false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

    ap ki baat theek hai hum false break out say bhe faiday lay sagtyhean us ko main explain kerti hoon jesay k ap h1 time main diekhty hian k gold nay aik support ya resistance ka false break out kia hia to pher us k bad aik time frame app oper jain H4 main diekhain gay to bin par candle bani ho gee jes ka matlab hai k market main stop loss hunting ki gain gea hai our abhe confirm sell ya buy hoo gee our app trade main enter ho k acha profit bna saghty ain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
      Ddear members ye jo false break out hotay hen insey faida liya jay ya phr achay analysis ka wait karen aor correct break out ka level dekhan zaroori hai kya ?
      Dear friend forex trading main humy bazdafa asy lagta ha k market ny support level ya resistance level ko break kar lea ha par same candle main he wapis aa jati ha jis sy wo support level ya resistance level break ni hota ha balky ye false break out hota ha is sy hum fayda utha sakty han par is baat ka khayal rakhna chae ha k hum proper money management or risk management sy trading kar sakeny gy forex trading main humy support level or resistance level pe humy both ahtiyat sy trading karni chae ha false break out sy behtar profit hasil kar sakty han agr humara knowledge or experience ziada ho to is ley humy ziada sy ziada behtar trading kar sakty han or maximum profit hasil kar sakty han forex trading main kamyab hona ha to apna knowledge or experience ziada sy ziada karna ho ga tab he kamyab hon gy
      • #18 Collapse

        Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

        False break out sy faida liya ja sakta hy ya nahi.
        Agr kisi ko ye 100 per cent yaqeen ho k market ka trend yehi rahy ga to phir wo loss mn qn jaye. Halan k koi bhi trader essa ni jo ye kehta ho k mn hmesha trade profit py hi close krta hon. Trade apko loss bhi deti or profit bhi. To false break out aata qn hy.
        Jab bhi log zyada buy ye sell start kr den ik huge investment ho jaye to market tezi sy mive krti jiska kisi ko mdaza ni hota to ye bigg boss bhi kr sajty. Yani k jab weekly support ya resistance ko bhi market break kry to apko smjh jana chahye k false break down hy market wapis position py aye gi mgr pta to hota ni k kab return hogi to boht mushkil hy is sy benefits lena. To jinki trade sai lag gayi to wo faida hi len gy.
        • #19 Collapse

          Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

          falsy breakout say faida aik sorat main he lia ja sakta hai jab bhi ap ka breakout galt ho jay tu tu uss ky pechy apni mistake ko tlash karain ya ager ap ki mistake nahi tu ap ko phir market main ju wrong move hoi hai tu uss ki reason tlash karni chaheay asa krny sy apka or ziada experience ziada ho ga aur dosri tarf say ager ap false breakout ka hal karna chahty hain ky ap ko false breakout say bach skain gay jab bhi koi signal ya ap ki strategy breakout day tu ap ko pehly retest ka wairt karna chahay aur jab market retest karny jay tu ap ko phir pending order use karna chahea es say ap ko 75% wrong breaokout say bacht ho jay gee aur ap ki ziada tar trade profit main he jay gee es lea ap ko forex main soch samhj kat trade karni chaheay phir he ap ko loss say nijaat mil sakti ha.
          • #20 Collapse

            Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

            liya ja sakta hay,dear forex markeet main jub false breakout hota hay to achay say achay traders bhi dhokha kha jatay hain jis say wo markeet main enter ho jatay hain laikin daikhnay main yeh aya hay k false breakout sirf entra day main he hota hay ya ziada tar friday ko closing day main hota hay is liye aisi situations main hamko markeet main enter honay k liye sab say ziada better hay k ham wait say kaam lain agar ham wait krna jantay hain to markeet hamaray hath main hay jis say ham iski har aik fake aur real moovemnt say har aik trade main acha faida hasil kr saktay hain aur agar ham wait nai kr saktay hain to ham har fake breakout say acha faida hasil nai kr saktay hain .
            • #21 Collapse

              Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

              False breakout.
              Dear members trading me breakout ko bahut ahmiyat hasil hoti hai, Jab ek market completely oversold ya over baat Ho Rahi hoti hai to wahan per hamen false breakouts milte Hain jo ki ki bazoqat faydemand hote Hain lekin agar aap ki judgement galat sabit ho jaati hai to aap ko nuksan bhi dete Hain kabhi bhi false breakout ki taraf trade nahin lagani. Hamesha market Ko mukammal judge Karen ki market mukammal oversold ya overbought Ho jaaye tab hi aap market mein apna trades place Karen aap ke liye market mein profit Lena mushkil ho jaega. Bahut se aise traders Rahe Jo breakout se bahut fayda le rahe hain lekin agar aap ko is mein profit lena hai to aapko judgement Karni ho gi ke breakout falsa ya right hai.
              Click image for larger version

Name:	rsz_false_breakout_pattern.png
Views:	11
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12323614
              • #22 Collapse

                Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                dear mere khyal say false breakout say faidy ki bjay hmain nuksan hota hai jab bhi app ka false breakout hota hai ap ko trade ko stop kar dena chahea aur uss ky bad dekhna ho ga ky ham ko kis wjaa ay asa hoa hai market kabhi galt movement nahi hoti ha wo jesy bhi movement hoti hai aik reason ya kisi bhi reason ki waja say move hoti ha es lea ap ko forex market main yeh knowledge aur expereicne sekhna ho ga ky market kyon hamra false breakout kar ky stop loss hit karti hai es ki bohut reaaos ho sakti hai aik tu news time ho sakta hai kyon ky news ky tiem say pehly ju bhi breakout ap ko consider nahi karna chahea aur dosra jab bhi market main slow movement ho rahi hai tu ap ko tab bhi breakout par trade nahin karni chahea phir he ap es say bach sakty hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: false break out se faida liya ja sakta ha ya nahe ?

                  G han bilkul false breakout se be faida leya ja sakta hay magar false breakout ko identify karny key ley learning aur trading ki practice ki zarorat hoti hay, app market me chart ko dake kar ye identify easily nahi kar sakty key market breakout false hay ya real hay, experience ko use kia jaye to possible hay key false breakout ko find out kar key es se faida leya ja saky, professional traders zeyda tar market key false ya true breakout ka hi wait kar key es se faida leny ki koshish karty hey aur es key ley bahot zeyda wait be karna zarori hota hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X