Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

    Traders trading Railway different style use karte hain kuch traders co scalping karna pasand hai scalping trading strategy Hai Jisme traders small prathana kar apni tradeco cut kar dete hain aur bahut se traders long term trading karte hain Iske Alawa kuch traders in short term trading day Karte Hain Har trader Apne experience ke hisab se trading karta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

      Har trader ki apni trading strategy hoti ha jis k teht woh trading karta ha, to sab se pehlay jab ham chart ko open kartay hain to market ko analyse kia jata ha, ab analyse main 2 trah ka hota ha jaisay
      == Fundamental analyses: yeh news ko follow kia jata ha k currency pair k hawalay se kis qisam ki news arahi hain os hawalay se woh chart ko analyse kartay hain
      == Technical analyses: yeh trading strategy jo ham different indicators lagatay hain os base pe market ko analyse kia jata ha ma market ma trend kia bnaay ga
      a. trading indicators
      b. pivot line
      c. support and resistance levels
      == money mangement: ap ko yeh dekhna hota k lot size kia rakhna, take profit aur stop loss kahan lagana ha yeh sab money management ma ata ha
      == greed se avoid karna aur emotion ko control ma rakhna etc
      agar yeh sab chezain hamaray zehn ma houn gi to ham forex trading ma ashi trading kar skatay hain aur asha profit earn kar saktay hain is lye market ma entry lenay se pehlay sab kuch dhekna padta ha
      • #18 Collapse

        Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

        Agar ap achy analysis kar rahy hai to kafi hai q k analysis me hi sab kuch ho jata hai yani market ki movement stop loss or take profit sab analysis me hi ajata hai.
        Is liye mery kheyal sy to agar ap k analysis achy hai or ap ko analysis sy faida ho raha hai to ap ko kuch or karny ki zroorat nahi hai. Is liye ap ko analysis achy karny chahiye.
        Analysis hi to sab kuch hai analysis ka matlab hai ap sab dekhy stop loss take profit movement sab is liye agar analysis theek hon gy to kisi or cheez ki zroorat nahi hai.
        • #19 Collapse

          Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

          Asalam o alikum dear ap ny bot achi bt discuss ki forex jasa k profitable hony k sath sath risky business b hy is liay is m sirf aik chez anylyses sy hi ham forex m agy ni bahrh skty forex m successful trader banny k liay hamy bot c chezon m expert banna zrori hota hy jasa k knowledge forex k mutaliq sb sy phly knowledge ka hona bot zrori hy jb tk hamy kisi kam k bary m hi ni pta hota to ham wo kam kasy easily kr skty han or phr forex m experience sb sy bari chez hy is k bagar kisi bi kam m ap successful ni ho skty ap ka experience hasil krna bot zrori hy or forex m best emotions ka hona b bot zrori hy agr ap apny emotions py qabo pa skty han lalich ni krty to b ap forex m successful hoty han
          • #20 Collapse

            Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

            achi trading ky lie serf analysis hi kaafi ni hoty but us trading ko acha sabet karny ky lie or us trading main kaamyaab hony ky lie or bhi kafi ci ashya hain jen ka insan ky pass hona zarori hy jen main sy jen main sy ayk chiz to yeh hy keh trading karny waly ky lie us ky pass achi ruqum ka hona zarori hy jes ko woh trading main invest kar ky us sy profet kma saky or is sy hut kar trading main kaamyaab hony ky lie insan ky pass forex markit ka nolig hona forex ka ilam hona zarori hy trading main kaamyabi ky lie raqam or forex ka ilam hony ky sath sath forex markit ky mukamal twor py qwanin sy waqfeyat ka hona zarori hy jub yeh sary chizin insanky pass hon gi to tub ja kar banda forex ky baqi analysis ko bhi istemal karty howy forex sy profet kma sakta hy
            • #21 Collapse

              Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

              Forex trading main acha profit earn kay liye aur kamyab trader banny kay liye sirf sirf aik analysis he kafi ni hota balky aur bhi boht say awamil hoty hain jin ko maddy nazar rakh kar trading karni parti hy jo achy results deti hay. Lot size ke selection bhi boht important role play karti kay aur account balance ka strong hona bhi acha profit kamany ka source hota hay.Trading karny kay liye strong signals dhond kar entry lena aur trend ky change hony kay sath he market say exit lena ye sary awamil hain jo kay achi trading kay liye helpful sabit hoty hain. Different indicators ka istemal kar kay market kay utar charhao ko judge karna aur price predication assume karna ye sab cheezen zaruri hain.
              • #22 Collapse

                Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                Sab logo ko analysis ke sath sath signal scooby follow Karde trading Karni chahiye bas Aise logon ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit Hassan kar sakte hain Hum Log signals ko follow karke trading Karte Hain
                Removed by Moderator.
                • #23 Collapse

                  Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                  Jo traders Aisa Karte Hain ke Pahale Apne seniour say say trading co learn karte hain aur Baad Hi main unhi sinus ke sath competition karne lag Jate Hain Aise is junior traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka hi Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge isliye Apne seniors aur teachers ko respect den
                  • #24 Collapse

