Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Pakistan ek bht khubsurat mulk hai or sabse zyada Naran Kaghan ke safr mn maza ata hai ye sab hai to thora khatrnak lekin jo mza in cities ka hai wo or kahiin b nai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      assalamu alaikum bhai jaanHume Toh Apna Punjab ka bahut accha Safar Lagta Hai Jab Hum Karachi se Jaate Hain toh Aksar Hum train mein Safar karte hain toh train ka safar bahut accha Hota Hai Raste Mein bahut sari enjoy bhi hoti hai ok Bangaram se jata hai aur Hawa Thandi lagti hai bahut bahut maza aata haiJab Hum Punjab Jate Hain toh bahut Jabardast Hamari enjoy hoti haiBas Itna Dil Karta Hai Ke Banda Wapas Nahi Hai Wahan Punjab mein rahe
      • #18 Collapse

        northern areas ka safar sub ko pasand hai mujy bht northern areas ka safar pasan hai specially chitral aor skardu la safar mujy bahot he pasand hai ma chahta hun ky ma pakistan ka kona kona ghommon aor har area ki visiting place ko dekhon ALLAH hmen har jaga ki sair krvay ameen
        • #19 Collapse

          Mujy lahore city ix lye pasand hai qk ye pakistan ka best city hai har lehaz s ye ek symbol hai pakistan ka. Mera sab say ziyda passandeda safar lahore city ka tha. Bohat e clean or beautiful city hai. Lahore ek esa city hai pakistan ka jahn jany k bad mera dil wapis anay ka ni kar rha tha bht e zabardast city hai visiting k lehaz say or udr mein bohat travel kia hai.
          • #20 Collapse

            G beshak pakistan aik khobsurat country hai or isky sb cities b MASHAALLAH bht piyari hain, lekin mjy sb se maza ata ha murree ka sfr kr k, dil krta ha k har holidays main m murree jaoun q k murree jany k rasty m kafi cheezy ati hain jesy k kalarkahar k pahar, uski gofa, or muree m enterance k barfani pahar bht achy lgty hai.
            • #21 Collapse

              Lahore sair o tafree ke liea ek bhot achi or khubsurat jaga he no doubt.
              • #22 Collapse

                Mostly maine pakistan ki boht c jagho pe sfar kiya hai..mjhy muree,abbotabad,naran,kaghan k sfar me bht mza aya..wahan ki greenry,oonchy oonchy pahar,mosam,ab kuch itna dilkush hota hai k wahan se wapis any ka dil hi nai krta.murree me jb brafbari hoti hai to wo mnzar nehayat hi dilkush hota hai.ap log b gye hon ge yakenan..
                • #23 Collapse

                  Ma ne Karachi Lahore Islamabad in cities ka safar kia ha or kafi dfa kia ha family ka sath ne or frnds k sath ne bht hi mza ata ha sab se ziada mza tak aya tha jab ma meapne frnds k sath sfr kia tha bht enjoy kia tha
                  • #24 Collapse

                    Asslamo alikum friends ! pakistan ko Allah ny har ik doolat sy nwaza h pakistan . har iq insan ki apni interest htii h jsa kh sekspere ny khaa tha kh THERE IS NOTHING EITHER GOOD OR BAD BUT THINKING MAKES IT SO . agr iss role ko dekhin to mujhy lahore ka safar sub sy acha guzra h lahore phnch kr bht sy sihat afza maqamat dekhy khasoosan wahga barder dekh k bht kushi hvi thi
                    • #25 Collapse

                      Karachi ka sfar or es k elawa mree kagan or gilgit en jagon ka sfar zyada acha lgta ha Allah pak ki Qudrat k manzar jaga jaga daykny ko milty hin or insan boht skoon mahsoos krta ha
                      • #26 Collapse

                        Mohtaram Aziz doston,
                        Wese to me khud Karachi ka rehne wala hun lekin mjhe travelling ka bht shok hy or pakistan ka hr sheher hi apne ap me ek khususiat rkhta hy or mjhe ab tk sb se zyada maza karachi se lahore ke safar me aya tha jo me doston ke sath gaya tha apne
                        • #27 Collapse

                          Mujhy lahore bhot he zeyada pasand hy us me injoy karny k bhot zeyada mqam hy wha bho khobsorat jgha ase hin jaha admi zeyada lotaf andiz hota hy
                          • #28 Collapse

                            Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ammad745 پيغام ديکھيے
                            Mohtaram Aziz doston,
                            Wese to me khud Karachi ka rehne wala hun lekin mjhe travelling ka bht shok hy or pakistan ka hr sheher hi apne ap me ek khususiat rkhta hy or mjhe ab tk sb se zyada maza karachi se lahore ke safar me aya tha jo me doston ke sath gaya tha apne
                            Dear ap nay jo lahore tak ka safar karachi se kiya tha woh tu acha ho ga lekin mai ap ko suggest karo ga ap mountain sides pay jain ap ko woh safar nahi bholay ga like muree, balakot,swat etc bhout achi jaga hai yeh ap zaror visit kejey ga.
                            • #29 Collapse

                              Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                              Pakistan ma Mara favorite safar Jo ha vo Lahore city ka ha yaha ma bohat enjoy karti hu ya safar Mara liya bohat zayada khas ha yaha par Mara liya bohat zayada tarikhi mukamat ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
                                Dear Friends


                                No Doubt, Pakistan ik bhout he Kusborat , Nature or Landscape Sy Bharpur Mulk Hai.


                                Ap ko Kaha ka Safar kar k zaida acha lagta hai or ap ki wish kiya hai k ap again us jaga ka safar karain or Reason be Batain


                                Shukriya

                                Is main to koe shak nhi kay hamara mulk Pakistan buhat khubsurat h. Pakinstan ki northern side meri favorite hai, Naran Kaghan, Swat, Hunza behtreen areas hain. Aur in area ki natural beauty hi attract karti h mujhe. Is liye main apni her vocations main north side ko visit karta ho.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X