Jaiza: Forex trading ki basics.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading ki basics.
    Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein

    3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

    Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
    Last edited by ; 13-07-2018, 02:00 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    FOREX TRADING KAY BASICS


    Forex market ke dunia mein sb log investment krte hein aur kuch ko fiada hota he aur kuch ko loss ho jata he to mein yeh kahon ge keh jo bhe trader forex trading mein join krta he aur forex trading business mein kamaybe hasil krna chahta he us ke lie lazme hota he keh woh forex trading market ke sb basics ko ache trah se smjhe aur trader ko forex market mein jo bhe trading ke sessions hien un ke information ho aur trader ko market mein base currency aur trading ke pairs jo major hein aur jo minor hein in ke sahih information trader ko phle se hone chahe aur trader ko market mein lots ka istemal krna ana chahe aur trader ko ache trah se money management aur risk management krna ata ho aur trader trading mein experience se work krein aur trading mein mistakes kabhe na krein to phr trader ko trading mein ache earning ho ge jb trader forex market ke sb basics ko smjh kr apne trading kre ga.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
      Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein 3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

      Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
      forex trading aik bohat he zabardst business ahi is miain dunya bhar sy traders kam kr rahay hain ye aik world wide business hai is main bohat sy currency pairs or commodities pai trading ki jati hai is main agar traders hard working krain to wo bohat profit bna skty hain or traders successful bhi ho skty hain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
        Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein 3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

        Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
        Forex trading k basics k varay main ham pak firex fotum main kafi kuch seekh skty hain pak forex forum paiyrading k baray main sari knowledge mojood hai or new traders trading k baray main sari knowldge lai skty hain or jo tradets forex trading ki basics ko seekh laity hain us k liye trading krna bohat asan ho jata hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
          Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein 3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

          Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
          assalamu alaikum bhai agar aap Forex trading ke related basics ya advanced question Chahte Hain To aapko internet par Forex Ltd books nahi Jayenge PDF files Ki Surat mein aur YouTube par bahut Sare Aise video channels jo aapko bahut jyada information from karte hain aur waise bhi Forex form par aapko bahut knowledge Hota Hai
          • #6 Collapse

            Forex melaglow working karne ke liye aapke paas uska basic rules all information ka hona lazmi hai Jitna Jyada aapke paas information of Divyansh maximum earning kar sakte hain
            • #7 Collapse

              agar humary pass forex trading kay bary main knowledge ho ga to hum market main bohat achi earning kar sakty hay kuch basic cheezain main bhi aap say share karta hun
              Forex trading main kis cheez ka lain daina hota hay ye baat har new trader kay mind main ati hay asal main forex trading main currencies ka lain dain hota hay esmain haqeeqat main currencies ka wasta nahi hota es lye hum confusion ka shikar hoty hay asala main es business ko e-currency ko use karty huway run kea jata hay
              Trading hamesha pairs ki surat main hoti hay en pairs ki munkhatalif kisam ki division ki gai hay aur es division main major pairs cross pairs Exotic shamil hay
              Forex market bohat badi hay esmain sab zy ziada trading USD par hoti hay
              Forex market kay differnet kisam kay session hay har session kay apny apny timing hay
              Hum esmain indicators ki different kisam ki setting ko use karty huway different kisam ki stragies built kar sakty hay
              • #8 Collapse

                achi earning k leay Forex min knowledge hoan buaht he zarori hain , app app ko Forex main knowlage hai tu phr he app Forex main ke achi trading karn k acha profit earn kar sakta hain, Forex main hum mostly jo trading hain wo hum currency main he karta hain js currency main app trading karta han os ka knowledge hona buath he zarori hain
                • #9 Collapse

                  Popular base currency aur quote currency ki movement average market session me hi agar analysis kia jaye to per day hamy har session me esi currency ki movement ka andaza ho sakta hay jes ki waja se trading bahot hi zeyda easy ho sakti hay, agar ham USD currency ki market movement ka jaiza different market session me len gey to ham andaza ho jaye ga key USD New York session ya London session me kes average se move karta hay es ki waja se USD jes pair me be base ya quote currency ho gi esy all pairs me hamy profit ho saky ga.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                    Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein

                    3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

                    Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
                    Aapko Forex ke basic knowledge ke concept aap ko pata hona chahiye Sambhal Threads ka kya maqsad banane ka kya hota hai isme aap apna motive discuss kar sakte hai trailer ko achhe se samajh Na Hota Hai Kya piya se information Kaise generate kar sakte hain jaise Jaise aap ke paas information Aarti Jayegi aap ko Samaj Ne ke liye knowledge increase Hota Jayega
                    • #11 Collapse

                      Yaha par Forex my working karne ke liye Jiske basic rules and regulation ka aapko Pata Ho Itna Jyada aap ke paas uski basic rules and regulations information Hogi aapki skills Mein Kitne Bhi Jyada acche se main ho jayegi strong level ka kaam kar sakte hain iss pe kabhi aap ko nuksaan nahi ho sakta hai Jaise aap market Jayenge Idea nikalta Jayega
                      • #12 Collapse

                        Assalamualaikum Maher aapne bilkul thik baat ki hai agar Hum Log forex market Mein achha Bura banana Chahte Hain Hum logo ko Jyada Se Jyada mahnat karna chahiye aur hum log Mujhe Apni Yaadon Mein Na Karenge Hum Logo Ko Itna hi Milega isliye Hum logo ko Jyada Se Jyada mahnat karnaAssal
                        • #13 Collapse

                          forex trading main trading k liye hum internation currency par trading karty hain or es main hmain currency se wasta bilawasta nahi parhta hai hum es trading se paisy ka lain den karty hain jesy k trading k liye hmain sub se basic yahi information honi chahye k hum ny es main trading karni kesy hai or sko judge kesy karna hai jesa k aik misal k sath share karata hun.
                          jub aik country kisis dosri country se kuj buing karti hai tu wo boht bari amount main hoti hai es trah jo cuntry os se buy karti hai tu wo osko es molk ki councy k sath deti hai es trah forex trading main paisun ka lain den hota hai or forex ny yah aik aysa method ayjad kiya hai k es k liye hmain kisis or miolk main tijart karny nahi jana parhta hai hum gher bethy he es main apni tijart kar skty hain
                          • #14 Collapse

                            The currency exchange rate is the rate at which one currency can be exchanged for another. It is always quoted in pairs like the EUR/USD (the Euro and the US Dollar). ... If the exchange rate rises, you will sell the Euros back, making a profit. Please keep in mind that forex trading involves a high risk of loss.
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

                              ap ne ashi information share ki ha, forex aik best online business ha jo all over the World kia jata ha, market 24 hours open rehti ha is lye yeh aik zabardast business ha, to forex ma kamyabi k lye sab se pehlay to is k complete knowledge hona chaye
                              Baics Aspects of forex trading:
                              a.Currencies pairs: is ki mukamal knowledge hona chaye k currency pairs kia ha,
                              b. Sessions: Asia Session, UK, American Session
                              c. Trading strategy: apni trading strategy honi chaye jis k teht trading hoti ha
                              d. Indicators: moving average, parabolic sar, stochestic
                              e. Trading skills: greed se avoid, emotion pe control, courage, proper time
                              f. Use of meta trader functions. meta traders k function ka ilm hona chaye
                              g. Support and resistance:
                              i. Candlestick chart
                              to in sab chezon ka ilm hona boaht zaruri ha is k baghair ham forex ma kamyab ni ho sakta ha,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X