kia MT 4 terminal key indicators useful ho sakty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia MT 4 terminal key indicators useful ho sakty hey?
    dear members MT 4 terminal key jo apny indicators zeyda behatar signals de sakty hey ya hamy other indicators par depend karna ho ga, koch indicators esy be hey jes ko ham online purchase kar sakty hey magar me ye pochna chahata hon key kon se indicators zeyda reliable ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki bat indicater Tak theik Hy lekin maen apko ark bat batana chahta hon ke jab bhi AP trade open karne lagen ya apne chart ko read karne kbhi bhi aankhen band Kar ke indicater or bhrosa Kar ke trade na lagayen q ke maen hamesha logo see yehi kehta rhta aor maen nee khud bhi kafi sari jaghon pe para Hy ke indicater ke hisab market nai chalti balke market ke lehaz see indicater apne indicate dety hen aor maen nee aksar jhagon pe fail hoty hoye bhi dekhe hen lekin apko ye bhi batata chalon ke indicater bhot see kismon ke hoty kuch indicater pridiction Kar the hoty hen aor kuch indicater maojoDa soratehall ka Bata the hoty hen islie agar AP indicater ki waja see trade open ya close Katy hen to aisa na karen balke trade ko har jaga see read kren chart ko read Karen support and resistance ko dekhen aor read Kare tahke ye na apko exit point ka pata na chale islie jab bhi trade lagayen soch samjh ke air indicater ko sirf anylisis karne kilie istemal Karen jab Tak AP trade close nai Karen ya koi open nai kren AP indicater ko in dono chezo see at den aor sirf apne anylisis kilie use Karen beshak AP 4,5 indicater laga Len wo a a a lag alag indicate de rhe honge phir AP phans jayen get kis indicater ki pridiction the Hy ya galat islie in ko sirf anylisis kilie istemal kren
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      dear members MT 4 terminal key jo apny indicators zeyda behatar signals de sakty hey ya hamy other indicators par depend karna ho ga, koch indicators esy be hey jes ko ham online purchase kar sakty hey magar me ye pochna chahata hon key kon se indicators zeyda reliable ho sakty hey?
      instaforex Se MP4 ke terminal a. indicators body useful for 10 ICSE watch Karke Humko be achieved reading kar sakte hain aur copy profit bana sakte hain Uske ilava instaforex OK Main Hoon MT4 terminal mein job traders ke analysis there there hote hain woh bhi bahut Jabardast hote hain aur wahan se Dekh Kar Bhi Hum profit bana sakte hain Main Hoon Gaye MP4 ke analysis dekar trade karta hoon aur Mujhe Coffee Bar profit Hua Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        G bhai technical analysis k liye indicators bohat ehmiyat rakhtay hain ap na sirf technical strategies follow krr saktay hain balkay mathematical or graphic charts per apna price analysis ker saktay hain. Mt4 or Mt5 k tamam indicators apni apni jaga ehmiyat k hamil hain.
        :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          dear members MT 4 terminal key jo apny indicators zeyda behatar signals de sakty hey ya hamy other indicators par depend karna ho ga, koch indicators esy be hey jes ko ham online purchase kar sakty hey magar me ye pochna chahata hon key kon se indicators zeyda reliable ho sakty hey?
          MT4 terminal ke indicators Gopi help or instaforex K terminal ke indicators bhi Kafi acche hain aur is se traders trade Karke coffee help let hain aur traders aaram se profit bhi bana sakte hai Iske ilawa instaforex ke MT4 ke software mein jo analysis Diye Gaye hote hain woh bhi bol Jabardast hai aur Unhe Yaad Karke bhi Kafi profit Banaya Ja sakta hai woh be 90% correct Hote Hain
          • #6 Collapse

            Some Useful MT4 Indicators


            Agar aap nay indicators ka pehly istemaal nahe kia to main aapko ye mashwara dena chahun ga kay indicators ka istemaal zaroor karna chahey. Lekin apny analysis aur ground realities ko zaroor made nazar rakhna chahey. Ground reality sy meri muraad ye hai k indicator sirf aur sirf aapko aik ishara dety jis ka un main aik program bnaya gaya hota hai. Aur unko ye to nahi pata hota hai k bahir ke duniya main kiya ho raha hai. So es baat ko lazmi zehan main rakhin. Second baat ye hai kay indicators ko lazmi pehly Demo Account par aik bar ya 2 baar lazmi azmaa lain aur us ko achi tarha sy samjh lain. Ab aaty hain aapkay sawal ke tarad kay achy indicators kon kon sy hain. Main aapko ye to nahe kahun ga k lazmi en mo istemaal karin lekin ye MT4 main best indicator ta haal mujhy lagy hain. Main aapko 4 indicators btaon ga.
            1. Moving Average
            2. RSI (Relative Strength Indexe)
            3. MACD (Moving Average Convergence Divergence)
            4.Slow Stochastic

            Ye indicators jo kay mane khud use kiey hain aur en ka result bhe acha hai. Agar aapnay ye nahe seekhy ya samjhy to aapko zaroor aik baar enko try karna chahey. Aur main aapko es post main en saary indicators ke details to nahe bata sakta hun. Aur nahe ye 1 post main mumkin hai k btaya ja saky lekin aap ko agar ye seekhny hon to zaroor aap question kar sakty hain.
            Last edited by ; 26-08-2018, 03:19 AM.
            • #7 Collapse

              Tamam indicators jo mt4 main hain woh sab ky sab market ki post movement per banty hain jab market move ker chuki hoti hai tou indicator ki direction tab change ho rehi hoti hai kafi indicators aesy hain jin ko follow ker ky traders trading kerty hain lekin zaruri nehi ky jo indicator next movement ki taraf indicate ker raha ho tou market ki movement bhi usi direction main ho market jis direction main move kerna shuru ker dety hai tou indicator ki direction bhi usi taraf ko show hona shuru ho jati hai so traders tou in indicators ko use ker ky trading kerty hain ky agar aik direction main koi indicator bara raha ho tou usi direction main market kafi movement kerti hai lekin woh ham baghair indicator use kiay bhi agar kisi taraf market support ya resistance break kerti hai tou soch sakty hain ky ab market next support ya resistance tak move zarur kery gi aur wahan sy reversal ka chance hota hai so main tou kabhi in indicators ko follow nehi kerta ho khud market ki movement ko follow ker rehy hoty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma indicater ka forex trading ma bhot hi ahm role hota ha ager him log achy indicater ko follow krty ha to is Sy him logo ko kafi profit hasil hota ha him logo ko bas mhnat krna ho gye or zayada sy zayada Kam krna ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X