Jaiza: Trading ka best time
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Trading ka best time

    har kaam ky karny ka ayk apna taim hota hy us main us kaam ky mutabek taim dia jata hy keh is kaam ko kon sa taim din to yeh kaam thik tariqy sy ho saky ga or us kaam ko is taimmain karny sy hum loss sy buch sakin gy or is taim min yeh kaam karny sy hum is kaamsy naffah utha sakin gy yeh har aam ky apny rols hoty hain jen ko apna kar us karobar main kamyabi hasel ki jati hy to ise trah sy forex bhi ayk busnas hy is main bhi trading kesi na kesi tariqy sy karny sy insan kaamyab ho sakta hy or is sy acha profet kma sakta hy or woh best trading taim hy keh us waqt trading ki jae jub forex markit loss sy buch kar mnafie ka safar ty kar rahi ho nuqsan kyus main chans na hon us waqt trading karny sy insan apni ki hoe trading main kaamyab ho saky ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Trading ka best time

      Ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya trading ka koi bhi maksus time nahin hai isko Ham jis waqt masti kar sakte hain lekin agar aapke pass experience hai to aap experience ka istemal karte hue ek but wait karenge aur uske bad jab aapko manasu lagega to aap train laga denge isliye experience person sahi waqt ka intezar karta hai aur usko pata chal jata hai ki market kis tarah munh karegi aur vah apne sath trailer karta hai main aapko jitna jyada experience aapko pata chal jaega ki aap ke liye best hai aur aap kis waqt train laga sakte hain aur kitna profit hasil kar sakte hain isiliye hamen ismein sahi waqt ka pata hone ke liye hamen iske bare mein experience hi karna hoga aur jitna jyada aapko experience hoga utna hi jyada aapko pata ho jate kaun sa waqt trade ke liye best hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Trading ka best time

        Trading karny ka best time set karny key ley hamy economic news events par hi depend karna ho ga ham ye nahi keh sakty key evening ya morning me hi hamy zeyda profit ho sakta hay aur kesi specific market session ko be ham trading key ley best nahi keh sakty hey, hamy 100% news par depend karna chaye, aur esi news ka intezar karna chaye jo market par bahot zeyda effect karti ho, es tarha ki trading karny ka faida ye hota hay key easily ham news ko follow karny ki waja se profit win kar sakty hey aur intezar karny ki waja se ham zeyda loss se be bach sakty hey.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Trading ka best time

          bhai jan ap ny boht achi information hmary sath share ki hai jis main ap ny trading ka bets time hmarys ath shre kiya hai tu main apka thanks karta hun forex trdaing main bets time par achi trading ho skti hai or aghr hum time ko he mange nahi kars kengy tu hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain tu hmaisha apni trading ko os waqt karen jub apko market achy trend ks ath show ho or ap apni trdaing main loss k dar ko khtm kar k trading karen baz okat hmain hmari trdaing main loss tab hota hai jub hum market ko achi trha se analysis kar k trading nahi karty hain tu apko aghr apni trading ko market k trend k according krna hai tu apko tab he apki trdaing main faida milta hai or ap apni trading kos uccessful bna skty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Trading ka best time

            Forex trading business ek worldwide international online business hai jis may 24 hours trading open rahti hian hum kabi bhi kisi bhi waqt trade order laga Kay profit earn kar sakty hain forex may best time jo trade lagne ka hai wo 12 PM say start hota hai hir country ka is liye hir trader ko koshish karni chahye Kay Wo apne time Kay mutabik 12 bajy say 4 bjy Kay Duran best pair dikhty hoe trade lagain ta Kay easily profitable trade lagai jiye best trade lagne Kay liye bhi humre pas experience or knowledge ka hona bohat zarori hai is Kay begaar hum. Kabiii bhi kamyab nahi ho sakty shukria..
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Trading ka best time

              Assalamu alaikum my dear friend ji han bilkul theek kah rahe ho ok Jism aapane bataya Hai Is Tarah Hamare new Aane Wale memberon Ko bahut jyada hasane aur aur knowledge Milega Uska Kya acchi post Hai karne se unke knowledge Mein bahut jyada fayda hoga
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Trading ka best time

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                forex market me entry key best time ka knowledge har trader ko hona chaye, forex market 24 hours (Friday to Saturday) tak open rehti hay magar traders ko 24 hours trading nahi karni chaye, ham aaj esi topic par hi bat karen gey key trading ka best time kon sa hona chaye

                Market sessions timing ki information

                Trading sessions ki opening aur closing time ka time table be traders key pass hona chaye, best trading time ko find karny key ley trading sessions time ki information bahot hi zarori hay

