Price action ya news me se kes ko follow karna zeyda behtar hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price action ya news me se kes ko follow karna zeyda behtar hay?
    Price action trading strategy key importance se inkar nahi kia ja sakta hay magar na hi news ko ignore karna chaye, agar price action strategy aur news difference trends direction me ho to esi situation me traders ko kes ko chose karna zeyda behtar ho sakta hay?

    agar kabi esi situation ho to kia trades open na karna behtar strategies ho sakti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    News, Technical Analysis Aur Strategy:
    Forex market main hmain different situations aur different circumstances milty hain aur har aik pe kaam karny ka tareeka alag alag hota hay. Wesy kisi bhe common trader sy aap ye question karin gay gy kay aap news par trading karty ho to us ka jawab zayda tar aap ko nafi main he mily ga. Kun kay news ke trading pe es ly bhrosa koi nahi karta kay news par market unexpected behaviour show karti hay. Aur es es unexpected behaviour ko samjhny aur es par aik munafa baksh trading karny kay ly aapko kafi time market main lagna parta hay aur es ka aapko experience jab tak nahe hota hai tab tak es par kamyabi sy kaam nahi kar skty hn.

    Strategy(Price Action) ya News:
    Strategy usy kehty hain kay jis tarha sy aap ka kaam karny ka style aur price ke tabdeeli sy aap ke market main entery ya exit hona hay. Agar to aap ny khud koi strategy bnaai hay aur us par amal kar rahy hain to news ko suru sy he apni strategy main rakhna chahey. Yani kay aapny news par kaam karna hay ya nahi karna. Agar karna hay to kis tarha karna hay. Aur nahi karna to market sy exit kesy karna ha ya hedge karna ha. Ye sab cheezin aapko strategy bnaaty wakt khayal main rakhni chahey. Aur agar khud ke strategy nahi hai to us strategy main apni es cheez ko lazmi add karin.
    Agar aapny news par kam karna hai to phir koi bhe strategy apna sakty hain ya phir main aapko 1 strategy btata hun wo azma sakty hain.

    News Par kaam kesy kiya Jay:
    News kay doran ya news se pehly aap daikh lain k news hay kon see aur es ka market main kitna asar ho sakta hay. Aap nay dekhna hay kay news main past main kitne volatility rahi hai aur es baar ke predictions kiya hain. Us kay baad aap nay pending orders kay zariye kaam karna hay. Agar bil farz abi GBPUSD ke news aani hay aur market 1.2800 par hai. To news sy pehly aap ny 25 pips buy stop aur 25 pips sell stop ka order lagana ha. Matlab aik order 1.2825 par buy ka aur aik order 1.2775 par sell ka aay ga. Jab news aay ge aur market move kary ge to aap ka order lag jaay ga. Phir aap munasib time daikh kar market sy out ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      News ko follow kerna ya price action per trade kerna dono hi zaruri hoty hain but price action ko follow kerna zyada zaruri hota hai ky all the time market main agar ap trade kerna chahty hain tou news all the time market ko effect nehi ker rehi hoti hain balky price action hi all the time market ko effect ker raha hota hai isliay zaruri hota hai ky ap price action ko follow ker ky trade kerain lekin kei aesi news bhi hoti hai jo market ko bahot zyada effect kerti hain jesy FOMC per her pair main hi market bahot zyada move ker jati hai so aesi news per bhi nazar rakhni chahiay ky price action in news ki waja sy bhi change hota hai aur kei is terha ki news hain jin ki waja sy market main bahot zyada change ati hai so aesi news ko mind main rakhna chahiay aur previous aesi news per jo movements hoti hain unko zarur check ker lena chahiay news time start hony sy pehly kyun ky jesy hi market news time main enter hoti hai tou kafi zyada market main hal chal shuru ho jati hai so both price action aur news ko follow ker ky trade kerny sy hi success hasil ho sakti hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Price action trading strategy key importance se inkar nahi kia ja sakta hay magar na hi news ko ignore karna chaye, agar price action strategy aur news difference trends direction me ho to esi situation me traders ko kes ko chose karna zeyda behtar ho sakta hay?

        agar kabi esi situation ho to kia trades open na karna behtar strategies ho sakti hay?

        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log news ko follow krty ha to is ky leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha is ky bad jib him logo ko acha profit hota ha or price action ky news ko follow krna zayada thek ha kau ky news ki waja sy market kafi tazi sy move krti ha
        • #5 Collapse

          Market Mein kaam karne ke liye aapko market ki movement price action Kela hua aapko Yahan Par news par bhi Nazar Rakhna Hoti Hai Jise sabse market ki news main marking ho rahi Hoti Hai news market ki movement ko Kafi Zyada effect karti hai aur iski prices ko bahut jyada up and down ki taraf le kar jati hai aap ke hisab se uski movement ke sabse earning kar sakte hai aur movement kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Price action ya news me se kes ko follow karna zeyda behtar hay?

            forex aik bohat bara business hain hamy news ko rozana dahkna chahey hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex trading students or house wife's or poor mans ky liye bohat ache job hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Price action ya news me se kes ko follow karna zeyda behtar hay?

              Dear friend forex trading main news or price action time mary khayal main news ko follow Karna chae ha q k news ki waja sy market main fast movement hoti ha or us waqat market news ko follow karti ha price action ko ni price action normal time main best hoti ha is k ley humy news time news k mutabiq trading karny or normal price action ko
              Forex trading main news or price action ki apni apni importance ha par news time news ko he follow Karna chae ha news k bad price action ko agr market follow na bi kary par aik do din tak wapis hoti ha jis sy market price action ko follow karti ha or is sy hum ache earning kar sakty han

              اب آن لائن

              Working...
              X