Jaiza : Regression Channel
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Regression Channel
    g dear forex members may aap ko regression channel kay baray may batata hun
    use ka tareeqadear regression channel basically trend identification kay liye use kiya jaata hay iss ko aap kissi bhi aik point say draw kerain to aap kay pass aisay Click image for larger version

Name:	LinRegChannelES1yr6mo.gif
Views:	3
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12462037 2-3 lines bani hoi aayain gi iss mai aik bottom line aik top line or aik trend line (middle one) hogi jab bhi trend change honay wala hoga to market channel break ker kay neechay ya uper movement shuru ker day gi ager market channel ko follow keray or movement ander hi ho TO jab bhi market top line hit keray gi to wo trend line or phir bottom line tak jaaye gi issi tarah jabb market bottom line say bounce keray gi to wo top line tak jaaye gi iss channel may middle line trend ko indicate kerti hay
    EXAMPLES Click image for larger version

Name:	600px-RegressionChannel1.png
Views:	1
Size:	123.4 کلوبائٹ
ID:	12462038 Click image for larger version

Name:	Linear-Regression-Trading-Strategy-2.png
Views:	2
Size:	65.4 کلوبائٹ
ID:	12462039
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jitna ap yahan sasy market ka analysis nikalyen gay ap yahan say long time k lye wroking kar skyen gay is say ap ki knowledge may b izafa hota chala jaye ga or ap ki market ki condition b change ho jaye ga is say sab ko faida milye ga yaahn say
    • #3 Collapse

      regression channel strategy ka app ne bahot hi acha jaiza leya hay, es strategy se ham market trend be identify kar sakty hey aur market support zone aur resistance zone ko be identify karny me hamy asani ho sakti hay,
      trading me hamesha esi strategy ko use karna chaye jes se market trend hamary control me rahey, agar market trend out off control ho jaye to loss ka hona yakeeni ho jata hay, market trend ko control karny key ley aur es ko understand karny key ley hi ham behtar se behtar strategies ko use karna zarori samjty hey.
      • #4 Collapse

        Ye jaiza jo aapne regression channels kay hawaaly say paish kiya hai wo bht he zabardast hai aur mujhy yakeen hai kay ye kafi saary new traders jo kay meri tarha learning kay process main hain un kay liey aik bht he zabardast jaida hai. Aur hamko chahey kay jitne bhee es tarha ke information hamko mazar aay ham usko note karin taa kay ham us practical apni trafing par bhee kar sakin. Trading main experience tabb he hasil ho saktaaa hai kay aap pehly learning ko increase karin aur jesy apney ye info share ke hai esi cheezon ko apney pass note karin aur phir uski implementation apni trades par lazmi karin. Beshak pehly directly kise bhe real trade par na azmaaya jay magar demo trading main aap azmaa sakty hain.
        • #5 Collapse

          Jisne aapko friend ko find out karna hota hai friend dekhna Hota Hai Kiska Kaise Apne draw Karna Hai Jab aap group chat ki friend ko find kar lenge toh Aap Yahan Aaye Kis Liye working kar sakte hai isme aap acche se Aaram ke saath long time ke liye uski direction ko nikal sakte hain jaise jaise ki movement Hogi waise waise aap ko working karna easy ho jayega Jabardasth 14 wala kaam hai
           
          • #6 Collapse

            Jaiza : Regression Channel :

            Dear ap nay jo bahtreen tarekay say regression channel ka smjhya hay boht hy best hay aor is kay help say members ko market main trend ka smjhna easy ho jata hay aor trader ko chhy kah woh is regression channel kay is methods ko smjh kar trading market kay trend ko follow karain aor market main kis pay upper level regression channel mil raha hay aor kis point pay regression channel py low level ka trend mil raha hay to is tarah say trader market main right points pay market main sell aor buying kar sakta hay aor right regression channel kay help say order ko close karnay kay point bhy lay sakta hay aor jab trader ko is ka sahi use karna smjh main a jata hay trader easily forex market main trading profitable karnay kay qabbil ho jata hay.
            • #7 Collapse

              Yamaha market Mein trending karne ke liye market investment karne ke liye market mein aap bahut graph chart bana sakte hai Jiski aap se aap market ko acche se long time ke liye baat kar sakte hain ki aur uski moment Ka Pata Laga sakte hain kya aap isme Kaise kaam kar rahe ho raha hai market Mein Aaj Kal konsa news channel working kar raha hai aur Market kis ke hisab se move kar rahi hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Assalamu alaikum bhaiHum logo ko Forex trading mein bahut jyada mehnat Kitni Hoti Hai Jise Hum Log bahut jyada profit bana sakte hai isliye Hum logo ko Forex mein jyada Se Jyada mhnat karni chahiye RK Hum Log Ek accha profit gunasekaran Jisko Hum Log withdrawal kharwasa

                اب آن لائن

                Working...
                X