Jaiza: Mobile Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Mobile Trading

    jab bhe app ager app ghar pay hon to main to pc ya computer pay trading ko prefer kerta hoon us ki reason ye hai k app ko chart reading main mean technical analysis main kafi asani hai mobile phone k just ap trades jo open hooon un ko manage kernay k leay use krain gay other wise app ka all data computer pay hon usi pay chart open hoon ya behtar ye hoon ga k app us main LED system k sath laaga lain gay to best rahean gay us say or analysis main asaine ho jeay ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Mobile Trading

      aik baat mobile trading ki mjay ache lagti hae k ye 24 hours mery pass hota hea chahy main ghar hon ya ghar say bahir hoon martket shoping ker rahi hoon to main her time market forex k sath touch rheti hoon us leay koi news ya trade mis nahe ker sagti hoon us k leay sirf mujhey aik internet connection chay ho ga pher main easily trade ker sagti haoon ap ko bhe forex ko siekhna chahy our achy analysis kernay chahin
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Mobile Trading

        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main ap aghr apni trading ko time par open or close krna chahty hain tu mobile ap k liye bets option hota hai q k ap ko time par action leny ka moka mil jta hai es liye aghr ap mobile par apni trdaing kar rahy hain tu ap market ko bhi chek kar skty hain or sath main ap apni trading k liye jo faisla kar rahy hoty hain wo bhi jaldi apply kar lety hain es liye mera bhi expiernce mobile trading ka he hai baki aghr ap k pass laptop hai tu ap os main market ko chek kar skty hain or sath forum main posts kar skty hain yah os k liye use ho skta hai apka laptop
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Mobile Trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          other devices se zeyada me mobile trading ko batter samjta hon es ka reason ye hay key ham agar kahi be chalye jaty hey to mobile forex market key sath hamy touch rakti hay aur ham PC ya laptop se zeyda market news ki information hasil kar sakty hey, traders ko ab ye pareshani nahi hoti key agar us key trades open hey to wo asani se mobile trading kar key apny trades ko close kar sakty hey, other devices se trading ab koi be like nahi karta hay, zeyda tar traders ki koshish yahi hoti hay key wo 24 hours market me trading kary aur real time me us ko forex news mil saky.
          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main ab mobile trading sy trading both ahsan ho ge ha par dear Mary khayal main to mobile pe analysis karna itna ahsan ni han analysis k ley humy chae ha k pc ya laptop use karny baqi hum ny agr idr udr ana Jana ho to phr trade ko modify karny ya phr trade close karny k ley mobile use Kar sakty han par mobile pe analysis karna tohra muskal ha han agr ap ko trading ka experience both ziada ha or expect Han trading k to phr ap mobile sy bi achy analysis kar saken gy agr expect Ni Han normal trader Han to phr ap analysis k ley pc ya laptop use karny to ap k ley behtar ha
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Mobile Trading

            forex aik unique business hain hum moblie py be trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum agar forex mai kamyab hona chatey hain to hamy pahly ache learning hasial karne chahey or hamy mahent sy kam karna chahey forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qsur nahi hota forex mai hamara koi be boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Mobile Trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              other devices se zeyada me mobile trading ko batter samjta hon es ka reason ye hay key ham agar kahi be chalye jaty hey to mobile forex market key sath hamy touch rakti hay aur ham PC ya laptop se zeyda market news ki information hasil kar sakty hey, traders ko ab ye pareshani nahi hoti key agar us key trades open hey to wo asani se mobile trading kar key apny trades ko close kar sakty hey, other devices se trading ab koi be like nahi karta hay, zeyda tar traders ki koshish yahi hoti hay key wo 24 hours market me trading kary aur real time me us ko forex news mil saky.
              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha mobile trading sab sy best ap kisi bi jaga sy apni trade open ya close kar sakty han is k ley ap ko kahen jany ki zarorat bi ni parti ha or forex trading k analysis kar sakty han or market main ache trading kar sakty han
              Mobile sy he hum different site sy news or different information bi hasil kar sakty han jo k humy trading main help kar sakty han forex trading main hum maximum knowledge or experience hasil kar k ache trading sy ache earning kar sakty han mobile har waqat humary pass hota ha hum apny trade ko ache tahra manage kar sakty han
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Mobile Trading

                Ji han aapki baat bilkul theek hai isliye Forex mein agar aap acchi nahin karna chahte hain to ismein hard work bahut hi jaruri hai isliye basic Se Lekar last Tak aapko acchi Nahin Karni chahie Taki aap ismein success se kar sakte hain aur vaise bhi mobile trading bahut hi accha Tarika Hai Jise aap bar kis ke sath 24 ghante touch Rah Sakte Hain Kyunki mobile trading Mein Aap Kahin Bhi internet ke istemal ke sath market ko dekh sakte hain aur apni trade co open ya close kar sakte hain isliye other device se mobile trading bahut hi behtar hai Kyunki laptop ko on karke yah Sath Rakhna bahut hi Mushkil Ho kam hota hai lekin mobile Har Waqt aapke pass maujud Hota Hai Jiski ALP se aap trade open kar sakte hain aur Achcha profit share kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Mobile Trading

