Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main new traders both sy galtian karty han jin main kuch ye Han
    1. Learning k bagar trading start karna
    2. Trade open karty waqat darty han k loss na ho
    3. Lalich karty Han
    4. Rat o rat ameer bana chahty han
    5. Big lots use karty han
    6. Emotions ko control ni karty han
    7. Juldbazi karty han trade open ya close main
    8. Analysis k bagar trading karty han
    9. High risk laty han
    10. Market ko samjty ni han or trading start karty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

      Forex trading ma aik charm ha, log is ma ziadah se zidah profit earn karna chahtay hain lakin new traders is ma mistakes kar k loss kartay hain to un mistakes ma darj zail yeh hain jaisay
      a. Market ko underestimate karna k forex trading kon sa muskhil kam lakin real ma woh phans jatay hain,
      b. big lot size ko use karna jis se woh apni trades ko manage ni kar patay hain
      c. stop loss ko use na karna
      d. trend k against trade karna
      e. jaldi ma entry leana baghair sochay samjhay
      f. greed karna
      g. apnay emotions pe control na karna
      h. over trading karna
      yeh tamam mistakes hain jin ki wajah se ziadah tar new traders loss kartay hain aur apni mistakes ko revise kartay rehtay hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

        Knowledge traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Karta Main To traders ka profit Dena last Mein change ho jata hai isliye traders ko chahiye K trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada profit banane ki grid na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

          New traders ko bohat si ghalat fehmiaa hoti hai. Forex trading business mai traders jab join kertay hain tou unhain bohat say khawb dikhaey jatay hain. Aur yeh khawb dikhanay waley unkay senior traders dost he hotay hain. Forex trading business mai sub say eham baat he yeh samajhna hai kay yeh aik business hai aur aisa business hai jiss mai kaamyabi aur nakaami ki average bhi aik jaisi hai. Business koi bhi ho uss mai jab takk seekhnay ka ammal acha na ho achi earnings bhi nahi ho sakti.

          Forex traders aik bohat Bari ghalat fehmi ka shikaar rehtay hain kay yeh baghair learning aur seekhnay kay bhi kia jaa sakta hai jaisay bohat say dusray online business hotay hain aur woh raato raat ameer honay ki ghalat fehmi ka shikaar ho kay apna bohat nuqsaan ker laitay hain. Issi tarah demo pay kaam kiye baghair ghalat fehmi mai mubtala ho kay real time trading mai tukkay lagatay hain jiss mai nakaami unhain mazeed nuqsaan daiti hai
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

            dear forex trading main jitny bhi news mambers hoty hain wo alag alag ghalat fahmiyon ka shikar hoty hain jis ko hum kah skty hain k wo kafi kuj soch rahy hoty hain or forex se boht kuch expect bhi karty hain sub se pahly tu wo forex ko join karty hain tu es soch se he karty hain k hum es business main boht sari earning hasil karengy jis se hum rato rat ameer ho skty hain jub k aysa kbhi bhi nahi hota hai q k forex main jo mambers new hoty hain wo kbhi bhi aty he boht sari earning kar skty hain forex main jub hum apni trading karty hain tu hmain tab he achi earning milti hai jub hum aty he forex main pahly forex ko sikhna chahye q k jub hum forex ko sikh kar trdaing karty hain tab he hum forex main kamyab ho skty hain or esi trha he new mambers hoty hain jo aghr sikh kar forex ko join karty hain pher he wo forex se faida othaty hain warna wo jis lalch k sath forex ko join karty hain ayse kbhi bhi un ko acha profit nahi milta hai
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

              Dear Forex trading member trending Mein Kabhi Bhi shortcut Marne Ki Galti Nahin Karni chahie market ko Soch Samajh Ke kam karna chahie agar aap short Lagane Ki Koshish Karenge to aap bahut bari galti kar baithenge is wajah se market per Puri Tarah Nazar rakhte Hue aap kam karen to Kabhi aapko nuksan Nahin hoga
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

                Maximum traders ko ghalat guide kia jata hay es waja se esy new traders bahot si ghalat fehmiu ka shikar hoty hey traders ko jo khush fehmeya hoti hay wo ye hey,

                1. jald ameer honi ki khush fehmi: mostly new traders ko ghalat guide kia jata hay aur esy traders key mind me ye bat set kar di jati hay key Forex profitable business hay aur es me jald ameer hona namumken nahi.

