kya group ma trading allow hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kya group ma trading allow hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
    Dear members kya bonus account py group bna ky hum trading kr skty hain ?
    Assam Alaikum Forex trading business Kitna critical business hai ki agar Hum isco single karna chahte hain to Hamein bahut jyada mehnat karne ki jarurat hoti hai lekin Agar Hum group mein trading Karte Hain To Hum Jyada acche tarike se isko kar sakte hain Kyunki Jab Hum Ek dusre ki analyse ko Dekhenge toh Jyada accha entrypoint fine kar Sakenge aur iske liye formula instaforex ki taraf se koi bhi rukawat nahin hai yah bilkul alag hai ki aap group mein trading Karle
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kya group ma trading allow hai?

      app apny friends k sath mil k whats up ya pher facebook messanger k oper trading group ban sagtay hain our mil k trading kernay k boht faiday hain app ko siekhnay ka bhe moka milta hai or pher app us say acha earning bhe ker paty ain koin k app safe entries discuss kernay k bad he trade kerty hain hard work karein gay to pher he ap us ko siekh pian gay aik baat ka khas kheal rakhan hai k strategy pher sab ki aik he differ nahe kerni chahy pher he app logoun k aik group main kaam kernay ka faida ho ga
      • #18 Collapse

        Re: kya group ma trading allow hai?

        Assalamualaikum my dear friend aap ka friend bahut hi accha hai aur Bade knowledge wala trade hai lekin main aapko batata Chalein ki news Jis wedding ki aap baat kar rahe hain usme is just time trading Hoti Hai Jise Hum Aam Lafzon Mein copy reading bhi kehte hain Prem trading Urdu Salam essay copy trading ki kehte hain copy reading Aise hai ki hum Kisi personal ke sath Apna account has karte hain usme Sarojini profit kaam aayega uski percentage 70% Hamein Milegi aur 30% use milegi Agarwal laws Karega To vah Hamara bhi loss Hoga aur uska bhi loss hoga lekin discount Nahin Aisa kuch nahin Hota Aisi Hum Koi trading nahin kar sakte
        • #19 Collapse

          Re: kya group ma trading allow hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          G han bilkul group team market ko analysis kar sakty hey aur market ko analysis karny key topics par discus be kar sakty hey es se traders ka knowledge increase ho jata hay aur traders asani se market ko analysis karny me be expert ho sakty hey, group trading nahi ho sakti hay market ko analysis karny key ley hi traders ka group ban sakta hay
          traders agar team work se market par desiccation karen gey to esy me traders ko apni weakness ka knowledge be ho ga aur apni strategies ko be strong banany me us ko muqa mil saky ga.
          Assalamu Alaikum bhai Hamari apni Marzi par depend karta hai ki Ham trading group Bana kar Karen ya alag alag Karen Jaise Hum Chahte Hain Waise kar sakte hain isme Koi pabandi Nahin Hai Group D market ko analysis kar sakti hai aur group Mein Mar kids ke analysis mutaliq Ek dusre ke sath discussion Bhi Kiya Ja sakta hai jisse trader ka knowledge increase Hota rehta hai aur trader aasani se market ko analysis kar sakte hain aur expert Ban sakte hain group trading nahi ho sakti to market ko analysis karne ke liye kuch bana sakte hain traders Agar teamwork se market per discussion Karenge To Aise Mein traders ko apni weakness ka knowledge Bhi Hoga aur apni Saturday Jisko bhi strong Banane Mein usko mauka mil sakega Shukriya
          • #20 Collapse

            Re: kya group ma trading allow hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            Dear members kya bonus account py group bna ky hum trading kr skty hain ?
            Dear friend forex trading main ap apni he trading karty han par group ap kisi bi social media means WhatsApp Instagram facebook is tohra k media main group bana k ap apis main discuss kar sakty han or maximum ache trading kar sakty han is k ley ap k pass knowledge or experience hona zarori ha jab ap behtar trading karny gy to ap k pass knowledge or experience hona both zarori ha group main humary pass jtna knowledge or experience ho ga hum utny he ache trading kar sakeny gy or maximum knowledge or experience sy trading kar k kamyab ho sakeny gy is ley humy proper learning or practice karni chae ha ta k hum maximum knowledge or experience hasil kar sakeny or group main achy analysis da sakeny or us k mutabiq trading karny ta k hum ache earning kar sakty han
            • #21 Collapse

              Re: kya group ma trading allow hai?

              Dear group bana kar market ko analysis to kia ja sakta hay magar combine ya group trading kesy ki jati hay ye mujy knowledge nahi hay, kesi 1 trading account me 1 hi trader trading kar sakta hay, mery khayal me trading agar group bana kar ki jaye to har trader ka trading style, trading strategies, trading plan aur market ko analysis karny ka tareeqa har dostry trader se different hota hay agar es tarha ki trading ki be jaye to traders confuse ho sakty hey, group bana kar market ko achi tarha analysis zaror kia ja sakta hay magar group trading na ho sakti hay aur na es key bary me sochna chaye.
              • #22 Collapse

                Re: kya group ma trading allow hai?

                gee han brother ap forex main group trading bhi kar sakty hain group trading say ap ko ziada faida ho sakta hai kyon ky jab kuch log apni invest aik he accoutn main deposit karty hain tu tab un koa account size big ho jata hai jiss say un ko loss ka dar nikal jataa hai aur phir wo bgair kisi preshani ky bgair dar ky trade karty hain aur usi hisab sy phir big profit hasil kar skty hain es lea ager ap ko forex main loss ho raha hai tu apni investment group ki shakal main karain phir ap ko ager loss bhi ho ga tu ap k pas ziada belence hony ki waja sy recovery trade kar ky jaldi say he apna asani ky stah loss ko recover kar sakty hain es lea ap ko jab bhi karni chaheay group trading karni chaheay phir he ap forex main kamyab ho kar earn kar sakty hain group trading say loss hony ky chanses kam hoty hain jiss ky bad ap forex main jaldi success hoty hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: kya group ma trading allow hai?

                  forex main ap jis tara say marzi trade kar sakty hain es main group trading bhi kar sakty hain aur aleda aleda trading bhi kar sakty hain forex aik asa business main jiss main ap ko kam karny ky elea kisi mushkil step say nahi guzer parta hai ager ap ky pas internet aur laptop hai tu ap ko kisi or chez ki zrorat nahi rehti hai baki ap sab ghar beth kar he handle kar sakty hain aur ager group trading karni hai tu es ka aur ziada faida hota hai jab ham group bana kar trade karty hain tu tab ham apne analysis aik dosry say share karty hainn jiss ki waja say forex market main ap ko har tara say samjh ajati ha kyon ky har kisi ky pas apna apna experience hota hai jiss waja say forex ko har method say samajh akr trade karty hain es lea group trading ka bhi hmain bohut faida mil skata hai yeh forex main allow bhi hai is ka koi masla nahi ho ga ap ko.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X