                Forex news ki timing Pakistan me

                Pakistan time key mutabeq forex ki news 12:00 pm se 9:00 pm tak ati hey, es time forex ki market me bahot zeyda teezi news ki waja se ati hay, teezi ka matlab hay key market bahot zeyda leqiuitly move karti hay jes ki waja se market key rates up down teezi se hony lagty hey

                Trading ka best time

                Trading hamesha 9:00 pm key bad karni chaye, es ka reason ye hay key 9:00 pm tak news ajati hay aur market trend be set ho jata hay es time agar traders market trend ko follow karty hey to es se traders ko apny trades me stop loss lagany ki be zarorat nahi hay traders ko 100% hi profit hoga.
                Dear friend ap bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading Pakistan k time k mutabiq 4 pm sy rat 11 pm tak hum ache trading kar sakty han q k agr humary pass knowledge or experience ho to hum news pe trading kar sakty han or ahsani sy new pe trading kar sakty ha jis humy ziada fayda ho sakta ha is ley humy ahtiyat sy trading karni chae ha or ache earning k ley proper analysis k bad trading karni chae ha Pakistan main hum log sham ko ache trading kar sakty han chae news time karny ya phr news k bad trading karny par Pakistan main best time trading k ley sham ka time he ha jis main hum ziada ache trading kar sakty han
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading ka best time

                  dear jis tarha ham aam mandi main say kuch khareednay jatay hain to usk liye hamko us main say morning k wakt he sab say achay fruits miltay hain vegetable milty hain aur wo sab kuch bahut he cheep aur acha mil sakta hay jik liye ham usay buy krnay k liye jatay hain aur agar ham wahan pay late pounchtay hain to hamko wahan say sab kuch to milay ga magar wo rates aur wo achi aur fresh cheezain nai milainge jo hamko time pay pounchnay say milnay wali then,same isi tarha say forex markeet ka kaam hay agar is main ham sessoions k hisaab say time say kisi orders ko pick krtay hain to hamko is say sab say zaida earning bhi milay ge aur ham ko jub zarurat hoge ham jaldi say is say nikal bhi jayengay aur agar ham dair say is main enter hongay to hamko bahut he kam earning bhi milay ge aur sath lose k bhi chances zaida hongay ,best time wahi hay jis main ham time say achi trades ko pick kr lain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading ka best time

                    Forex trading business pooray world mai bohat ziada kia janey wala online business hai. World mai time zones mukhtalif honay ki wajah say forex market ko 3 regions mai 3 mukhtalif time zones mai 9 hours kay liye operate kia jata hai . Iss tarah her time zone change honay say pehlay market 2 mukhtalif regions mai overlap kerti hai matlab aik jaga market chal rahi hoti hai aur last hour hota hai tou dusri jagah market open hojaati hai. iss tarah 3 dafa hota hai. Hum yeh samajhtay hain kay market 24 ghantay chalti rehti but aisa nahi hai. market her region mai close hoti hai 15 hours kay liye but time zones 3 honay say ye 120 hours matlab 5 din chalti rehti hai.

                    Forex market ka sub say best time monday say friday tak 3rd session hai jub market usa zone mai open hoti hai , uss time mai market mai sub say ziada trading hoti hai kiyu kay poori market he dollar pay base kerti hai. Iss liye wo session traders kay liye sub say best hai jiss mai achi trading ker kay achi income banai jaa sakti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading ka best time

                      Dear friends Assalamu alaikum trading Forex market may her waqt chalti rehti hay or her koi baghair paabandi k is may asaani say trading ker saktay hay or apna frofit kamaa saktay hay laykin iskay liaye zaruri hay waqt ka sai intikhaab karna hamay us time trading place kerni chahiyay jub news aani band hojaye qk uskay baad he sai time hota hay or raat 10pm k baad acha time hota hay jis may ham acha khaasa profit kamaa saktay hay agar hamay trading k baaray may sai knowledge hoga tou ham achi earning ker saktay hay nai tou nuqsaan hoga kaafi.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading ka best time

                        Forex trading four mukhtalif sessions mein divide hai jo ki ek dusre per overlap karte hain aur kuch dair ke liye dono market trading karti rahti hai ek market ke closing ho raha hoti hai aur dusri market start Le Rahi hoti hai. Dear member trading ka koi waqt mukarar rahi hai ki kis time market zyada rapid moment Karen Magar Ham Pakistan mein rahte hain isliye Jab London session ke oper New York market overlap karti hai to use doran market ki movement zyada fast Ho jaati Hai aur hamen chahie ki din mein Main 1pm baje se lekar 4 pm ke darmiyan bahut achcha time hota hai tradeplace karne ka us mein aap trend ko judge kar lain aur apni trade place kar den main aap ko ek chart bhi post kar raha hun jo aapko session ko samajhne mein help karega.
                        منسلک شدہ فائلیں

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X