Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ye to aik natural baat hay kay kici bhi business man ko jab us kay business main bajay profit kay loss hota hay to wo preshan bhi hota hay aur tension bhi leta hay aur us ka dil karta hay kay foran ye business chor kar koe doosra business kar liya jay.but senior aur professional business aisa ni karty. wo sab say pehly un factors pay tawajjo dety hain jin ke waja say unhen loss hoa hay. pehly to wo un mistakes ko door karty hain aur phr mazeed phely ke nisbat ziada mehnat kar kay loss ka risk kam kar kay profit kamany ke traf a jaty hain.forex traders wohi apny business main kamyab hoty hain wo himmat, hosly aur bardasht say kaam lety hain aur wait kar kay munasib waqt par apni trades start karty hain aur phr munasib waqt par he in trades ko close kar dety hain aur apna profit ly kar side py ho jaty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Dosto aapko bhe pata hai k loss trading ka hissa hai lekin jab loss hota hai to trading karny par dil nahe karta. Es masly ko kesy hal kiya jaay?
      Maximum traders ke sath Aisa Hi Hota Hai Ke Jab Ban coolers hota hai tumko bahut bura lagta hai aur dubara trading karne ko dil bhi nahi karta traders ko chahiye ke woh Yeh Sochenge Forex trading Mein lost 1 important part Hai or loss Kisi bhi trader ko ho jata hai agar tedesco trading karte huye loss Ho Jaye to Hame Na Kare bulke apni mistakes ko correct karne ki try Kare aur own mistakes sale learn Kare Jab Woh apni mistakes se learning Karenge or loss Cobalt of business Hum Denge topirol Goa trading karne ko Hamesha Dil Karega
      • #18 Collapse

        Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

        ​ Assalamualaikum Aapne Jo Baat Ki Hai Main aapko Uske baare mein Jo Baat Ki Hai Main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke hum logo ko chahiye Jo Baat Ki Hai Main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke hum logo ko chahiye ke hum Apne kaam ko serious Ho karo Dil Laga kar Jo Baat Ki Hai Main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke hum logo ko chahiye ke hum Apne kaam ko serious Ho karo Dil Laga kar Kare lost business ka ek hissa Hota Hai aur everybody Agar Hum aur everybody Agar Hum Uske baare mein Socha Tha Hum aage nahi aur everybody Agar Hum Uske baare mein Socha Hum aage nahi batayenge Hum Aise Ho Hamare so chahiye hona chahiye ki Hum Karenge so no tension ok
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

          bhai forex trading main jub hmain loss ho jta hai or hmara dil nahi lgta hai trading main es ki yah wjah hoti hai k hmara dil dukh jata hai or hmara dil nahi lgta hai aysa mery sath bhi hota hai laken main yah bat zeyda der tak mind main nahi rkhta hun pher khud he or apny mind ko fresh krta hun apni postive think k sath k loss hony ki sub se pahly galti ko dekhen k kis wjah se loss howa hai q k jub hum khud mahnt karty hain tab he apny loss ko recover kar paty hain es liye loss ko recover karny k liye kbhi bhi jald bazi main trading na karen achi taha se analysis karny k bad trading karen or loss ko recover karny k liye bari lot nahi lgani chahye ta k ayse pher loss hony k chances hoty hain
          • #20 Collapse

            Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

            Assalam O Alaikumm... aosa hoota hai dotoon k jbb bhe humtrading k is kaam mein atai haain too yeh kaam shuru krnaai se phlai yeh baat maaain decide kr laina chhaiyaaii k humaain is kaam mein na sirf faidaaa hoga blkaii is kaaam mein faiday k sathh hmare ghltioon k wajaah se hmaain nuqsaan bhe hoota haii bussiness forex kabhi bhe hmarai nuqsaan k barai mein nhee sochtaa hai hmara dushmaan is bussiness mien hum sirf khudd he hootaii hainn...trae mein losss honai k baad maain chahiyii na k apna dil har jain blkaii humm ko himaat krne chhaiyaii aur loss ko apnai liyai ak lesson smjhh k usko agai na duhratai howaiii trading phr se shuru krneee chahiyaii
            • #21 Collapse

              Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

              insan jub bhi koe kam shuroh karta hy to us kam main us insan ka eik jazba or shwq hota hy or eik umid hoti hy us kam sy woh umid yeh hoti hi keh ji main yeh kam kar rha hon is kam sy mujhy naffah hasel ho ga us raqm ko main fulan jaghah py fulan karobar main lgaon ga ya agr kesi ky diny hon to bhi us naffy ka taim diea hota hy or doston ko us ny bta rakha hota hy keh ji main fulan kam kar rha hon us main mujhy itny paisy buchny hain to jub us ko naffy ki bjae uqsan ho gea to ab yeh jo sari us ki planing thi sari py pani pher gea doston ny mzaq urana shuroh kar diea qarz liny walon ny mangna shuroh kar diea ab woh parishan or mayosi ky aalam main loss hony ki wajjah parishan hy eik parishani 2 doston yaron ny mzaq urae to is wajjah sy insan ka ji dowbara trading karny py ni karta but hemat ni harni chahy balky koshesh jari rakhni chahy
              • #22 Collapse

                Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                Je han ap nay bohat acha sawal kia k loss ki waja say trading pay dil Kun nahen lagta? Dar asal hota ye hay k trader bari umeed kay sath trading karta hay k usay bohat ziada profit ho ga aor woh is profit say mazeed trading karay ga aor mazeed profit hasil kar kay apnay business ko mazeed philay ga aor ziada say ziada strong karay ga lakin usay kisi mistake ki wajaha say loss ho jata hay aor aysa kai bar hota hay k usay trading man loss hi hota hay to us time trader ka mazeed trading karnay ko dil nahen lagta. Is problem kay hal kay liay trader ko chahiay k woh is umeed kay sath trade karay keh usay profit kay sath sath loss bhi ho sakta hay agar usay loss huwa to woh mazeed hardworking kar kay trading men honay walay loss ko profit men badal day ga to is taran woh kamyabi ki umeed say trading men dobara dil lagay ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                  G forex trading business mein loss bhi hota hy jtna ziada profit Hy utna ziada loss bhi profit aur loss business ka hisaa han aur jab forex trading business mein loss hota hy tu trading karne ko dil nhi karta tu is traha nhi karna cahaiye kiok agr hum loss hone ki waja se dishart ho gay aur trading nhi karain gay tu hum forex trading business mein kabhi bhi kaamyaab nhi ho saktay aur forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil nhi kar saktay is liye agr forex trading business mein loss ho tu us loss ko dil par nhi laina cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye aur demo account par ziada se ziada practice karni cahaiye aur ziada see ziada practice kar k experience hasil karna cahaiye tu is traha hum loss se bach saktay han aur profit earn kar saktay han aur jab loss nhi ho ga tu trading bhi achi kar saktay han aur trading karne ko dil bhi karta hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                    Yeh aik psychological effect hota hai kay jab bhi koi nuqsaan hojaey ya koi kaam kharab ho jaey ya kisi kaam ka nateeja apni pasand ka na aey tou kaam kernay ko dill nahi kerta hai. Business mai bhi aisa hota hai jab kisi conventional business mai koi loss hota hai ya kisi decision ka result ghalat ata hai tou aik baar tou dill he toot Jata hai. Ab yehi baat Agar forex trading mai apply ker kay daikhi jaey tou samajh aati hai kay forex mai bhi jab trading kay doraan loss hojata hai tou aik baar tou trading terminal ko close ker kay sakoon say aankhain band ker kay araam kernay ko dill kerta hai. Laikin phir khayaal ata hai kay iss Tarah aankhain band ker kay baith janay say loss ko recover nahi kia jaa sakta aur na he iss Tarah loss ki wajah bannay waali mistakes ko remove kia jaa sakta hai.

