Kiya ap ziyada tar USD based pairs mai trading karte ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya ap ziyada tar USD based pairs mai trading karte ho?
    USD based pairs mai trading karna easy be hota hai aor valuable be q k ye ik international level ki currency hai jeska impact all over the world par hota hai lehaza ziyada tar log aksar usd based pairs ko trading k leye target karte hai aor esi mai he apne trades lagate hai apka kya opinion hai es bare mai please share zaror kare
    Last edited by ; 13-07-2018, 02:01 PM.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    USD based trading karna kafe mushkil be aor valuable be hote hai Dollors ziyada tar forex market Mai buy aor sell hota hai lehaza ye bat teek hai k ko be used based trading karta hai oski profitability ratio others k mila ke Mai ziyada hota hai par ahtyat kare esko loss be kafe ziyada hoti hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      USD based pairs mai trading karna easy be hota hai aor valuable be q k ye ik international level ki currency hai jeska impact all over the world par hota hai lehaza ziyada tar log aksar usd based pairs ko trading k leye target karte hai aor esi mai he apne trades lagate hai apka kya opinion hai es bare mai please share zaror kare
      Ji Bhai mein jyada tar USD wale fares in a trading karta hoon Kyunki Jab Hum USD wale trade Mein pair Mein trading karte hain toh Hamare liye Jyada analysis nahi karne padte Hame sirf USD Pe Hai Nazar Rakhna padta hai aur usse Hum Apne analysis bana sakte hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        USD based pairs mai trading karna easy be hota hai aor valuable be q k ye ik international level ki currency hai jeska impact all over the world par hota hai lehaza ziyada tar log aksar usd based pairs ko trading k leye target karte hai aor esi mai he apne trades lagate hai apka kya opinion hai es bare mai please share zaror kare
        mere khayal main usd based currencies ya commoditeis pai trade krna asan hota hai q k us main hamain sirf us dollar k he analysis kr k trade krni hoti hai jis sy hamain ziada struggle nahi krna prta or ham asani sy apny anaylysis kr kr trade kr skty hain
        • #5 Collapse

          USD BASED PAIRS MEIN TRADING

          Dear forex trading mein jo bhe business hota he woh sb USD based pr he hote he kion keh USD currency world ke important currency smjhe jate he aur es USD ke waja se market mein up down hota he aur jb USD ka rate up hota he to baqe world ke dosre currencies down hona shoro ho jate hien es lie traders hmesha USD based trading krte hien aur USD pair ke updates ko follow krte hein aur USD ke effect jo dosry currencies ke pair hein un pr prte hien to trader ko market mein kse bhe pair pr sell ya buy krna ka sahih pta chlta he to yeh waja hote he jes ke waja se hm apne trading mein major pairs ko tarjeeh dete hien aur jo major pairs hien woh eurusd, gbpusd , usdjpy , audusd waghara yeh pair USD based mein ate hien aur in mein trading kr ke hmein acha profit hasil krna asan hota he jb hm USD ke impact ko smjhte howe in pairs mein apne trades lagate hien.
          • #6 Collapse

            Kuch Log Yahan Par Rojo St paer Mein Zyada working Karte Hai Jiski wajah se unko nuksaan bhi ho sakta hai aur Unka cow safe mode maybe working kar sakta hai isliye accha kaam kare
             
            • #7 Collapse

              g han zada tar new trader dollar me trading kartay hain is kuch reason yeh hain
              us dollars aik sub se big currency ha is ka market par sub se zada asar hota ha
              usd ki sub se zada news event ati hain
              usd dollars ki zada tar news event ki forecast bohat zada accurate ati ha
              jub usd ki news event ati ha to os wakt market me bohat zada vloatility b ati ha jis se profit bohat jald mil jata ha
              usd walay pair me technical anaysis bohat zada accurate hotay hain or har expert ki dollars walay pair kay baray me forxast b asani se mil jati hain
              is liey usd walay pair me sub se zada trading hoti ha
              jis me eurusd pehlay no par ha
              • #8 Collapse

                Buhat say loog kaam krny k.lye yahan pr isd pair may invest krty han is say kaam.karnay k lye buhat zayda help.laty hanange karna buhat he zayd a yahan pruahkil.nahi hota sab kaam mange kr k.haam auchy say kr skty han is may haam kaam kr k dikhaye
                 
