Jaiza : Trading mai emotions ko use kar k trades nahe lagani chaheye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Trading mai emotions ko use kar k trades nahe lagani chaheye

    ji haan mere Bhai aapane bilkul theek kaha agar Ham forex trading karte Hain to hamen ismein emotions ke sath train nahin karte kyunki motions ke sath hamen loss ho sakta hai aur ham jaldbaji mein koi train laga sakte hain ho chuka hai to Ham a jaate Hain aur dobara jaldbaji mein jaate Hain aur sathiya lete re laga dete Hain jiski vajah se hamen aur jyada loss ho jata hai aur hamara kaun ho sakta hai isliye hamen ismein mausam ke sath train nahin karni chahie balki khabar ke sath aur sahi waqt per trade karni chahie money management karni chahie aur time management ke sath trade karni chahieaur ismein jyada se jyada experience hasil karna chahie aur apne emotions ko control karna chahie aur ful conference ke sath trade karni chahie Taki aap ek successful trader Ban sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Trading mai emotions ko use kar k trades nahe lagani chaheye

      Emotional ho kar trading karny se profit ko win nahi kia ja sakta hay emotions free ho kar agar trading ki jaye to traders ki performance aur us key profit earn karny me behtari a sakti hay, hamari trading es waja se fail hoti hay ya to ham profit earn karny key bad be greed karty hey aur ya ham trading emotional ho kar karny lagty hey hamari koshish honi chaye key ham kesi be kisam ki emotions key sath trades open na kary ye trading me hamari sab se big mistake hoti hay, trading fully planing key sath aur without greed aur emotions key sath karny se hi profit win karny me asani hoti hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Trading mai emotions ko use kar k trades nahe lagani chaheye

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex aik profitable business hy mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy is liay is m hmasha emotions ko qabo m rakhna chaiy dunya ka koi bi kam ho ya business ho us m agr emotions ham py hawi a jain to ham kbi b successful ni ho skty forex m b trading krty wakt asa hi hota hy k aksar emotions ham py hawi a jaty han khas kr jb hamy zyada profit ya zyada loss hota hy jb hamy zyada loss ho ra hota hy to ham chahty han k or zyada loss na ho is liay ham market ka wt krny k bjaiy trade close kar dyty han isi tra jb hamy thora sa b profit ho ham smjty han k kahin phr loss m trade na chli jaiy ham market ko dakhy bagar trade close kar dyty han hamy chaiy k ham emotions ko qabo m rakhan tb hi ham aik kamyab trader han ni to ham bot bara loss kr lyty han
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Trading mai emotions ko use kar k trades nahe lagani chaheye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Bilkul teek kaha hai kabe be emotions based trading nahe karni chaheye kiu k ye buhot he unfavourable cheez hai es business mai emotions aksar jab loss hoti hai ya ziyada profit os time high hota hai so in dono times par apne aap ko kabo mai rakna behtar cheez hai agar ap eskay bawajood be aisa karoge tu nuqsaan he otaogay
          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy agree hon k forex trading main humy emotional trading ni karni ha balky humy proper learning or practice sy knowledge or experience gain kar k trading karni chae ha ta k humy loss na ho or hum ziada sy ziada earning kar sakeny gy
          Forex trading main jtna knowledge or experience ho ga hum utny he emotion greedy or juldbazi sy bachena ho ga jab tak hum emotions greedy or juldbazi ko control ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han is ley emotions greedy or juldbazi bachena both zarori ha ta k humy loss ni ho ga
          Forex trading main humy kabi bi lalich na karny ta k hum loss na ho or hum kamyab hon
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Trading mai emotions ko use kar k trades nahe lagani chaheye

            Emotional ho kay kabhi bhi trade nahi lagaani chaiye ye baat bilkul theek hai. Forex trading mai traders ko iss baat ki bohat ziada practice kerni chaiye kay jab emotional ho rahey ho ya khud ko mentally tired feel karain tou trading bilkul nahi karain kiyu kay aisay waqt ghalti ka chance bohat barh Jata hai. Agar koi social life ki tension ho tab bhi trading say guraiz kerna chaiye. Forex trading aik na khatam honay wala business hai aur week kay 5 days kia jaa skata hai Agar kisi bhi waqt aisa koi maamla hoto trading kernay ki bajaey apnay aap ko sirf market ki movement ki monitoring tak he lo it ker laina chaiye. Emotional ho kay trading kernay aur loss kernay say behtar hai kay trading he na ki jaey. Jab trader apnay aap ko comfortable feel karain tab he trading start ker Lia karain

            اب آن لائن

            Working...
            X