                    Forex trading business aik aisa bhai jiss mai profit aur loss dono he saath saath hotay hain jaisay kisi bhi dusray businesses mai hotay hain. Laikin acha aur experienced trader wohi hota hai jo loss say nazrain churanay aur ghabranay ki bajaey loss ko poori zimadaari say recover kernay kay liye mehnat karey
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                      dear hamko bhi kaam start kar lain jis main hamko ziada lose milega to ham upsets say hotay jayengay aur lose k sath sath agar hamko uski recovery bhi milty jaege aur sath earning bhi ho to hamko us main ziada say ziada dilchspi hoty jayege,is liye ziada better yahi hay k ham forex markeet main pehlay jitna ho sakata hay markeet ko smajhain aur usk baad ham is main apni mehnat apna paisa use karain aur jub hamko lagai k hamra knowledge trusted ho chukka hay aur hm is kabil ho chukkay hain k aba markeet main ham jitna bhi risk lain to hamko is say kam say kam lose ho sakta hay to tab ham yeh bhi feel ka rskatay hain k hamko lose say koi dar nai hay agar aisi surtehaal say ham is markeet main kaam kartay hain to hamko jitna bhi lose ho jaye haamra dil har baar yahi sochay ga k ab k baad koi lose nai hoga hamara dar bhi khatam ho jayega aur ham achi earning bhi kartay jayengay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gym.
                        Ji han dosto ye bht achi bat or ye to hmari nature hi hai ke jb bi hmein loss hota hai to humara wo kaam kerny ko dil nhi kerta hai or hum us kaam ko chod daty hein lakin dosto humein asa nhi kena chahiye is se humein loss hoga or hum apni mistake se kbi seekh nhi skeen gy hmein asa nhi kerna chahiye humein is platform per dil laga ker mehnat se kaam kerna chahiye Dosto asy hum acha profit hasil ker skty hein agr humein loss ho bi jay to hmein trading kerna chdna nhi chahiye blky apni mistake se seekhna chahiye asa hum sewkh ker acha profit hasil ker skte hein.THANKX
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                          Jo log loss ki wja say jo log treding chor daty hy mary khayl say wo log kabi bhii forex main kamyab ni ho skty ku k treding main loss profit as business ka hisa hy as lay kbi bhii dill chota nii krna chye agr koi loss brdsht ni kar skta tu mary khayl say usy forex jasy atny bhary kamyab business ko join ni krna chye jas say wo mazeed parshn hn or dill chota kary koi bhi business hn us main profit k sth sth loss bhi chlta rhta hy business krny wla ka dill bhra hona chye or kushi k sth wo sub kuch brdsht kry as lay humy har surat main har hall main kush rhna chye tab ja kar hum kuch seekh skty hy
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                            Aap yah samajh le ke Ek Tarah se Hamari nature Hai Kyunki jis cheez Mein Hamen loss hota hai To Hamen use mein interest Nahin Hota balke Jo interest Hamen hota hai Jaise trading mein to wo bh ahista ahista khatam hone lagta hai to hame chaiye ke ham aese na kren ke agr hame trading me loss hojata hai to hame ye nh krna ke ab ham trading nh kren ge blke kbi aesa bh hojata hai ke ap ko apki umeed se bh zyada bonus miljata hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                              Bro loss aur profit 2no trading ka hisa hai jub loss kise trader ko hota hai tu wo trader tension mein aa jata hai aur tension mazeed nuksan deti hai loss ko bardasht krna hoga ager future mein kamiyabi chahie tu kyn ke market kabhe ek jesy move nahe hoti kabhe trend positive move hota hai kabhe trader ke against sub se behtr way hai ke ap loss ko bardasht krna sekhen ager loss ho gya hai aur stress se bahir ayen aur apne mistake ko observe karain ke kaha per mistake huwe hai jis ki wajah se ap ko loss huwa hai then overcome any ki koshish karain ek professional aur acha trader har ek cheez ko apne mind mein rakh kr next step leta hai hame bhe kuch is tarah ka krna hoga tbhi forex mein kamiyabi hasil kr paye gyen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss ke wajha sy trading pe dil kun nahe karta?

                                Asalam o Aliklum ji to dear friends umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he achaa business ha is jesa koi bhi business nai ha is main kaam karny kay leye hammy bahut ziadaa mehnat ki zarorat hoti ha is main kam hammy barii he mehnat say karnaa partaa ha is ki amrkit ko samjhny kay leye hamy is main achi mehnat ki bhi zarorat hoti ha is main hammy dil laga kay kaam karnaa chaeye is ki trading main hammy jab bhi koi loss hotaa haa ha to ham is ki wajaa say apni markit main kaam karnaa chor dety han Q kay is main hamara tajarbaa nai hotaa or aksar loss kar bethty han han hammy is main bahut acha kaam karny kay leye hammy is main bahut he achaa kaam karny kay leye is ki education ko hasil karnaa bahut he zarorii ha is ki markit ko achy say analys karnaa bhi zarorii ha ta kay is kay achy results hasil kar kay loss say apny accont ko mehfooz kar sakeen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X