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  USD based pairs mai trading karna easy be hota hai aor valuable be q k ye ik international level ki currency hai jeska impact all over the world par hota hai lehaza ziyada tar log aksar usd based pairs ko trading k leye target karte hai aor esi mai he apne trades lagate hai apka kya opinion hai es bare mai please share zaror kare
                  Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky him logo ma sy Zayda log kis cheez cheese ma trading krty ha

                  us dollars bhri currency ha is ka market par sub se zada asar hota ha usd ki sub se zada news event ati hain usd dollars ki zada tar news event ki forecast bohat zada accurate ati ha jub usd ki news event ati ha to os wakt market me bohat zada vloatility b ati ha jis se profit bohat jald mil jata ha usd walay pair me technical anaysis bohat zada accurate hotay hain or har expert ki dollars walay pair kay baray me forxast b asani se mil jati hain is liey usd walay pair me sub se zada trading hoti ha
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    dear mery khayal me app ka matlab hay key jes pair me USD currency base currency ho us me trading karna behtar hay ya overall major currency pairs me, me samjta hon key key USD currency agar base currency ho ya quote currency jes ko ham (major currency pairs be kehty hey) me trading ki jaye to market me pips ki fast movement ki waja se ham other currency pairs se zeyda earning kar sakty hey, major currencies me EUR/USD, USD/JPY, GBP/USD jesy popular currency pairs hey es me USD currency base currency be hay aur koch pairs me USD quote currency be, trading karty time es bat ka khayal rahy key agar app ne trade EUR/USD currency me open kia hay to app ko koshish karni chay key other koi be trade me USD currency base currency (USD/JPY) me nahi hona chaye.
                    • #11 Collapse

                      trdn ko yahan say findkarna koi mushkil kaam nnahi ah ap yahan say long time lye working kar k sab ko yahan say khush rakh skty han or is say ap ki worokin karnay ki skill b daily base par increase ho skti ha or ap ko kafi zyda illam ho skta ha yahan say
                      • #12 Collapse

                        dear forex membrs pairs ma to sab he trade karna like karty hy and us ma bhi preference un pairs ko dee jati hy jo ky usd based hoon ais ki kaee wajoohat hoti hy ais to intenational reserves sary usd based hy and ais tarah usd ki value sy koi inkaar nahien ker sakta aisi tara usd ky up and down yani usd ky strong and week hony ka asaar bhi sari dunya pay parta hy and usd news sy app easily analysis ker sakty hy ky ab market movement kiya ho ge yani next trend ka pata laga ja sakta hy and usd base pairs ki market movement bhi fast hoti hy jis ma trade lagnay interested hota hy aisi tarha slow movement pairs ki trade ko kam log pasand karty hy
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                          USD based pairs mai trading karna easy be hota hai aor valuable be q k ye ik international level ki currency hai jeska impact all over the world par hota hai lehaza ziyada tar log aksar usd based pairs ko trading k leye target karte hai aor esi mai he apne trades lagate hai apka kya opinion hai es bare mai please share zaror kare

                          Bilkul ap ki bat drust hy usd pairs par to trading karni hi chahiye ye waqi international base currencys hain aur ye trading k liye best pairs hain usd pairs ek acha trader usd base par hi trading karta hy aur dusry pairs par bhi lekin usy malom hota hy k usd pairs kiya dete hain aur dusry pairs ka kiya kam hy
                          :1f63b:​BE HAPPY
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya ap ziyada tar USD based pairs mai trading karte ho?

                            Forex trading kay liye new trader ko zayada ter major pairs per hi trading kerni chahye. que kay is ka kafi saray fiday hain. aik to yeah pair move zayada kertay hain jis say trader ki trade ka result jaldi samnay a jata hay aur dosra in tamam pairs per spread kam hota hay jis say wo trade jald positive ho jati hay. spread wo commission hota ha jo trader ki trade say broker ko jata hay. ager spread zayada ho ga to trade kay zayada pip loss main open hon gay. jis say trade lagatay hi loss zayada show hota hay. is liye hamesha major pairs say hi shoro kerna chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya ap ziyada tar USD based pairs mai trading karte ho?

                              Bahut Sare log USD pair Mein Hi trading karte hain isliye Hum Sab logo ko is pair Mein trading Karni chahiye jitni Jyada Hum Log is pair Mein trading Karte Hain Hum logo ko is ka fayda hota hai isliye Hum Sab logo ko is he pair Mein training karte rehna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X