Jaiza: Forex trading ki basics.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

    Forex market main basic main app nay wrong bateaya hai us main total 4 sessions hain us main ye din main open pakistani time k mutabik raat 2 say next raat 2 tak open rhety hain us main hum trade kerty hain our pher us main humean acha profit jab jo session open ho us k pairs main trade kreian gay to pher he us main app ko acha profit hoo ga
    jesay k phelay Sydney session open hota hai us main main app AUD k pairs ko trade karein pher Japanies open hota hai us main app JPY pairs ko trade karen gay to pher he us main profit our move ache milay gee ye to Asian session hain
    Next session London ka hai us main app EUR GBP ko trade karien gay to pher he us main app ko acha move or profit app ko technical ki base k oper ho ga us k bad last session USA ka hai us main ap sb pairs ko trade ker sagty hain but khas toor pay USD ko trade karein gay to pher he us main app ko ache move milay geeour ache earning ho gee
    baki market 24 hours k leay monday say friday tak open hoti hai app kisi bhe time trade ker sagty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

      forex mai trading karne hain to hamy trading ke basics ko note karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar kar mahnet sy kam karna chahey hamy apny ander ky lalch ko or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar kam karty haik cote mistake kar dy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi balm nahi hota
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

        bhai ap ny boht achi information hmari stah shre ki hai jis se hmain forex ki basics k bary main malomat faraham ki hai es liye main apka shukar guzar hun k ap ny information hmary sath ki hai forex trading ka busines aik aysa business hai jo k hum gher be5thy he boht fastly system k sath eraning akr skty hain es liye hmain es business se faida othna chahye q k jub hum faida othaty hain tab he es bsuiness se hmain kuj milta hai q k es main duniya bhar k log trading kar k eraning kar rahy hain or apki eraning ki possobilitoes tab he hti hai jub ap es business k basics ko smjhty hun or ap ko es bsuiness ka kowledge bhi ho q k jub apko knowledge hoga tab he ap es business ko bahtr tariky se kar skty hain es liye es i leraning par fovcus rakhen ta k hmain acha profit milny k cajnces hun or hum loss se bach skaen
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
          Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein

          3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

          Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha Pakistan forex Forum best plate form ha jis sy humy knowledge hasil kar sakty han or senior ka experience hasil kar sakty han Pakistan forex Forum aik best opportunity data ha k hum log ache post or new thread post kar k new aany waly friends ko maximum knowledge da sakty han q jab tak hum log forex trading main seekty ni Han tab tak hum log sahe earning ni Kar sakty han is ley sab sy pehly ache tahra learning karny us k baad real account main trading karny ta k ap ko loss na ho or ap easily successful hon
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
            Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein

            3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

            Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
            Assalamu alaikum bhai jaan Apne Kafi acchi baat ko start Kiya Hai Hum Sab logon ko chahiye ke pahle Hum Forex trading ki basic knowledge ko zaroor Hasil kar le Jisme Hamein Maloom Hona chahie ke market ki movement ki Fashion mein aur kis time par Hoti Hai Hamein Pata hona chahiye Ke Hum Agar Kisi currency pair par trade kar rahe hain to wa kaun kaun se Mulk ki currency hai aur in Sab cheezo ke bad trade Lagane se pahle Hamein ya Baat zarur understand kar leni chahi ke hamara lot size Hamare capital ke mutabik ho Agar Apke Pas $200 hai tu sirf aap ko $100 ke lot size par hi tradeco open karna hai aur Baki hundred ko apne liye side par Rakhna hai agar aapko loss ho jata hai to use $100 se aap use recover kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
              Forex market duniya mein sab se bari investment market ha. Is ka trading volume $5 trillion dollars ha. Forex market 24 hours open rehti ha, aur Friday se Sunday tak close rehti ha. Forex market mein

              3 sessions hotay hain, Asian Session, European Session aur American Session. Currencies Pairs ki form mein hoti hain, jin mein se aik Base Currency jab kay dusri Quote Currency hoti ha, e.g Eur/Usd mein Euro base jab kay dollar quote currency ha. Currencies ko LOT mein trade kiya jata ha. Aik micro lot currency ka 1,000 unit hota ha.

              Next threads mein step by step forex kay tammam concepts ko discuss kiya jaye ga. Small threads ka maqsad yahi ha kay new traders ko achay se samajh aa sakay.
              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main tohra tohra kar k hum seek sakty han jab k humary pass basic knowledge hona both zarori ha forex trading duniya ka best online business ha is waqat forex trading market 5 trillion dollars sy bahr chuki ha or forex market week main 5 days or 24 hours chalti ha is main hum kisi bi waqat kar sakty han or jab dil kary rest kar sakty han
              Forex trading main sab sy ziada zarori humara knowledge or experience ha jtni hum mehnat karny gy forex market ko seekeny gy or samjeny gy to utna he ache trading kar sakeny gy or behtar trading kar sakeny gy is ley humy proper analysis karny seekeny chae han or ache sy ache trading kar k kamyab hona chae ha
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

