A Gift For new Traders
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    thanks bro jo apne ye site share ki hai abhi mein es ko flow karta hon q k mien khud new user hon es liye ye mre liye buaht zaroei hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Sab dostoun ko ek clue bhi detaa hon k is monday ko buhaat sari news expected hain aap news ko kal tak mukamaal study karrain orr monday ko jab wo news ayen tou aap market par un ka impact dekhnaa aap ko idea ho jaye gaa k news ki kitni ehmiyaat hai
         
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #18 Collapse

        Ye aik achi information hai news kay liay magar is ki nisbat me ************ ko ziada prefer karta hoon kiun kay us me aik tu apni favourite currency ko filter bhi kia ja sakta hai is kay sath us me next newses kay view kay options is se kafi better hain. Instaforex ne bhi view bohat acha dia hai magar forex factory pe aap ziada better filteration kar sakty hain apny currency pair kay hisab se set kar kay.
        • #19 Collapse

          behetreen bat batai hai yar isy hum thori study kersakte hai kafi kuch kerna parega isme kamyab hone keliye lekin forex acha kam hai ye mazeed koi aisi helpful bat hoto zaroor batana yar thanks.
          • #20 Collapse

            ye waqhi aik gift ha q ky ap ko pata ha k news ki trading main boat hi hamiat ha or apko mahlom hona chaye k ap k terminal k nechy bi news ka option ho ha ji ap news hasil kar sakty hen or ap ko trading k matalk mahlomat mil sakti hen
            • #21 Collapse

              han ji ye problem bht sare trader ke saath hai ke sab log yehi bolte hain ke news se help lo but ye nahi batate ke news help kese aur kahan se len ye bht muskil kaam hota hai konsi news ok hai aur konsi nahi hai kyoun ke jab hum google per news ko search karte hain tu bht sari websites news de rahi hoti hai
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: malikshakeel04 پيغام ديکھيے
                han ji ye problem bht sare trader ke saath hai ke sab log yehi bolte hain ke news se help lo but ye nahi batate ke news help kese aur kahan se len ye bht muskil kaam hota hai konsi news ok hai aur konsi nahi hai kyoun ke jab hum google per news ko search karte hain tu bht sari websites news de rahi hoti hai
                news Ko Samajhnay k liye thoray Say Economics fundamentals Ko Study Karnaa partaa hai... Simple si baat batataa hon K forexample USA Ki unemployemt Ka Data Ayaa or sath Sath ek or high impace news bhi Aa Gai tou Market main Zaroor Changes Atay hain... news ko Achi Tarah Say Study Karna Zaroori hai... us k liye Ap ko thori si or mehnat Karni paray Ge :)
                   
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #23 Collapse

                  Thank you Dear ap nay bohat achi information di hay. pehlay may dhosri sites sy calender check karta tha or umeed hy instaforex ka calender behtar ho ga.
                  • #24 Collapse

                    Bahut shukriya bhai main bhi aik new trader hon aur news kay baary main bhut dafa suna iss forum kay members say lekin mujhe yeh pata nahi tha kay yeh news kahan sy hasil ki jayen but ap ki iss thread ny meri problem solve kar de.
                    • #25 Collapse

                      wow that's an excellent issue i'm terribly happy to check this issue i used to be not conscious of this before i'm terribly grateful to you for this subordinate info it'll profit Pine Tree State noticeably in my commercialism
                      • #26 Collapse

                        bot acha ma phely dialyforex use krta tha . jo k samjna bot mushkil hy insta wala asan lag rha hy ab yeh he usee kron ga
                        • #27 Collapse

                          thanks for this apko thread par kar hum jasi new trader ko bohat madad mil skta hai app ko bohat bohat hi thanks app asi thread post kare to sub trader ko madad ho sakta hai so app asi thread karte rahiye
                          • #28 Collapse

                            friend this is very nice thing and simmple also this is in urdu language who cannot understand english language economic calendar is in urdu so they easyly study and understand this it has a lot of features also it is very cool,forex give many chance to their clients to start this job with great knowledge
                            • #29 Collapse

                              whoa thats an incredible point we are happy to find out this specific point we had not been aware of this specific just before we are very happy to your account just for this outclass data it is going to help us a lot around my trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Qaiser sir ap nay bhot se trader ki problem solve kar di . main be aisi he kisi cheez ki talash main tha. jo mujy bagair kisi pareshni kay news anay ka bata day . or aj Allah kay karam se ap kis taraf se ye problem me solve ho gae . thank you very much.:)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X