Market Correction kia hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Correction kia hoti hai?
    Dear. Mera ye swal hai k market ki correction kesey kehty hein or hum forex men market ki correction ka kesey pta laga skaty hein or kis terhan kam ker skaty hein or profit hasil ker skaty hein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jab market upward chali jati hay to market correction karti hay aur es upward ko stop karti hay aur upward trend ko price declines karti hay, jab market correction condition me ati hay to upward trend me 10% ki kami kar sakti hay esi kami ko market correction kehty hey,

    market correction temporary be ho sakti hay jo market price ko reverse kar sakti hay, market correction overvaluation ko fix karny key ley hi 10 percent ki adjustment down trend me karti hay, ham es ko kabi be bearish trend nahi keh sakty ye down trend temporary hoti hay jo kesi be time U turn le kar up trend me change ho sakti hay, jab market me correction ho rahi ho to esy time me careful aur alert ho jana chaye.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: liayqat پيغام ديکھيے
      Dear. Mera ye swal hai k market ki correction kesey kehty hein or hum forex men market ki correction ka kesey pta laga skaty hein or kis terhan kam ker skaty hein or profit hasil ker skaty hein?
      Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky market correction Kya cheez hoti ha to Mari is ky bary ma ya Rae ha ky jab market ka trand uowaup hota ha yaeni ky market oper ki traf chali jati ha is waqat market correction krti ha market correction temporary be ho sakti hay jo market price ko reverse kar sakti hay, market correction overvaluation ko fix karny key ley hi 10 percent ki adjustment down trend me karti hay, ham es ko kabi be bearish trend nahi keh sakty ye down trend temporary hoti hay jo kesi be time U turn le kar up trend me change ho sakti hay, jab market me correction ho rahi ho to esy time me careful aur alert ho jana chaye.
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Market correction ka matlab kisi khas currency, commodity ki price mein peak point se 10% ya ziyada ki kami hona ha. Correction short time ya long time dono tak ho sakti ha. Correction ko mukhtalif tareekon se analyse kiya ja sakta ha like jab koi currency ya commodity bohot strong ya over perform kar rahi ho, to wo hamesha aik hi direction mein nahi jaye gi aur jin traders ko profit hua ha, wo profit taking bhi karain gy. Jab profit taking start hoti ha, to price reverse ho jati ha. Corrections market ko refresh ya readjust kar leti hain aur correction se pehlay aur baad mein dono trade open karnay ki achi opportunity hoti hain kyun kay correction kay baad market wapas previous direction ki taraf chalna start kar deti ha.
        • #5 Collapse

          Market pe ja Baithi karne ke liye Kis Ko Samaj Ne ke liye aapko isme long time ke liye working karna hota hai market ko Idea Nikal Na Hota Hai Ki market Kaise working Karti Hai Isko long time ke liye aapko watch karna hota hai Jaise Jaise aap market ko watchkart Jaate Hain aap ki earning APK investment yaha par increase ho jati hai Aapka kaam Yahan Par Bhi Jyada acche se manage ho jayega
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum bhai Mere Pyar Mein Hum logo ko Jyada Se Jyada mat karna chahiye tha Ke Hum Log forex market Mein Kamyab game unlock jitni Jyada Mat Na Karenge Hum Logo Ko Itna Jyada profit Milega isliye Hum logo ko Jyada Se Jyada mahnat karna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Market Correction kia hoti hai?