                2. bahot se new traders ko ye be khush fehmi hoti hay key 1 month ki learning kar key wo expert ban sakty hey,

                3. traders ki sab se bardi khush fehmi ye hay key without discipline ki trading key wo profitable trading karny me kamyab ho sakty hey.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

                  forex trading k business main jo new ambrs aty hain un ko darj zeel galat fahmiun ka shikar hoty hain.
                  1: forex aik boht he asan business hai.
                  2: forex main boht paisa hai
                  3: forex main hum boht jaldi ameer ho jaengy
                  4: forex main hu din rat main boht sari earning kar lengy
                  5: forex main bari lot k sath trading karny se hmain profit bhi zayda hoga.
                  6: forex ko sikhny ki zarortt nahi hai
                  yah sub he poins forex k bary main new mambers k mind main chal rahy hoty hain jub k wo join he esi liye hoty hain k forex main hum boht zyda earning kar k kamyab ho jaengy forex mai jo new mambers oty hain aty he wo lalach main parh jaty hain jin se un ko aty he loss hony lag jata hai tu aghr hum un ko ach trha se guide kaen tu wo kbhi bhi forex ko smjhy bagair nahi a skty q k jo forex ko guide karty hain yah forex k bary main kisi ko batay hain wo en ki lafzon se batay hain k foex main kam karny se boht paisa kamya ja skta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

                    New trailer frocks colab karne ki Bajaye apne aap ko bahut jyada Samaj samajhte hain aur vah sochte Hain Ki vah Khud Se FIR De Mein is tarike ka banaa Lenge Aur Raat Raat Raees Ho Jaenge Iske Sabse Badi vajah yah hai ki fabrics mae boys sale karna bahut Aisa Hai Mushkil yah hai ki trade co profit Mein close karna nutrient ki Chand galatfahmi yah Hai learning Nahin Karte apne aap ko smart samajhte Hain ab Bhar emotion Lekar Aate Hain ki vah bahut jald Apne capital ko dubla kar lenge new trailer learning ki Bajaye gambling ki taraf Jaate Hain aur is system daudte Hain Jiski vajah se vah September Se Apna Dukh Sahab theek Karva lete hain duty Dalali ki Bajaye account ko jald prapt karne ke liye I lost use karte hain aur account watch Karva lete hain Kuchh new Treasure galatfahmi Mein Rehkar single system bhi use karte hain aur lost Karvate Hain Ek capital Jo aur dusra Jisko signal ke liye payment Dete Hain aur Fresh Market Mein jyadatar newtrade Se galatfahmi Ka Shikar Hote rahte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

                      Assalam walekum doston umeed karta hun ki aap log khairiyat se Honge Forex forum 1 online business Hai Log ismein bahut zyada galatfahmi Paida kar lete hain bohet Sare log ismein lalach karte hain aur bahut se log Iske bare mein Jante nahin hai aur ismein apni investment kar Baithe Hain Jo new members hote hain vah Iske bare mein Ja Tu Jyada Jante Nahin Hai isiliye vah ismein investment karke bahut bada loss kar lete hain unhen Iske bare mein pahle knowledge Hasil kar leni chahie aur experience hasil ker Lena chahie Taki vah ismein Koi investment karne se pahle Soch Samajh Kar Apna Kam start Karen Taki unhen loss ka Samna Na Karna Pade. New members Forex ko ek bahut hi Halka business Le lete hain vah yah Bhul Jaate Hain Ki yah Puri Duniya Mein Chalaye Jaane wala business hai worldwide business hai agar unhen ismein Ek Bar profit ho gay to vo bahut risky Ban Jaate Hain . Seniors ki Baton per twajja Nahin dete senior ager guide Karta Hai unhen knowledge frahem karta hai to vah is per gor Nahin Karte aur vah kabhi bhi stop loss ka use Nahin karte THANKX

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X