur jb kse country ka economic mtlb keh mali position aur us country ke logon ke problems zyada ho jate hein aur us country ka interest rate aur gdp unemployment rates waghara sb barh jate hien to us country mein economic crisis shoro ho jata he aur es economic crisis ke waja se us country ke currency ka rate saf bat he down hona shoro ho jata he es bat ko kehte hien economic crisis aur hmein yeh lazme hota he keh hm hr country ke economic crisis ko ache trah se smjhein aur hr country ke economic updates ko lazme watch kia krein takeh hmein economic crisis hone ke phle se information ho aur hm apne trading safe aur profitable kr skein.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        unemployment ka rise hona aur manufacturing output key fail hony key ellawa or kon se economic crisis hoty hey jes ka effect forex market par ho sakty hay?
        Economic crisis isko Kehte Hain Jis mein kisi country Mein unemployment ki tadad jyada ho jaye aur employed person come ho aur Jaha pe cheezon ki growth kam ho jaye aur Unki Zaroorat mein izafa ho jaaye Jiski wajah se economic crisis Paida Hote Hain Is Se Kisi country ki development Mein Asar padta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          economic crisess kisi b country ki currency par bohat zada gehra asar daltay hain jub kisi country me unemployement barh jati ha or manufacuring bohat zada kam ho jati ha to os country kay gdp par bohat zada gehra asar parta ha or os mulk ki currency done ho jana sstart ho jati ha isey economic crises kehtay hain
          economy crises me kisi b country ki manufacturing kam honay ki waja se export kam ho jati ha or import barh jati ha os country ka gdp down hona start ho jata ha unemployemnt me izafay ka sabab banta ha
          • #6 Collapse

            Re: Economic crisis kia kia matlab hota hay?

            Is Duniya Mein Kisi bhi country ki economic condition Ko Dekhkar is country pe economic condition Ko Dekhkar hi trading Karni chahiye Agar Hum Log Is Tarah Se trading Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi accha prayog kar sakte hain isliye Hum Sab Logon Ko economic condition Ko Dekhkar hi trading Karni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Economic crisis kia kia matlab hota hay?

              dear monetary disaster ka mtlb hota he keh kse bhe usa ke male role kia he aur hr country apne financial issues daily display krte he aur jb kse u . s . a . ka financial mtlb keh mali role aur us us of a ke logon ke problems zyada ho jate hein aur us country ka interest rate aur gdp unemployment prices waghara sb barh jate hien to us country mein economic crisis shoro ho jata he aur es financial disaster ke waja se us united states ke forex ka price saf bat he down hona shoro ho jata he es bat ko kehte hien monetary crisis aur hmein yeh lazme hota he keh hm hr usa ke monetary crisis ko pain trah se smjhein aur hr u . s . a . ke monetary updates ko lazme watch kia krein takeh hmein financial crisis hone ke phle se data ho aur hm apne trading secure aur profitable kr skein.
               
              • #8 Collapse

                Re: Economic crisis kia kia matlab hota hay?

                jesay k hum apny mulk ki masaal lay lety hain jo k worst economic crisis say guzar raha hai us main humeri currency humeri ghalt interior our exterior polices ki wja sya day bay day worst hoti ja rahe hai economic loan leay say down ho rahy hain rupay ki qadar dollar k mukablay main gir rahe hai our wo abhe kafi gir chuka hai humean un halaat ko behtar bnana ho ga pher he ye forex currency pair usdpkr pay achy asraat paren gay our wo apni phelay waali sata pay wapis aey ga same other currencies main weekness our strength ise wja say show hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Economic crisis kia kia matlab hota hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  unemployment ka rise hona aur manufacturing output key fail hony key ellawa or kon se economic crisis hoty hey jes ka effect forex market par ho sakty hay?
                  Assalamu Alaikum Jab Kisi Mulk make rice is a Jate Hain Jaisa ke jobs kam ho jati hain aur unemployment log jyada ho Jate Hain Jyada buildings Banti hain aur government ki taraf se jyada tax lag Jate Hain Jaisa Ke Aaj Kal Pakistani ki surte haal hai ya economic crisis Ki Nishani hoti hai aur in cheezon kothroad note karna chahie Taka Hamein trade Lagan Mein Asani Ho Agar Hum Aise cheezon ko achi Tarah Se analyse karte hain to hamm Forex trading Jaise critical Business mein acchi earning Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Economic crisis kia kia matlab hota hay?

                    High unemployment levels can occur as a result of the economic crisis, or can be one of the reasons for this, so that an economic crisis can occur when interest rates rise, lending conditions are low and consumption is low Overcoming the crisis. Many countries of the world have experienced economic crises of varying intensity and duration. These crises affected the countries in which these economic crises occurred. There are some crises that have taken a regional or global dimension to affect a large number of countries. Event In World Economic History, what follows
                    • #11 Collapse

                      Re: Economic crisis kia kia matlab hota hay?

                      An financial condition may be a state of affairs during which a country’s economy deteriorates considerably. we have a tendency to additionally decision it a true financial condition. In most cases, a monetary crisis is that the explanation for AN financial condition. throughout the crisis, value is usually declining, liquidity dries up, and property and securities market costs plummet. it's AN economic worsening that gets worse and worse.
                      • #12 Collapse

                        Re: Economic crisis kia kia matlab hota hay?

                        Abhi chahiye ke Hamesha trading karte hue aur form page posting karte hue acchi posts Karen aur post ki quality ko Jarur Dekhen Kitni acchi Hamare dost ki quality Hogi Hum itna hi Radha bonus Bana Sakenge post ki quantity ke sath sath post ki quality ko bhi Jarur dekhna chahi is se Hamara bonus increase hota hai aur hum usse achi herning bhi kar sakte hain
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          unemployment ka rise hona aur manufacturing output key fail hony key ellawa or kon se economic crisis hoty hey jes ka effect forex market par ho sakty hay?
                          Janab Economical crisis sy murad yeh hai kay kisi country ki mashi halat kharab ho. Like har cheez zarorat ki ap ko mehngi milay. Nokri ka na hona, pertrol or roz mara life ki cheezain ap ko jab mehngi milain tu woh country economical crisis ka shikar hoti hai. es mai ap kay pas import zaida ho or export kam ho tu yeh sub woh issues hai jo ap ko daily basis pay apny trading pairs kay check kar kay us kay mutabiq ap ko trade open karni hoti hai. Jitna acha pa es ko samjain gy tu ap us kadar achi scalping kar kay earning kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X