                    Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                    Assalam o alaikum dear forum members.Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading business mai market kay analysis kertay rehna bohat zaroori hota hai magar sirf yehi kaafi bhi nahi hota hai.Forex trading business mai market analysis,market trends daikhna,market charts pay nazar rakhna,trading kay related news or big contracts kay saath saath international politics pay bhi nazar rakhna parti hai kiyu kay inn sub ka direct asar international trading markets pay zaroor parta hai kiyu kay inn mai say koi bhi baat abnormal ho jaey to sarmaya kaar ghair yaqeeni ka shikaar ho jatey hain or apna sarmaaya mehfooz kertay hai jiss ki wajah say markets mai sell barh jaati hain or economy ka rule hai kay jis chhez ki tarseel barh jaey uss ki qeemat kamm ho jaati hai.Yehi wajah hai kay her cheez ko zehan mai rakh kay trading kerni chaiye tab he achi trading ki jaa sakti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                      Asslam o Alekum dear ek ahi trading ke liye bilkul bhi zaroori nahi ke sirf ek analysis kro achi and aapko trading mein profit miljayega esa kabhi nahi hota trading mein achi analysis tab hi aati hai jab aap forex ki learning achi karte ho and market ko wathc karte ho ke kia rates hain market analysis mein strategies setup ki jaati hain ke jese ke konse indicators use honge konsi candlestick pattern chart use hoga stop loss aur take profit lagana hai ya nahi lot size manage price action risk management in sab ko particular manner mein manage karke rakhna parhta hai tab jaa ke hum log ek achi trade lagate hain jis se hum logo ko trading mein profit mil sakta hai umeed hai points se sehmat honge aap agar kuch mistake to apna idea review share karyega.
                      • #26 Collapse

                        Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                        dear friend trading kay liye analysis boht zarori hain. analysis kay baghair trader ko market ki direction ka koe idea nahi milta. que kay analysis hi wo trick hotay hain jis say trader ko idea hota hay kay market long term kis side per move kernay wali hay aur short time kay liye kahan tak move kernay wali hay. lakin jab trader ko yeah idea ho jaye kay market ki direction kia hay to us kay liye trader kay pas aik achi trading strategy honi chahye jo kay trader ko entry aur exit point bata dy. ta kay trader sahi time per us trade main enter ho sakay. is liye trading kay liye trading analysis aur trading strategy boht zarori hoti hay.
                        • #27 Collapse

                          Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                          Forex trading business mein achi trading karne k liye aur profitable trade open karne k liye sab Batoon ka kahyal rakhna hota hy in mein technical analysis bhi zaroori hy aur fundamental analysis bhi karna zaroori hy technical analysis mein hum chart ko dekh kar market ka analysis kartay han aur market ko samjhne ki koshish kartay han aur fundamental is liye zaroori hy k is mein hum news ko dekh kar market ko samjhne ki koshish kartay han aur is traha hum market ko samjh saktay han aur technical analysis aur fundamental analysis Karna zaroori hy tab hi hum market ko samjh saktay han k market kis tarf move kar sakti hy aur market ki movement kitni ho gi new trader k liye ye bhi zaroori hy k wo market ka analysis karna lazmi sekhna cahaiye analysis kar k hi hum market ko samjh saktay han aur profitable trading kar k profit earn kar saktay han aur is k elawa hum ko ye bhi dekhna cahaiye k hum ko emotional ho kar trading nhi karni cahaiye greed nhi karna cahaiye aur jald bazi nhi karni cahaiye tab hi hum profitable trading kar saktay han aur forex trading business se kaamyaab ho saktay han aur profit earn kar saktay han
                          • #28 Collapse

                            Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                            forex mai kam karny ky liye hamy siraf analysis py depend nahi karna chahey forex aik online business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik real business hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                              ache trade ky liye analysis kaffe nahi hoty hamy acha knowledge or experience hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke tarhe nahi hain kuch log forex ko fake kahty hain lakin yai aik real business hain hum is pair or currency py trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum forex ko apna life time career be bana sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

                                Ji bhai an ap nay bohat hi achi bat poochi hay achi trading kay liay siraf analysis hi kafi nahen han bal k aor bhi kafi chezan hoti han jin ko follow karna achi trading kay liay hona zarori hay sab say pehlay to achi trading kay liay trading ki achi learning zarori hay aor acha knowledge hona zarori hay agar acha knowledge aor learning hoga to tab hi analysis kiay ja saktay an is kay bad sab say pehlay market ki movement ko dekhna zarori hay market kay up down kay hisab say trade open karni chaihay agar market ki movement achi trading kay liay sazgar nahen hay to behtar yahi hay k trade na lagai jay is kay bad apnay account ko manege karna bhi zarori hay risk ko remove karna bhi zarori hay mistakes ko door karna bhi achi trading kay liay lazmi hay munasab investment bhi achi trading kay liay zarori hay analysis bhi zarori han qun k achi trading kay osolon main say aik osol analysis bhi hay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X