              agar market mein Ham jitna jyada Hi Kam karte rahte Hain to hamen ISI mein Hi aasani hasil ho sakti hai aur ham apna Kam ko aasani se Hi kar sakte hain ismein hamari mehnat acchi Ho jaaye to Ham na Kam nahin ho sakte Jo log bhi ismein kam hote hain to unki apni galti ho sakti hai lekin hamen apne Ko tumko dekh Kar Hi Kam karna chahie agar Ham jyada achcha kam karenge to hamen utna hi aasani ho sake ki aur ham apne aap ko kamyabi samajh sakenge aur is main jab tak insan ki acchi mehnat nahin ho sakti vah use waqt tak hi kamyab nahin ho sakta agar hamen bhi achcha kam karna chahie to apni mehnat per brokers karna hoga aur jab tak Ham jyada mehnat karenge tumhen ismein apna Kam aasani se ho sakta hai aur market bhi hamari acchi Ho jaati hai hamen market mein apna Kam hamesha hi soch samajh Kar karna chahie agar jitna bhi jyada market mein Ham sochte rahte Hain to hamen utna hi aasani ho sakti hai aur ham apna Kam aasani se Hi kar lete hain lekin ismein bahut jyada hi analysis karna chahie agar market mein hamen malish karte rahte Hain to hamen aur Sone Ho jaati hai aur ham acchi se kam karne ke liye aur sakte hain ismein hamen apna Kam soch samajhkar karne se bhi parda hoga aur market ke sath kam karne mein hamen aasan hoti hai agar market ke sath kam karte rahte Hain to hamara paida ho sakega aur ham apna Kam acche se kar sakte hain aur achcha Kam Karne Wala har member is mein nakam nahin ho jata agar hamen bhi kamyabi ho sakta nahin chahie to ismein har baat apni mehnat per hokar karte rahenge jab tak hamari acchi mein Na to sakti hai agaram jyada hi apni mehnat per focus karenge to hamen ismein aasan kam ho sakta hai aur ham apne aap ko ek aasan banane ke liye jitna jyada kam karte rahte Hain to hamen itna achcha kam ho sakta hai aur ham apne aap ko ek successful banane ke liye bahut hi achcha kam kar sakte hain aur jo log bhi jyada mehnat karte rahte Hain to unko hi aasani ho sakti hai lekin hamen yah sochana chahie hamen apni soch ke sath mein naat karenge tumhara fayda ho sakega aur agar jyada kam karne se bhi hamara Koi nuksan Na Ho jaaye to ismein Ham bahut kuch hasil kar sakte hain aur hamen apni mehnat ko jyada hi acche se share karna chahie aur jitna jyada kam karenge utna aisa nahin hogi aur hamen market mein analysis bhi karna chahie aur ismein hamara faida hoga
              • #8 Collapse

                Re: Market Correction kia hoti hai?

                agar market mein Ham jitna jyada Hi Kam karte rahte Hain to hamen ISI mein Hi aasani hasil ho sakti hai aur ham apna Kam ko aasani se Hi kar sakte hain ismein hamari mehnat acchi Ho jaaye to Ham na Kam nahin ho sakte Jo log bhi ismein kam hote hain to unki apni galti ho sakti hai lekin hamen apne Ko tumko dekh Kar Hi Kam karna chahie agar Ham jyada achcha kam karenge to hamen utna hi aasani ho sake ki aur ham apne aap ko kamyabi samajh sakenge aur is main jab tak insan ki acchi mehnat nahin ho sakti vah use waqt tak hi kamyab nahin ho sakta agar hamen bhi achcha kam karna chahie to apni mehnat per brokers karna hoga aur jab tak Ham jyada mehnat karenge tumhen ismein apna Kam aasani se ho sakta hai aur market bhi hamari acchi Ho jaati hai hamen market mein apna Kam hamesha hi soch samajh Kar karna chahie agar jitna bhi jyada market mein Ham sochte rahte Hain to hamen utna hi aasani ho sakti hai aur ham apna Kam aasani se Hi kar lete hain lekin ismein bahut jyada hi analysis karna chahie agar market mein hamen malish karte rahte Hain to hamen aur Sone Ho jaati hai aur ham acchi se kam karne ke liye aur sakte hain ismein hamen apna Kam soch samajhkar karne se bhi parda hoga aur market ke sath kam karne mein hamen aasan hoti hai agar market ke sath kam karte rahte Hain to hamara paida ho sakega aur ham apna Kam acche se kar sakte hain
                to price reverse ho jati ha. Corrections market ko refresh ya readjust kar leti hain aur correction se pehlay aur baad mein dono trade open karnay ki achi opportunity hoti hain kyun kay correction kay baad market wapas previous direction ki taraf chalna start kar deti ha.
                • #9 Collapse

                  jaiza: market corrections

                  Market correction ka matlab kisi khas currency, commodity ki price mein peak point se 10% ya ziyada ki kami hona ha correction short time ya long time dono tak ho sakti ha correction ko mukhtalif tareekon se analyse kiya ja sakta ha like jab koi currency ya commodity bohot strong ya over perform kar rahi ho, to wo hamesha aik hi direction mein nahi jaye gi aur jin traders ko profit hua ha, wo profit taking bhi karain gy jab profit taking start hoti ha, to price reverse ho jati hai corrections market ko refresh ya readjust kar leti hain aur correction se pehlay aur baad mein dono trade open karnay ki achi opportunity hoti hain kyun kay correction kay baad market wapas previous direction ki taraf chalna start kar deti ha
                  jab market ka trend up ward hota ha yani ky market oper ki traf chali jati ha is waqat market correction krti ha market correction temporary be ho sakti hay jo market price ko reverse kar sakti hay, market correction overvaluation ko fix karny key ley hi 10 percent ki adjustment down trend me karti hay, ham es ko kabi be bearish trend nahi keh sakty ye down trend temporary hoti hay jo kesi be time U turn le kar up trend me change ho sakti hay, jab market me correction ho rahi ho to esy time me careful aur alert ho jana chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: market corrections