                Ji han dear Forex trading ki basic: karna Mujhse Rooth Gaya jab tak aap ko Forex trading ki basic ke bare mein acchi Tarah na batao to aap forex market Mein trading nahin kar sakte isliye sabse pahle basic per focus Karen aur basic trading learn karne ke bad basic trading Mein demo account bhi a jata hai jismein aapko practice Kar Na Hoti Hai jitni acchi aap demo kaun se Pata Karenge utna hi aapko accha result live account mein Milega To isliye sabse pahle demo account mein acchi practis Karen Jyada Se Jyada practis Karen jisse aapko Achcha profit Hasil ho sake aur acchi Nahin aap kar sake
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

                  Forex trading business mai traders ko sub say pehlay basic knowledge gain kerna chaiye. Forex kay basic knowledge mai forex aur forex trading ka introduction aur iss kay barey mai ziada say ziada jaanna shamil hota hai. Instaforex aur pak forex forum mill kay iss barey mai bohat acha kaam ker rahey hain aur traders aur new comers dono kay liye he bohat ziada asaani paida ker rahey hain. Instaforex aik broker company hai jisay securities company bhi kaha jaa sakta hai. Instaforex spread ki soorat mai commission lay kay humain online trading ka moqa faraham kerti hai aur online trading ki access say lay kay deposit aur withdraw ko mange kernay mai humain aik client cabinet ki soorat mai back office provide kerti hai. Instaforex aur forex trading dono ka he basic knowledge zarur haasil kerna chaiye
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

                    Aapko frocks basic knowledge aur contact aapko Pata Hona chahie ki Sambhal trades ka kya maqsad banaen kya hota hai ismein aap apna motive discuss kar sakte hain trailer ko acche se samajh raha hota hai kya piya se information Kaise Guntur kar sakte hain Jaisa Jaisa aap Ke Paar information Aarti Jayegi aapko samajh Nahin Ki urology connect Hota Jaega Kyunki knowledge Ek aisa dala hai Jiske Sath aap sari trading kar sakte hain Agar aapke pass Forex trading ka Achcha knowledge or experience hai to Wapas Jarur Kamyab ho sakte hain aur aap acchi earning bhi kar sakte hain Kyunki Jab Koi naya Banda Aakar Forex trading group join karta hai to uske liye kamyabi bhi Yahi Hoti Hai vah Pahle Apne knowledge per focus Karta Hai FIR experience per Karta Hai Tabhi vah is per Kamyab hota hai Aaram haram Ho Jaate Hain Ki vah itni jaldi Kamyab Ho Gaya to kamyabi Ka Raaz Yahi hota hai ki vah pahle aate hi Apne knowledge or experience per focus karta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

                      Assalamu Alaikum dear friend forex market Ki Duniya Mein sab log investment karte hain aur kuchh ko fayda hota hai aur kuchh close Ho Jata Hai To Main yah kahunga Ke Jo Bhi trader Forex mein join karte hain aur Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain uske liye Lal bhi hota hai ki vah Forex trading market ke sab basic ko acchi Tarah Se samjhi aur trader ko forex market Mein Jo Bhi trading ke session Hai Unki information ho aur trader ko market Mein Base currency aur trading ke pair jo maujud hai jo Myna hai inke Sahi trader ko market Mein lots Ka istemal Karna Aana chahie aur trader ko acchi Tarah Se money management or risk management karna aata ho aur trader trading mein experience Sevak Karen aur trading Mein mistakes Kabhi Na karen to Fir trader ko trading Mein acchi earning Hogi Jab trader forex market ka sab basics ko Samajh Kar Apne trading Karega to vah bahut Thi Kamyab Hoga aur successful ho jaega jisse vah bahut profit Hasil Karega Forex Ek bahut hi Achcha business hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

                        Member Forex trading international level trading aur Iske basic points learning knowledge gain karna analysis karna aur analysis knowledge ka use karte hue experience gain karna hai secondly aapko international level Ke currency rate crude oil rate up down movement graphic motion Sab ke bare mein pata Hona chahie Taki aap ek quality trading kar sake agar aap ine cheezo se Dur Rahenge aur knowledge hasil Nahin Karenge analysis Nahin Karenge to aap trading mein bahut bada nuksan kar sakte hain tu Ya basic point Hai knowledge analysis planning strategy experience and then acchi trading
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ki basics.

                          Market sessions se related information basic learning hi hay traders ko market sessions se related har cheez ki information hona zarori hoti hay, apni country key timing zone key mutabeq har market session key open aur close hony ki timing information traders ko honi chaye, es me koi shak nahi Forex market me 5 trillion key volume se trading hoti hay aur es waja se hamary ley Forex business profitable ban jata hay, jes market me 5 trillion ki trading hoti ho esy me unlimited profit earn karna koi namumken bat nahi magar es key ley be mehnat ki zarorat es ley zarori hoti hay key market ko samjy baghir ham es profitable market se asani se profit earn nahi kar sakty.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X