                  Mobile trading.
                  Trading karne ke liye different platform hote Hain agar aap trading desktop par karna chahte hain to woh bhi kar sakte hain aur agar aap mobile per trading karna chahte hain to trading ki mobile apps maujood hoti hai. Chahy desktop ho ya mobile trading mein price aur tamam version same hote hain aur kahin per Koi difference nahin hota sivay is ke ke kuch features aise hote Hain Jo mobile per open nahin hote aur desktop per tamam features completely open hote Hain. Mobile training bahut acchi hai aur ham easily mobile kyon per tamam trade apply kar sakte hain aur unko close bhi kar sakte hain Magar phir bhi mere zaati khyal ke trading hamen desktop screen per hi Karni chahie.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Mobile Trading

                    Mobile technology aur mobile internet ki badolat ab forex trading bohat easy hogai hai. Personal computer aur laptop pay trading kerna asaan hai laikin personal computer ko her waqt saath nahi rakha jaa sakta aur isi Tarah laptop ki zarurat bhi abb android mobile phones nay taqrebun khatam ker di hai. Mobile phones ko her waqt saath rakha jata hai aur internet data packages ki wajah say ab internet pay her kaam kahi say bhi kia jaa saktay hain. Iss kay elawa trading kay Doraan mobile pay payment processers ka use bhi easy hogaya hai aur Tarders kay liye bohat si asaniaa mobile phones ki wajah say aa chuki hai. Mobile pay trading mairay khayaal mai ab ziada easy hai kiyu kay mobile pay kisi pair ya commodity ko select ker kay movement ko monitor kerna aur trend ko follow kerna bohat easy hai aur issi tarah trade ki summary aur news ya analysis parhnay bhi bohat easy ho chukay hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Mobile Trading

                      Mobile trading har trader ki ab zarorat ban chuki hay es ki waja ye hoti hay key market ki movement ko dekna ho ya per apny orders ko follow karna ho traders ko na to har time laptop open karny ki zarorat pesh ati hay aur na hi complete on karny ki zarorat hoti hay, sab koch mobile device use karny se possible ho jata hay, traders agar ye samjty hey key mobile terminal me indicators ko use nahi kia ja sakta hay aur mobile trading ka nuksan hota hay to esy traders ko apni ghalat fehmi door karni chaye, mobile terminal me be har esa indicators use ho sakt ahay jo key laptop aur computer device me use ho sakta hay, economic calendar ko be mobile me deka ja sakta hay, mobile terminal key tools me be kami nahi hoti hay jo tools laptop terminal me hoty hey yahi tools mobile terminal me be available hoty hey.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Mobile Trading

                        assalamu alaikum dear friend ji han Ham wallpaper trading kar sakte hain mobile per trading karna bhi Koi itna mushkil nahin hai mere mobile per trading karna bhi dusre trading ki tarah hi hai iske Kai sare fayde bhi hain aur kuchh nuksan bhi hai iske fayde mein yah hai ki agar Ham mobile mein training kar rahe hain to agar Ham kahin gaye hue hain to Ham vahan per bhi kam kar sakte hain vahan per bhi mobile ko pocket se nikalkar usmein dekh sakte hain ki market ki moment kya chal rahi hai aur pro trade coach samajhkar laga sakte hain aur iska kafi jyada fayda ho jata hai ki hamari trade kahan ja rahi hai aur hamen date ko kahan per close karna hai iske alava Ham kahin per agar safar mein ho ya travelling kar rahe ho tab bhi Ham pocket se mobile nikal kar trade ko dekh sakte hain market ko check kar sakte hain ki Kya soorat HAL ja rahi hai lekin mobile ke kuchh nuksan bhi hai agar Ham posting kar rahe hain to kai bar Ham posting karte karte kisi ka mobile per message a jata hai to Hamara dhyan use taraf chal jata hai aur ham acche se kam nahin kar paate jabki iski nisbat agar Ham laptop ya PC per kam kar rahe ho to use per hamara Koi message ya call vagaira nahin a sakti to use per Ham aasani se posting kar sakte hain lekin mobile per agar hamen koi call a jaaye to uske bad Ham usmein biji Ho jaate Hain aur ham bad mein Kai bar bhul jaate Hain ki humne a posting karni hai aur kuchh aur kam mein biji Ho jaate Hain isliye kuchh nuksan bhi hai lekin mobile ke mere khyal mein mobile mein reading karne ke fayde Hain ki Ham kahin bhi gaye hue Ho yahan driving kar rahe ho yahan kisi aur jagah per gaye hue ho to vahan jakar bhi hamesha niche market ko bhi check kar sakte hain aur acting bhi kar sakte hain jo ki hamare liye bahut achcha hai aur iski vajah se Ham ek accha profit bhi earn kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X