                    dear ap ny boht acha topic humary samny laya hai jis ki information sub k pass hona zarori hai forex forum main jitna acha knowledge hoga otna he traders forex main achi trade kar skty hain or acha profit lay skty hain forex trading ka business aik best online trading ka business hai jis main hum jitna chahen otni he mahnat kar k forex main achi earning gher bethy he hasil kar skty hain q k yah aik aysa karobar hai jis main hum jitni mahnat karengy otna he humain faida hoga or hum forex main kamyab ho kar achi earning kar skty hain forex ka business sub he kar skty hain jo likhna parhna janty hain wohi forex ko join kar skty hain
                    forex main hum international currencies ki stock market ko follow karty hain jis main currencies ka otar charhao humain es business main faida deta hai jis main hum currencies ki khareedo farokht ko yakini bana kar os se faida otha skty hain
                    forex market ko follow karny k loye humary pass market ka over al knowledge hona zarori hai q k aghr knowledge hoga tu he hum forex main kamyab ho kar achi earning kar skty hain forex market 2 tarha se movement karti hai jis main
                    1: IMPULSE
                    2: CORRECTION
                    (CORRECTION|)

                    Forex market main jub candles ki movement ayes hoti hai k market main humain different time frame main choti choti candles bullish and bearish nazar ati hai tu osko hum market ki correction vawe kahty hain jub k market continueusly jub aik he trend main moe karti jay aghr market bulish ahi or continuesly bullish hai os ko hum kahty ha market main impulse wave hai jis ko hum apni trading k liye move karty hain market main enter tab he hona chahye jub market correction kar rahi ho q k ayse market main risk kam hota hai or loss hony k chances bhi kam se kam hoty hain
                    Click image for larger version

Name:	correction zain.png
Views:	6
Size:	88.9 کلوبائٹ
ID:	12333783
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: market corrections

                      Dear market correction ka matlab hai ke kisi bhi commodity ki price Mein 10% yah isase Jyada ki Kamini Ye Jo k most recent peak sa hona ko kehta han. Market correction Kisi bhi commodity ke liye Ye Ek Din yah ek man Tak bhi reh sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: market corrections

                        Je dear forex market mainly 3 tarha ki movement karti hai. Ik move wo hota hai jb market up trend move karti hai or prices high value par ponch jati hai. Ese tarha second move asa ho sakta hai k jb market down trend ma jati hai or prices fall kar jati hai. Thirdly market side move ma hoti hai es move ma buyer or seller ki ratio same ho jati hai or market bar bar support or resistance sy hit karti hai but es ma enko cross karny ki sakat ni hoti. Trader en move k elawa b market k ik move ko aksar observe karty hain. Jis ko correction ka name deya jata hai.

                        What is market correction. Market kbi chart k ik hesay sy dosray hesay par direct he ni ponch jati balky wo back and forth move karti rehti hai. Jb market up trend ma hoti hai to aksar asa hota hai k ye tori dair k lae retrace karti hai. Es situation ma market ka main trend up ward he hota hai but ye khud ko correct karny k lae kuch dair down move ma ah jati hai. Es ko ham market correction k name sy janty hain. Jb market corrective move ko complete kar leti hai to wo previous trend ma wapas chali jati hai. Forex market ma trader k lae sb sy mushkil kam he ye hota hai k wo main trend or correction ko kesy judge kary. Jo trader achy market analysis karty hain wo he acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. But trader ko ye zehan ma rakhna chahe k har correction ka move main trend sy alag ni hota. Esa b ho sakta hai k correction he market ka main trend ban jae. so trader ko soch samaj kar he trade karni chahe kiu k market k main trend ma or correction ma differ karna easy ni hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market Correction kia hoti hai?

