Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

    contributors me ap sey ye puchna chaahta hoon aksar time maine dekha ha thoughts kehta ha market purchase jay gi promote jay gi ya ye trde pakki ha tab banda thoughts ki solar kar cash management rule smash kar deta ha aur big lots b laga deta ha crazy situation hojati ha mai samjta hun ye cheez ghalat ha lakin agar humaray paas makhsoos (unique) jazbat hongay jo humay emotions den homosexual k mehnat karo techniques pey kaam karo apni mehnat ko jaari rakho ye jazbaat ka istemal karna humaray lya kya sab sey behtr ha ya thoughts se humara tukka b lag ok hum acha earnings karen gay kya keya jay ga jo behtar ha kya inhi jazbaat ki qadar karun ?
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

      us main feelings sirf ap ki trade laganay our close kernay ki had tak hoti hain us main trade ap nay buy ya sell ki jab bhe lene hoo gee us main pure app k analysis technical our fundamental pher sath main sentiments ko diekh k trade lain gay to pher he us amin app kamyaab trader ban pain gay emotions main lalauch ko bus app ko control kerna ho ga pher he app us main kmyaabi ki rah pay gaam zan hooon gay
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab tak hum apny jazbaat pe qabu ni pany gy hum log successful ni ho sakty han is ley humy apny emotions ko control karna ho ga or proper money management or risk management k sath trading karni ho ge is k alawa apna knowledge or experience gain karna ho ga jab humary pass knowledge or experience ho ga to humy apny emotions ko control karny mian both ahsani ho ge is ley humy ziada sy ziada learning karni chae ha
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

          members me ap sey ye puchna chaahta hoon aksar time maine dekha ha mind kehta ha market buy jay gi sell jay gi ya ye trde pakki ha tab banda mind ki sun kar money management rule break kar deta ha aur big lots b laga deta ha crazy situation hojati ha mai samjta hun ye cheez ghalat ha lakin agar humaray paas makhsoos (special) jazbat hongay jo humay feelings den gay k mehnat karo strategies pey kaam karo apni mehnat ko jaari rakho ye jazbaat ka istemal karna humaray lya kya sab sey behtr ha ya mind se humara tukka b lag k hum acha profit karen gay kya keya jay ga jo behtar ha kya inhi jazbaat ki qadar karun ?

          Is pegham ka fori jawab Quote kar kay jawab den Multi-Quote This Message
           
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

            humeray emotions us main kafi kisam k amal dhakhal forex main trade lety waqt ker rahy hty hian humean us main mehnat kerne hoo ge our jab tak self control nahe ho ga app kabhe bhe acha order place nahe ker pao gay us main na to mind ki sunani hoti hai na he dil ki us main app nay rules ko follow kerna hota hia our analysis diekhny hoty hain k wo kia khe rhay hain pher he app nay us main trade leni hti hae our pher us main app trade ker k us main ache earning ker pao gay jab app ki lalauch app k control main ho ga
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

              Dear friend Forex trading Mein Jis baat ka koi bhi Asar Andaz Nahin Hota Kyunki Forex trading 1 mindwork hai isliye isme Jazbaat feelings vagera Kisi bhi kam nahin aati isliye agar aap perfect trading karna chahte hain tu aapke paas achha experience aur knowledge Ka Hona bahut jaroori hai aur Iske alava Forex ki basic learning aur accha balance backup Ka Hona bhi bahut jaruri hai Kyunki Itna achha aapke paas balance backup aur Jitna achha experience Hoga utni hi fast aur acchi of earning kar sakte hain otherwise feelings ko Lekar aap isme nuksan hi Utha sakte hain Kyunki Forex feelings Ko Nahi manta ya sirf aur sirf mindwork hai aur international market Forex trading hai isliye feelings ko Dur Rehkar mind ke sath isme work Karen tabhi aap kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                Starting a Forex trading account does not mean that investors can quit their jobs and start earning millions. The nearest traders accept this, the faster they are on their way to making a steady profit. One mistake committed by new traders ends trading on the benefit, which may be good for temporary profits but in the long term, which frustrates traders. Below is a list of points for traders.

                Before the start of trading, investors should set a standard for losses. This is the amount that makes them comfortable at the loss.
                The capital available for trading should not be the money needed to cover living expenses, retirement accounts or long-term planning. The key is to leave your emotions out of circulation. Money is a passionate object for some people. Investors want to be at peace with the money they use to build their portfolios.
                Investing is an exciting and profitable practice. At the same time investors are losing their sleep on some open forex trades. Loss of sleep may mean unstable investments. Consistent research and trading will help investors to execute transactions smoothly.
                Transactions are independent of each other. No deal will affect the next deal. If there is a loss the next deal may be a profit. In addition, three profitable deals in a row does not mean that the fourth winner. Traders are advised to avoid being more cheerful and riskier than they are willing to lose.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatje پيغام ديکھيے
                  members me ap sey ye puchna chaahta hoon aksar time maine dekha ha mind kehta ha market buy jay gi sell jay gi ya ye trde pakki ha tab banda mind ki sun kar money management rule break kar deta ha aur big lots b laga deta ha crazy situation hojati ha mai samjta hun ye cheez ghalat ha lakin agar humaray paas makhsoos (special) jazbat hongay jo humay feelings den gay k mehnat karo strategies pey kaam karo apni mehnat ko jaari rakho ye jazbaat ka istemal karna humaray lya kya sab sey behtr ha ya mind se humara tukka b lag k hum acha profit karen gay kya keya jay ga jo behtar ha kya inhi jazbaat ki qadar karun ?
                  Dear friend forex trading main jazbaat ko control main rakhna both zarori ha warna ap ko ziada loss ho sakta ha forex trading main jazbaat hum ulti trading karty han aik din main he ameer bana chahty han or is ley humy jazbaat sy ni balky apni mind k sath trading karni chae ha or ziada sy ziada ache trading karni chae ha jab tak trading main hum log jazbaat ko control ni karny gy to loss ho sakta ha is ley humy proper analysis kar k ache trading karni chae ha jis sy humy ziada sy ziada profit ho or jab humara mind fresh ho ga to us sy hum behtar trading kar sakeny gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : Kya Forex Mei Makhsoos Jazbaat he Kamyabi den gay ya Mind ki suni jay gi

                    Forex trading business mai traders mukhtalif trading strategies apply ker kay apna business acha banay ki koshish kertay rehtay hain. Jin strategies say unhain ziada faida ho raha hota hai unhain he ziada ter repeatedly use ker laitay hain. Traders mind ya jazbaat chahay wo normal hoo ya special hoo unn say kaam lain gay tou unhain iss tahar ka faida nahi ho sakta jo proper planning say kaam ker kay ho sakta hai kiyu kay traders jab jazbaat kay baghair baqayada trends ko daikha karain, analysis ko parha karain aur phir news aur signals ka wait ker Lia karain tou unhain achi trade open kernay ka bahtreen option haasil ho sakta hai. Kiyu kay jitni achi trade mukammal study say open ki jaati hai wo jazbaat say ya tukkko say open nahi ki jaa sakti hai.

                    Mind aur jazbaat pay chalna bohat achi baat hai laikin ye kaam her business mai nahi hi sakta hai aur khas tore pay trading business mai tou iss say total ijtanaab kerna chaiye takay account safe rahey aur profits say traders ko faida bhi hota rahey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X