Kia loss wali trade close krni chahy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia loss wali trade close krni chahy?
    Jis trade py loss ho raha ho us trade ko foren close kr dana chahy ya open he rahny dana chahy mery khayal mn loss wali trade ko close ni krna chahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agr ap dykgy k ap ko zeqda loss hony wala y ap ki trade ap ko our bhi zeada losss krwa sgti hy to phr ap ko us my sy nikal jana chiya us trade ko close kr dyna chiya agr ao ko lgy k ap ko loss ai hoga ap ki losss wai trade profit my ah jaye gi to who close na kry w8 kr ly
    • #3 Collapse

      Brother ya tu depand karta hay k aap k pass kitna bounas hay ager aap k pass bounas zayada hay aur lot be bari nahi laga he hay tu ager aap ko lose ho raha ho to pher trade ko close nahi karna chaya kyun k zayada tar aasa hota hay k trade waps aati hay jis sa aap ka lose khatam ho sakta hay
      • #4 Collapse

        Loss wali trade ap ke account balance per depend karti hai agr apka account balance zaida hai aur smjhty hein ke ap achy tareqy se servive kar sakein gy tu beshk ap close na karen aur market ke wapis any ka wait karen lekin agr aik ki trade trend ke opposite hai tu bhtr hai ke ap trade close kar ke apny loss ko wahen stop kara lein agr aisa na kia tu ho skta hai ke loss recover ke qabil na rahay
        • #5 Collapse

          ager ap k pas balance ziada hai or ap ko risk lene k experience hai to hi ye mumkin hai.ager trade close karne se nayi trade lagane per profit hai to hi ye kar sakte hain.otherwise nhi.
          • #6 Collapse

            Dear frend agar ap ko lgy k ap k pass bouns kam hai or ap ki tread ap ko loss zayda karwa dy gi ya ap ko account wash hone ka dar hai tab to ap ko tread closs kar leni chaeye laken jab ap ko ye pata ho k ap ki lot size kam hai or bouns acha khasa hai or market k b wapai k chance hai to phr ap ko wait karna chayekun k some tym market jis tazi sy los karti hai utni he juldi profitb sy jati gai.
            • #7 Collapse

              Aapne apni trade Ke Saath Hamesha stop loss lagana hai Is Tarah Se aap ko Apne order ko close Karne Ki Zaroorat Nahi Rehti Jyada loss Se bachte Hain agar aap ka orders are the laws Main Chala Jaye toh aapko apna order close kar dena chahiye aur Market apni men support and resistance per pahunch Jaaye toh aapne Apna order close nahi karna hai kyun ke yahan se pullback ka chance rehta hai
              • #8 Collapse

                Dear as per my openion agar to ap k pass remaining balance zeyada he aor is k sath sath apka expperience aor analysis ijazat deta he to trade close na kren,aoor agar ye sari conditions ap k khilaf ja rahi hen to phir dair na kren aor trade close kr den,is sari situation me kusi exppert member se bhi mashwara kr len ta kjj ghalti kii gunjaish kam se kam reh jay,
                • #9 Collapse

                  jub app nay Forex main trading ki hain tu app ko loss trad chal rahe hian tu app ko close kar dani chahya, agr tu app ko blivet ho geya hain k agr main nay trad ko close na kai tu mera account wash ho je ga , tu jo app nay fasla kai hain close ka wo phr sub say best hai
                  • #10 Collapse

                    Dear ager aap ka capital loss bardasht ker sakta hay to open chor do or phir market ki conditions loss points trend news or bohat si cheezay matter kerti hay may bhi band na kernay ki ghalti ki wajah say 3 dafa account wash kerwa chuka hu
                    • #11 Collapse

                      g nahi dear jab be trade ham open karty hey wo loss me zaror jati hay es ka ye matlab nahi key har loss wali trade ko ham close kar dia karen, market trend ko dake kar hi trades ko close ya open karna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Jis trade per lose ho raha ho usko foran b close nai kerna chahye market analysis kerna chahye agar lage k market return hone k chances kam hain then lose trade ko close kerna chahye otherwise lose trades market return per often profits me a jati hai means hum ko patience se kam lena chahye jald bazi b nuksan deti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia loss wali trade close krni chahy?

                          Assalamu Alaikum dear friend aap sab khairiyat se Honge friend aapane Achcha question share Kiya Hai kya Hamen last wali trade close kar deni chahie friends Agar aapka account strong hai agar aapka account capital loss ko bardasht kar sakta hai agar aap ko pata hai ki aap itna last aapka account bardasht kar lega tab aap aap apni trade ko open hi Rahane den Agar aapko yakin hai ki aapka account capital loss Bardaasht nahin kar sakta to aapko chahie kya aap apni trade close kar den ISI Mein Hi aapki kamyabi hai aur aap ek accha profit Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia loss wali trade close krni chahy?

                            nahain ap kmo loss wali trde nahain close karna chahya ap ko wait karna chahya kah maket ap ke traf aya ge haan agar ap ka loss zayada hay ap ko pata hay kah market ap ke traf nahain aa rahe hay to ap ko trade close kar dana chahya kah woh bhe ap ko news kay sath karna chahay agar ap achi news mlate hay to ap ko trade kar kay apnay loss ho cover kana hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia loss wali trade close krni chahy?

                              Ji han aapane bahut acchi baat ki hai kya hal loss wali trade close Karni chahie agar aap thoda sa intezar kar lete hain ho sakta hai Woh trade profit main chali jayegi aap jaldi na Karen aap intezar Karen ki aapki trade Jo loss mein ja rahi hai aapko loss de rahi hai ho sakta hai aap intezar Karen aur bad mein vah loss wali trade profit mein chali jaaye to aap jaldi se profit wali trade ko aap close kar sakte hain agar aapko lagta hai kya aapka trade lagai hai vah jyada loss mein ja rahi hai to aap apne balance bachae Apne balance ko save rakhen aur jaldi close kar le hamesha wohi trade open Karen jo aapko profit de rahi Hoti hai market ke movement ko dekhen aur senior se aap mashwara Karke new open karte hain tab aapki trade hamesha profit mein jayegi aur aapko achcha profit milega trading mein jaldi bilkul na Karen Soch samajh Kar aap trade open kya Karen tab aapko achcha profit milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X