Jaiza : Forex main currency pairs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Forex main currency pairs
    Forex business me jab be trading hoti hay to pairs me hi trading ho sakti hay 1 time me 1 hi currency ko purchase kia jata hay aur dosri currency ko sell kia jata hay

    pupolar currencies pairs: EUR/USD, USD/JPY, AUD/USD, GBP/USD

    agar traders ko lagta hay key euro currency strong hony wali hay to wo EUR/USD ko buy karen gey es ka matlab ye hay key es ne USD key badly me EUR currency ko purchase ya buy kar leya hay aur agar traders ko lagta hay key USD strong hony wala hay to wo esi pair EUR/USD ko sell karny ka order lagaye ga es tarha es ne euro currency key badly me usd ko buy kar leya hay aur jab euro jesy jesy down ho ga to EUR/USD ko sell karny waly traders ko profit hota jaye ga

    Currency key strong ya weak hony ka andaza kesy lagaya ja sakta hay?
    ye esa sawal hay jo har trader key mind me hona chaye, kesi currency key strong hony ka andaza es ki country key exports key demands me ezafa, Economic Growth, jobs data release se lagaya ja sakta hay.
    Last edited by ; 04-08-2018, 08:02 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kisi b auchi curency may ap yahan say ap select kar layen or phr is ki movement ki direction ko ap follow kakr skty han jis say ap ko kisi b auchi plaining kar skty han or yahan say ap market may kisi b auchi tarha invest kar skty han or is say ap ki wroking b daily base par rise ho skti ha
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Forex main currency pairs

      Forex trading man boht say currency pairs hotay hain jo kay trading kay liye use hotay hain. is main kuch pairs ko major currency pair kaha jata hay. jis pair main usd ki currency hoti hay us ko major pair kaha jata hay aur jo baki pairs hotay hain un ko general pair kaha jata hay. jitnay bhi major pair hotay hain in main sab say zayada eurusd kay pair per trading hoti hay. que kay yeah aik aam sa major pair hay. aur har new trader is pair ko trade kerta hay. tamam major pair per trade ka spread boht kam jota hay jo kay baki pairs per kafi zayada hota hay. is liye major pairs per trading kerni chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Forex main currency pairs

        bhai ap ny boht achi posts ki hai or main ap ny hmain boht acha explain kiya hai currency pairs ka jin main hum apni trading karty hain jesa k forex trading k es business main boht se molkon ki cuurencies involve hain jis se hum apni trading karty hain yah sub janty hain k hum ureency pairs main trading karty hain ltlab yah hai k hmain yah tu yah buy krna hota hai yah sell krna hota hai es k liye hmain pahly trading ko sikhna hota hai os k bad hum pis ki selection bahtr andaz main kar paty hain es liye hmain os currency pair main trading karni chahye jis se hmain loss na ho or es k liye apko sub se pahly os pairs k strong and weak k bary main knowledge hona zarori hai os k bad apni trdaing main order set karen ta k apko loss na ho
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Forex main currency pairs

          Forex market main trading kay liye boht say pairs use hotay hain. hala kay forex ka nam hi zayada ter currency ki market kay liye lia jata hay. lakin ajkal is main boht say broker nay aur bhi boht say pairs jo kay pehlay nahi thay trader kay liye add ker diye hain. jesay kay currency kay sath sath cfd kay pairs aur cryptocrrency kay pairs bhi add kiye gay hain jo kay trader kay liye aik acha step ho ga. que kay both say trader ki trading choice pairs kay lehaz say different ho sakti hay. koe oil trade kerna like kerta hay to koe bitcoin. lakin forex kay major pair eurusd, usdjpy, gbpusd waghaira hi hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Forex main currency pairs

            Hum Log Kisi bhi currency pair pair trading Karke Kafi accha profit hassil kar sakte hain isliye Hum Sab Logo Ko Kisi bhi currency pair pair trading karte hue acche se Accha profit Hustle karna chahie iska Hum logo ko bahut hi jyada fayda Hota Hai

            اب آن لائن

            Working...
            X