                          Is pattron ka istemal karte hue members ko trading karne mein aasani hoti hai vah isliye ke members ko yah pattern acchi tarah Se istemal karne mein help mil jaati hai yahan per kam karne mein kisi member ko koi problem nahin aati aur yahan per kam karna hai aasan hai aur trading karna bhi itna mushkil nahin hai aur isko lekar maximum members maximum confuse ho rahe hote hain lekin agar koi member trading mein zyada hardworking Ho jaaye to usko yahan per kam karne mein acchi help milati hai aur koi problem face nahin karna hoti hai yah indicators istemal karna aasan hai aur agar ismein members thoda sa interest lekar isko continue karenge to is ko easily istemal kar payenge indicators ke istemal se related members ko khud Se apna idea Lena hota hai aur apne decision se koi bhi indicator select kar lene se pahle aur usko apne trading mein istemal kar lena hota hai members ke liye trading mein kabhi compromise nahin karna chahie aur apni trading meher members ko acchi tarah Se dilchaspi Lena hogi aur is tarah Se members apni trading mein zyada practical Ho Kar usko continue kar payenge trading mein kisi baat par bhi compromise nahin kiya jata aur isko bhi maximum nahin liya jata kyun ke jab members zyada risk Le lete Hain to is tarah Se members ko nuksan face karna hota hai isliye members ko nuksan se pahle acchi Management kar lena chahie acchi Management kar lene Se kisi member ko zyada nuksan nahin hota aur unki trade profitable sabit ho rahi hote members ko acchi trading karne may self decision se kam Lena hota hai aur yah self decisions members ko maximum acchi trading karne mein help de rahe hote Hain Koi my free to go the Lekar Chale agar koi mistake ho to market ko correct Karen Agar Ham market ko correct Karenge to itne Hamare andar confidence aaega aur Hamara bonus level maximum hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Market Correction kia hoti hai?

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein jab Ham triend line use karte hain to is main market mein jab triend mein changing aati hai to is changing ko correction kahate Hain isase hamen maloom hota hai ki ab market ka triend change ho raha hai aur ham is mein apni entry point ko soch samajh Kar use karte hain hamen is entry point ko samajhna chahie aur is per practis karne chahie Ta k ham is mein har tarah se market se ahteyat se trading Karen hamen koi bhi analysis koi bhi setrastgy use karne se pahle market ka har tarah ka knowledge Ka hona zaruri hota hai kyunki market mein changing kabhi bhi a sakti hai aur hamen iske bare mein pata hona zaruri hai jab Ham iske bare mein jaan lete Hain to Ham is mein kafi acchi trade open kar lete hain aur ham is mein kisi bare nuksan se bhi bach sakte hain is liye hamesha koshish karen market ko har tarah se samajhne ki koshish karen is mein acha experience or knowledge Hasil Karen aap ko market ki movement is mein triend ki changing ka pahle se pata hoga to aap is mein behtarin trade open kar sakenge yah hamare business mein hamare liye kamyabi ke liye zaruri hai aur ham is mein behtarin earning ko possible kar sakte hain forex ko sikhnen is ka experience Hasil Karen aur har tarah se is mein kamyabi Hasil Karen aur is mein Market ki movement ko samajhne ki koshish karen Ham is business mein kamyabi apni mehnat se Hi Hasil kar sakte hain hamen is mein hamesha mehnat ke sath kam karna chahie aur is mein koshish karen hamesha acche trader banen aur Forex mein behtarin earning ko possible Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market Correction kia hoti hai?

                              dear market mein kam krtay huway hum senior member se sunty hain k market mein correction i hai ya market mein correction aa sakti hai.aur yeh to aap sb jantay he hain forex market mein jb demand barhti hay to market mein tezi aati hai aur isi tarah jb market mein supply barhti hai to market mein girawat hoti hai.market correction kia hai aur hum is se kis tarah faida hasil kr skty hain yeh mn apko apny knowleege k mutabiq batana chahta hon .jb market mein tezi aati hai aur market upward movement kr rahi hoti hai to aisi soorat e haal mein jb short term trader apni trade laga kr taiz market mein apna profit book kr letay hain to iski wajah se market ki up move ment mein kammi aana shorou ho jati hai aur jb yeh jammi aati hay to osay hum kehtay hain k market mein correction hona start ho chuki hai.misaal k taur pe agr USD ki baat krein k USD ki keemat 100 pe thi aur iski demand barhti gai aur iski qeemat 130 tak pohnch jaati hai to phir is mein short term walay trader apna profit book kr k is se exit lena chahtay hain aur isi tarah kch aisay traders bhi is mein hotay hain jo apni trades ko loss mein close kr k is mein se exit lena chahtay hain to in do types k traders k exit honay ki wajah se market down hona shoru hojati hai aur is ko hum temporary correction kehty hain.
                              aur isi tarah agr market mein supply ziada ho aur market down hoti ja rahi ho to aisi condition mein bhi short term scalper aur long term walay thoray loss mein is mein se exit le lety hain jiski wajah se iska trend change hojata hay aur yeh market up mobement krns start kr deti hai to market ki yeh correction traders ko buy krny ki aik best oppertunity provide krti hai.isi ko market correction kehty hain aur isko samjhty huway hum market se faida utha sakty hain..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X